abay kya ho gaya hai yarrrr,,
hamare ghar mei inn sab mei se aik cheez banti hai,, or 2
jiss din jo banta hai wohi khaate hein
kya na
waise agar aap k puchne ka matlab yeh hai k humein aftaari pe invite karna hai to jo marzi paka lena
hum sab kha lete hein,, mirchi kam