-*- EID Manain JB k Sang -*-

1850 views 45 replies
Reply to Topic
Guest_005

Age: 124
Total Posts: 47705
Points: 0

Location:
Bouvet Island, Bouvet Island
Eid

Aap log kaisay manain gai ...

Kia EID per aap loog JB per aain gai


Main to AaON GA


Sara din JB per Rahoooon ga ....

Posted 11 Nov 2004

friend_16 says
Koosish pori karoon ge

.. agar koi guests aa gaiy tu phir problem hoo ge aanay main..
Posted 11 Nov 2004

Freddy says
hmmmmmmm
Posted 11 Nov 2004

shaista says
koshish karoongi...

Posted 11 Nov 2004

Guest_005 says
main to yahin hoon g a...


aur eid manain gai kaisay

Posted 11 Nov 2004

Guest_005 says
Posted 11 Nov 2004

friend_16 says
jis tarhaaan mananee chahyee ..    

Posted 11 Nov 2004

shaista says
bas khana pakke ga, mehmaan aayenge aur hum kitchen main hoonge....
Posted 11 Nov 2004

Ashii says
hmm,,
donno,, hum to weekend ki waja se farig honge
filhal kahin jaane ka koi prog nahi hai
aur na hi dil hai


kyun nahi milti gaale se
taig e naaz
eid kya ab k bhi khaali jaae gi
Posted 11 Nov 2004

~Fragi~ says
mein bhi kafi din k baad mein ghar mein honga ., tu fir ya tu sota rahoon ga .. ya fir jb per rahoon ga
Posted 11 Nov 2004

Fairl_Girl says
himatay marda madaday khuda
Posted 11 Nov 2004

Ashii says
frani bawaaaaa
hamari eidi k bager aae na to JB k darwaze pe hi rok diye jao ge




janubaby
Posted 11 Nov 2004

Guest_005 says
shaista said:

bas khana pakke ga, mehmaan aayenge aur hum kitchen main hoonge....




AAP KIA COOK HO
Posted 12 Nov 2004

Guest_005 says
~Fragi~ said:

mein bhi kafi din k baad mein ghar mein honga ., tu fir ya tu sota rahoon ga .. ya fir jb per rahoon ga





Posted 12 Nov 2004

boss main bhi farigh honga aur pak main honga to eid par addi aur TT jb par jashan karain gay kyun addy
Posted 12 Nov 2004

~CHANDNI~ says
JB Ka Raja said:

Eid

Aap log kaisay manain gai ...

Kia EID per aap loog JB per aain gai


Main to AaON GA


Sara din JB per Rahoooon ga ....

ary app bolo ham na yye ae to halat nahi
han jee joon hi time milly ga   ham appny JB NAZ say milnay ajjjy gayy
Posted 12 Nov 2004

maza aaye ga rani main to tumhare ghar aaon ga eidi dene
Posted 12 Nov 2004

~CHANDNI~ says
most wel come jeeeeeeee
Posted 12 Nov 2004

~CHANDNI~ says
lo jee EID k munasbet say akk poem sonoo




Rasm-e-duniya Bhi hay.....


Aaye Khuda kar too unhain bhi Eid ki khushiyan naseeb
Jin kay dam say ham bhi hain aour hay hamaari Eid bhi

Iss baras koi hassen khwab na tha Ankhon main
Iss baras ham say bhi daikha na gaya Eid ka chand

Eid aayi hay musarat ki payami ban ker
Woh musarat jo teri deed say wabasta hay

Eid ka din bhi shab-e-matam hay meray wastay
Jis khushi main woh na aaye woh khushi achi nahein

Iss Eid par bhi mil na sakay ham to kaya hooa
jazbon main jo khaloos to Eidain hazar hain

Phir aa gayi hay Eid magar dill udas hay
Khushiyon ki hay naveed magar dill udas hay

Eid kay din na sahi Eid kay kuch ba'ad sahi
Eid to ham bhi manayein gay teri deed kay ba'ad

Yeh Eid kiya hay keh duniya ki her musarat ko
Tumhari yad par qurban ker diya main nay

Un kay abroo-e-khameeda ka tarah teekha hay
Apni aankhon main barhi daer chubha Eid ka chand

Ghairon main hay jo shad usay Eid mubarak
Ham jis ko nahein yaad usay Eid mubarak

Khat main likha tha Eid kab hogi
Ham ko tareekh likh kay bhijwayein
Choonkeh jhagrha tha iss liye ham nay
Likh diya Aap jabb bhi aa jayein

Aaj kay din saaf ho jata hay dill aghiyar ka
Aao mill lo Eid, yeh maoqa nahein takraar ka

Khoob roya main lipat kar gham-e-tanhai say
Koi bhi aa kay galay say na laga Eid kay din

Meray aangan main dabay paaon naye rog liye
sall kay sall koi Eid chali aati hay

Kab tery milnay ki taqreeb bana Eid ka chand
Teri yaad aayi to dekha na gaya Eid ka chand

Dekha hilal-e-Eid to aaya tera khiyal
Woh Asman ka chand hay to mera chand hay

Kuch musarat mazeed ho jaye
Iss bahanay say Eid ho jaye
Eid milnay jo aap aa jayein
Meri bhi Eid, Eid ho jaye

Moyasar jin ko apnay doston ki deed hoti hay
Jo sach poocho to duniya main unhi ki Eid hoti hay

