Bussiness on JB

2072 views 69 replies
Reply to Topic
MsaeedBarkat

Age: 124
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
JB ka sara bussiness ladies k haath main hai


School
Clinic
Canteen
Kitchen

etcccccccccccccccccccccccccc
Posted 11 Apr 2005

guest. says
canteen kahan hai

hamay tou pata bhi nahin

waisay ek department mein vacancy hai
app ko woh post day detay hein

kia khayal hai
Posted 11 Apr 2005

Teen Talk main hai

cool & fun corner
Posted 11 Apr 2005

kash_beauty said:

canteen kahan hai

hamay tou pata bhi nahin

waisay ek department mein vacancy hai
app ko woh post day detay hein

kia khayal hai






aap bhi to farig hain
to ikathey join kertey hain







ab kya khyal hai
Posted 11 Apr 2005

guest. says
hum farigh rehnay mein buzi hein
hamary pass tyme nahin hai


Posted 11 Apr 2005

aik marriage house bhi hai


ZARORT-I-RISHTA K naam say
Posted 13 Apr 2005

Doctor Sam says
wah g wah

zarooriyaat-e-zindagi ki her cheez, her department...
Posted 13 Apr 2005

lakin ladies k haath main


this is probbbbbbbbbbbbbbbb
Posted 13 Apr 2005

Saher` says
oh yeh tou achi baat hai
Posted 13 Apr 2005

Doctor Sam says
MsaeedBarkat said:

lakin ladies k haath main


this is probbbbbbbbbbbbbbbb




to aap apnay hath main le lain...

Posted 13 Apr 2005

GULS ARE BEST
Posted 13 Apr 2005

Hmmmmmmmm
Posted 13 Apr 2005

Doctor Sam says
to aap ne agree ker liya saeed saheb...?
Posted 13 Apr 2005

nahi yaar soch raha hoon

jb k guys k future k barey main

ye galz to USA banti ja rahi hain

sari EConomy pey qabza...........



main nay to inform kiya tha
ab bhi boys bunday na baney to
Posted 13 Apr 2005

agree karnay k illawa koi aur rasta bhi to nahin hai na


waisay kuch aur business bhi hain jo aap log hi chala saktay hain jb per batoon kya
Posted 13 Apr 2005

mujhey pata hai

aap aurtoon waley kaam bataein gi


sub kuch ulat ho raha hai jb main



ahhhhhhhhhhhhh main qaum ka well wisher lakin ye baat qaum k mardoon k mind main late aey gi
Posted 13 Apr 2005

promise mardon walay kaam bataoon gi
Posted 13 Apr 2005

haan yaar says
saeed bhaiya baat tu app ki theek hai lakin app agar koi mashwara deintu phir hi baat agay bharay g na,waisay malika sahiba kya kehti hain app
Posted 13 Apr 2005

Doctor Sam says
chalo aaj se aap sab log sochna start ker do k kya kaam kerna hey...
saeed saab
Posted 13 Apr 2005

hum dumm says
sooch liya larkiyoon ka muqablay mein business start kertay hain
Posted 13 Apr 2005

Doctor Sam says
kon sa business...
Posted 13 Apr 2005

guest. says
MsaeedBarkat said:

aik marriage house bhi hai


ZARORT-I-RISHTA K naam say



tou app apni profile wahan snd kar dein

kis nay roka hai
Posted 13 Apr 2005

guest. says
MsaeedBarkat said:

lakin ladies k haath main


this is probbbbbbbbbbbbbbbb



abb JB k males..kaamchoor hein
tou iss mein hum sab ka kia kasoor
Posted 13 Apr 2005

kash_beauty said:

MsaeedBarkat said:

lakin ladies k haath main


this is probbbbbbbbbbbbbbbb



abb JB k males..kaamchoor hein
tou iss mein hum sab ka kia kasoor


Haan na Tamchool,doblu,,Aul jallu etc

Ham cha ho to chamnay aey
Posted 13 Apr 2005

guest. says
itna cute sig jia ki jaan


hum sa koi nahin hai
Posted 13 Apr 2005

thankoooz jiaaa

yup
Posted 14 Apr 2005

guest. says
yeh GASL kia hota hai

new member hai kia JB ka
Posted 14 Apr 2005

guest. says
app nay kab action maray
Posted 14 Apr 2005

haan yaar said:

saeed bhaiya baat tu app ki theek hai lakin app agar koi mashwara deintu phir hi baat agay bharay g na,waisay malika sahiba kya kehti hain app

main aap ko kuchh business bata sakti hoon jo aap log shuroo ker saktay hain



e.g

JB's barber shop


Jb's mental hospital


Jb's dhoubi ghaat
etc etc






Posted 14 Apr 2005

guls r u agree wid me
Posted 14 Apr 2005

QUEEN VICTORIA said:

haan yaar said:

saeed bhaiya baat tu app ki theek hai lakin app agar koi mashwara deintu phir hi baat agay bharay g na,waisay malika sahiba kya kehti hain app

main aap ko kuchh business bata sakti hoon jo aap log shuroo ker saktay hain



e.g

JB's barber shop


Jb's mental hospital


Jb's dhoubi ghaat
etc etc









baqi sub ka to pata nahi

lakin ye

mental hospital ka kya mashwara diya hai......

all the girlz will become normal and boys will become relax


to Dr. sam say rabta kartey hain

dr. sahib search karo        ......doctors ki team chahye
Posted 14 Apr 2005

Reply to Topic