I love u

1017 views 7 replies
Reply to Topic
joker

Age: 124
Total Posts: 8892
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Phir bhi tujhe Chahta Hoon ***
ay dost!
Main teree yad main dunya tark kar sakta nahin,
Magar,
Main teree yad main aansoo to baha sakta hoon,
Teree yaad main hijar kee gharyan to bita sakta hoon.
Mere hamnasheen!
Main tujhe pane ke liye darya baha sakta nahin,
Magar,
Main tera intezar to karsakta hoon.
Teree khatir main waqt ko maat de sakta nahin,
Magar,mere apne!
Tere liye muztarib to reh sakta hoon,
Be kal to reh sakta hoon,
Be chen to reh sakta hoon.
Main teree khatir aasman se tare tor kar la sakta nahin,
Magar,ay nazdeek-e-dil!
Chaudhween ke chand main tera chehra to dekh sakta hoon,
Hijar kee ratoon main tare gin to sakta hoon.
Mere qareebi!
Main teree khatir jogee ban kar sehra main nikal sakta nahin,
Magar,
Teree khatir apne dil ko teree chahat se munawwar to ka sakta hoon,
Roshan to kar sakta hoon,
Taveel shab main tere bare main soch to sakta hoon.
Main!
Tere liye bad-e-saba ka rukh badal sakta nahin,
Sooraj ko mashriq main ghuroob kar sakta nahin,
Taroon ki mala tere gale main dal sakta nahin,
Khushboo ko tere pehnawe ke liye qaid kar sakta nahin,
Chandni se teree mang bhar sakta nahin,
Magar!
Main kia karoon ke,
Phir bhi,
Main tujhe chahta hoon,
Sirf tujhe chahta hoon

Posted 17 Feb 2005

Aap Ki Apni poetry hay Yah?
Posted 18 Feb 2005

v nice

Posted 18 Feb 2005

Fairl_Girl says
heart__hacker said:

valandrian says
bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713
bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713bd34713

bd34713
Posted 08 May 2018

Posted 17 Sep 2018

Posted 21 Oct 2018

Posted 09 Nov 2018

Reply to Topic