Kitni palkon say fizaon main sitaray tootay
Kitnay afsanon ka unwan bana Eid ka chand

Chand jab aaya nazar uss bam par
Rashk aaya apni her ikk sham par

Eid ka din hay galay aaj to mil lay zaalim
Rasm-e-duniya bhi hay, maoqa bhi hay dastoor bhi hay
Posted 12 Nov 2004

Guest_005 says
TeenTracker said:

boss main bhi farigh honga aur pak main honga to eid par addi aur TT jb par jashan karain gay kyun addy




SURE JI
Posted 12 Nov 2004

~CHANDNI~ says



Bin Dhaikhay usay ya Rabb yeh Eid na guzray Bin Dhaikhay usay ya Rabb yeh Eid na guzray
Ker paida koi aisa sabab, yeh Eid na guzray
Duniya ko dikhaya hay, ik chand jo too nay
Mujh ko bhi dikha day abb yeh Eid na guzray
Posted 12 Nov 2004

~CHANDNI~ says
JB Ki Rani said:

lo jee EID k munasbet say akk poem sonoo




Rasm-e-duniya Bhi hay.....


Aaye Khuda kar too unhain bhi Eid ki khushiyan naseeb
Jin kay dam say ham bhi hain aour hay hamaari Eid bhi

Iss baras koi hassen khwab na tha Ankhon main
Iss baras ham say bhi daikha na gaya Eid ka chand

Eid aayi hay musarat ki payami ban ker
Woh musarat jo teri deed say wabasta hay

Eid ka din bhi shab-e-matam hay meray wastay
Jis khushi main woh na aaye woh khushi achi nahein

Iss Eid par bhi mil na sakay ham to kaya hooa
jazbon main jo khaloos to Eidain hazar hain

Phir aa gayi hay Eid magar dill udas hay
Khushiyon ki hay naveed magar dill udas hay

Eid kay din na sahi Eid kay kuch ba'ad sahi
Eid to ham bhi manayein gay teri deed kay ba'ad

Yeh Eid kiya hay keh duniya ki her musarat ko
Tumhari yad par qurban ker diya main nay

Un kay abroo-e-khameeda ka tarah teekha hay
Apni aankhon main barhi daer chubha Eid ka chand

Ghairon main hay jo shad usay Eid mubarak
Ham jis ko nahein yaad usay Eid mubarak

Khat main likha tha Eid kab hogi
Ham ko tareekh likh kay bhijwayein
Choonkeh jhagrha tha iss liye ham nay
Likh diya Aap jabb bhi aa jayein

Aaj kay din saaf ho jata hay dill aghiyar ka
Aao mill lo Eid, yeh maoqa nahein takraar ka

Khoob roya main lipat kar gham-e-tanhai say
Koi bhi aa kay galay say na laga Eid kay din

Meray aangan main dabay paaon naye rog liye
sall kay sall koi Eid chali aati hay

Kab tery milnay ki taqreeb bana Eid ka chand
Teri yaad aayi to dekha na gaya Eid ka chand

Dekha hilal-e-Eid to aaya tera khiyal
Woh Asman ka chand hay to mera chand hay

Kuch musarat mazeed ho jaye
Iss bahanay say Eid ho jaye
Eid milnay jo aap aa jayein
Meri bhi Eid, Eid ho jaye

Moyasar jin ko apnay doston ki deed hoti hay
Jo sach poocho to duniya main unhi ki Eid hoti hay

Kitni palkon say fizaon main sitaray tootay
Kitnay afsanon ka unwan bana Eid ka chand

Chand jab aaya nazar uss bam par
Rashk aaya apni her ikk sham par

Eid ka din hay galay aaj to mil lay zaalim
Rasm-e-duniya bhi hay, maoqa bhi hay dastoor bhi hay

Posted 12 Nov 2004

Posted 12 Nov 2004

~CHANDNI~ says
barry khosh ho bhai




Bin Dhaikhay usay ya Rabb yeh Eid na guzray

Bin Dhaikhay usay ya Rabb yeh Eid na guzray
Ker paida koi aisa sabab, yeh Eid na guzray
Duniya ko dikhaya hay, ik chand jo too nay
Mujh ko bhi dikha day abb yeh Eid na guzray
Posted 12 Nov 2004

Guest_005 says
hmmmm
Posted 12 Nov 2004

JB Ka Raja said:

Eid

Aap log kaisay manain gai ...

Kia EID per aap loog JB per aain gai


Main to AaON GA


Sara din JB per Rahoooon ga ....



yahan tu kuch karne ko nahi hota main aounga...
Posted 12 Nov 2004

shaista says
main to naheen aongi....
Posted 12 Nov 2004

aap kese a sakti ho.. being a girl...
Posted 12 Nov 2004

shaista says
woh kaise?

oh that kitchen thing.... main koshish kartee hoon ke mere bhai bhi humaare saath kitchen main madad kare lekin woh akela hai aur is wajja se laadla... hum sub ka... kabhi kitchen main naheen aata...

jab woh kehta hai ke main aaj tumhaari madad karoonga to ulta sub kuch begaar deta hai, issi liye behtar hai ke woh na aaye...

Posted 12 Nov 2004

larkay aur kitchen main girly place
Posted 12 Nov 2004

shaista says
hmmm, tumhari shadi hogi tab poochongi...

Posted 12 Nov 2004

Reply to Topic
Copyright ©2024 Janubaba.com - All Rights Reserved.- .023