lyrics of Mere jeevan saathi

4938 views 20 replies
Reply to Topic
mastani laila

Age: 124
Total Posts: 6
Points: 0

Location:
Netherlands, Netherlands
Mere jeevan saathi - mere jeevan saathi

Aakhon mein chhupaake rakhoon
Saanson mein basaake rakhoon
Seene se lagaake rakhoon
Palkon mein bithaake rakhoon
Main tujhe chaahoonga, is tarah, is tarah
Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi, mere jeevan saathi
Tere bina meri zindagi kuch bhi nahin
Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi, mere jeevan saathi
Tere bina meri zindagi kuch bhi nahin

Dekha bas dekha tujhe
Chaaha bas chaaha tujhe
Socha bas socha tujhe
Maanga bas maanga tujhe
Sab mere paas hai, bas teri hai kami
Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi, mere jeevan saathi
Tere bina meri zindagi kuch bhi nahin

Tu paaka bhi roog mod doon
Tumse naata main jod doon
Saare rasme tod doon
Tere liye jag chod doon
Maang le tu agar jaan de doon abhi
Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi, mere jeevan saathi
Tere bina meri zindagi kuch bhi nahin
Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi, mere jeevan saathi
Tere bina meri zindagi kuch bhi nahin
Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi, mere jeevan saathi
Tere bina meri zindagi kuch bhi nahin

Mere jeevan saathi - Tumko dulhan

Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi

Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi

Is kadar pyaar tumse karte hain
Tumko dulhan banayenge hum

Is kadar hum bhi tumpe marte hain
Tumko dulha banayenge hum

Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi

Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi

Apne rangeen khayalon mein sajaya hai tumhe
Apne palkon ke jharokon mein bichaaya hai tumhe

Humne is dil mein tumhe band karke rakha hai
Sirf tumko hi to pasand karke rakha hai

Dhadkano ki sada sunaayi de
Itne nazdeek laayenge hum

Is kadar hum bhi tumpe marte hain
Tumko dulha banayenge hum

Me re jeevan saathi, me re jeevan saathi

Me re jeevan saathi, me re jeevan saathi

Choodiyaan gol kalaayi mein khanak jaati hain
Ab humein raat ki tanhaayi mein tadpaati hain

Apne betaabiyon ka dard sunaaye kaise
Haal kaisa hai sanam tumko bataaye kaise

Har tamanna yehi ab kehti hai
Na kabhi door jaayenge hum

Is kadar pyaar tumse karte hain
Tumko dulhan banayenge hum

Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi

Mere jeevan saathi, mere jeevan saathi

Mere jeevan saathi

Mere jeevan saathi

Mere jeevan saathi - tum bin na hum

Jab se mile ho tum
Aisa laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge
Ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge
Yeh dooriyaan lagti sitam
Aagosh mein bhar lo sanam
Jab se mile ho tum
Aisa laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Yeh lamhe yehi pe taher jaane do
Humein toot ke tum bhikar jaane do
Jawaan dhadkano mein utar jaane do
Haddo se bhi aage guzar jaane do
Tanhaaiyo ka kehna yehi hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Jab se mile ho tum
Aisa laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Ab zindagi mein tamanna nahin hai
Tum aa gaye ho, tum aa gaye ho
Barson se pyaasi humaari nazar mein
Tum chhaa gaye ho, tum chhaa gaye ho
Har aarzoo koyi lagne laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge
Ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge
Jab se mile ho tum
Aisa laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Hum jism-o-jaan se lipat jaaye aise
Phoolon mein khushboo simat jaaye jaise
Saanson ko chhoo lein saanson se aage
Sab kuch bhula ke tum mein sama ke
Nazdeekiyon ne bhi humse kaha hai ke tum bin na hum jee sakeinge
Ehsaas dil ko hone laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Yeh lamhe yehi pe taher jaane do
Humein toot ke tum bhikar jaane do
Jawaan dhadkano mein utar jaane do
Haddo se bhi aage guzar jaane do
Humko yaqeen mein hone laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Jab se mile ho tum
Aisa laga hai ke tum bin na hum jee sakeinge

Haan, tum bin na hum jee sakeinge
Haan, tum bin na hum jee sakeinge
Tum bin na hum jee sakeinge
Tum bin na hum jee sakeinge

Mere jeevan saathi - tasweer

Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai
Har taraf aap ki tasweer hai
Har taraf aap ki tasweer hai

Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai
Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai
Har taraf aap ki tasweer hai
Har taraf aap ki tasweer hai
Imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai
Imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai
Humne samjha tumhe apni taqdeer hai
Humne samjha tumhe apni taqdeer hai

Hum ne socha tha yeh
Aap ke aane tak inhi tasweeron se baatein kar lenge
Hum ne socha tha yeh
Aap ke aane tak inhi tasweeron se baatein kar lenge
Zara sa hans lenge, zara sa ro lenge
Inhi tasweeron se mulaqaton se kar lenge
Tumko dekhe bina jeena dushwaar hai
Tumko dekhe bina jeena dushwaar hai
Har taraf aap ki tasweer hai
Imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai
Humne samjha tumhe apni taqdeer hai

Kaise yeh chaahat hai, kitne hum pyaase hain
Aap na samjheinge pyaas yeh humaari
Kaise yeh chaahat hai, kitne hum pyaase hain
Aap na samjheinge pyaas yeh humaari
Aap ki baahon mein hum bhikar jaayenge
Aapne de di hai aisi beqaraari
Kya haseen dilnashi yeh deedaar hai
Kya haseen dilnashi yeh deedaar hai
Har taraf aap ki tasweer hai
Dekhiye jis kadar humko tumse pyaar hai
Har taraf aap ki tasweer hai
Har taraf aap ki tasweer hai

Mere jeevan saathi - mashooqa

Awaara, awaara, dil ka kunwara
Keh ke bulaaye mujhe mera dildaara
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

Awaara, awaara, dil ka awaara
Keh ke bulaaye tujhe tera dildaara
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

(Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa)

Teri aamanat hai yeh chehra nuraani
Tujhse huwi hain meri raatein suhaani

Tere liye hai mera dil aashiqaana
Teri aadaon ka mein aashiq puraana

Kya yeh shabnam ko, jalta pangara
Keh ke bulaaye mujhe mera dildaara
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

(Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa)

Sab se judaa hai jaana, yeh husn tera
Betaab tere liye, baahon ka ghera

Teri nigaon mein hai jadoo hi jadoo
Aise mein kaise rakhoon khud pe main kaboo

Dekha jo tujhko to deewana dil haara
Keh ke bulaaye tujhe tera dildaara
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

(Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa)

Awaara, awaara, dil ka kunwara

Keh ke bulaaye tujhe tera dildaara

Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa
Mashooqa, mashooqa, mashooqa, mashooqa

Mere jeevan saathi - ek masoom sa

Ek masoom sa dil yeh mera
Ek masoom sa dil yeh mera
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya
Mere saajan ne chura liya

Ek masoom sa chehra tera
Ek masoom sa chehra t
Posted 09 Mar 2005

Reply to Topic