WhY tHiS nA

1790 views 41 replies
Reply to Topic
joker

Age: 124
Total Posts: 8892
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
akher asa koyooo hota haii

larka matric fail chaly ga
larki MATRIC pass nahii M.A pass TO Hooo

Larka Poor theek haii
Larkii Rich hoo to theek haii

Larka badmash
larki shareef honi cheay

Larka kuch na kerta hoo
larki shadi kay baad us ko sub kuch day..car house job

larka kala shah kala
larki beautilful hoo

larkay ka aik hath haii hi nahii
larki kay dono hath hoon fit hoo

larka 40 ka hoo
larkii 20 ki hoo

larkay ko kuch na ata hoo
larki ko sub kuch ata hoo

why this all na....app ko nahii lagta kay asa nahii hona cheay jasiii larki wasa larka hooo.
what do u think?

Posted 18 Apr 2005

aisa to nahi hota

usually both the families satisfy themselves regarding financial status
moral status
study
personality
family background
etc etc

and who do not care for that

it is called       love marrige.......usually flop

so what can another do when one is willing to be traped.........
Posted 18 Apr 2005

Ashii says

iss ka jawab to mere amma abba k paas bhi nahi hai

come on masi barkatay
try to face the reality
i know HH ne jo kaha hamesha aisa nahi hota,, par majority aise hi hein,,,

love marriage kahan se aa gai beech mei
Posted 18 Apr 2005

heart__hacker said:

whatever u wrote this..........
if this happen , i will just say...............family of grl is stuppid

Posted 18 Apr 2005

joker says
hamesha sirf is leay nahii hota bcz larki ya larka theek hoty hain achay home say hoty hain,,,
u r right us main sub kisam ki shadi a jati hain
SALL said:

iss ka jawab to mere amma abba k paas bhi nahi hai

come on masi barkatay
try to face the reality
i know HH ne jo kaha hamesha aisa nahi hota,, par majority aise hi hein,,,

love marriage kahan se aa gai beech mei

Posted 18 Apr 2005

joker says
r u in ure mind un poor peoples kay ger waly stupid koyoo un mazoor larkiyoo ka kia kasoor haiii
kia yay sub stupid hain ya money nain insan ko stupid bana diya haii
MsaeedBarkat said:

heart__hacker said:

akher asa koyooo hota haii

larka matric fail chaly ga
larki MATRIC pass nahii M.A pass TO Hooo

Larka Poor theek haii
Larkii Rich hoo to theek haii

Larka badmash
larki shareef honi cheay

Larka kuch na kerta hoo
larki shadi kay baad us ko sub kuch day..car house job

larka kala shah kala
larki beautilful hoo

larkay ka aik hath haii hi nahii
larki kay dono hath hoon fit hoo

larka 40 ka hoo
larkii 20 ki hoo

larkay ko kuch na ata hoo
larki ko sub kuch ata hoo

why this all na....app ko nahii lagta kay asa nahii hona cheay jasiii larki wasa larka hooo.
what do u think?

whatever u wrote this..........
if this happen , i will just say...............family of grl is stuppid

Posted 18 Apr 2005

joker says
well barket baat yay haii kay main nain bi yay hi kahnain ki try kii haii kay why u do this
hum bohaat bolty hain and jub kernain ki bari ati haii to pata nahiii humain kia ho jata haiii kay hum us cheez ko rukty hi nahiii
app nain bi dosroo wali hi baat kii
and shadi koyii bi hoo laken yay baatain zaroor hoti hain
aik larki mazoor haii to us ki shadi kabi nahii hoti and ager aik larka mazoor haii us ki shadi ho jati haii
why this na
MsaeedBarkat said:

aisa to nahi hota

usually both the families satisfy themselves regarding financial status
moral status
study
personality
family background
etc etc

and who do not care for that

it is called       love marrige.......usually flop

so what can another do when one is willing to be traped.........

Posted 18 Apr 2005

yah sab isi liyay hota hay bcoz koi in sab batun ko ghalat nahin samajhta

yeah guy 10 saal barha bi theek but girl aik saal bi barhi ho to bura samjha jata haye,,, NABI PAAK (P.B.U.H) nay bi to khud se itni barhi khatoon se shadi ki thi but hamare haan

bas Islam tab hi yad ata hay jab 4 shadion ki baat ho etc etc

baki sab baten bi isi tarha ki hain and GHALAT hain aisa nahin hona chahiyay...

But ham sirf baaten kar saktay hain aur kuch nahin

Posted 18 Apr 2005

Balich ne bilkul theek kaha hai

Posted 18 Apr 2005

Posted 18 Apr 2005

joker says
u r right bur choti hum is ko rukh sukty hain ager hum chahain to laken is kay leay kud try kernii cheay
rahii baat 4 shadi ki to i think band aik ko samhal nahii sukta 4 ko kasay khair
but we need 1st kay asay ger waloo say rishta hi na karain jo asa kerty hoon.
but is kay leay 1st mom dad ko agree karain
Balich said:

dear aap nay main question main to larki ki mazoori wali koi baat nahi kahi
us main to aap nay larki ko koi aur dunya ki makhlooq bana ker bataya hai aur larkey ko most inferior creature of world

it is right that mazoor guys get marriage
but unko bhi koi hoor to nahi milti
just guzara hi hota hai
ya phir us k status ko dakhtey howey shayad koi achha rishta mil jaey

to aap aik advertise dein k american national girl jo k 40 years ki hai k liye rishta ki zaroorat hai

most hero type boys will send there testimonials to that woman

so what is the standard.........................
as guy or gal

all is same

diffference is status and etc

waisay main nay to kabhi nahi dakha k kissi nay apni beti us say 10 saal barey kangal k sath biahi ho

haan aisa hota hai
k larka financially sound ho
ya phir achi post pay ho
ya so on

to us k saat parents is liye shadi ker datey hain k larki ko protection miley gi

to larki waley protection ki zaroorat k chakar main shadi kar detey hai
jubk men k saath aisa nahi hai
wo protection ki talash main nahi hotey
unko just wife ki zaroorat hoti hai
to kiyon wo apni choice ki na dhoondhein

ye sub batein jo hh sahib nay likhi hain
aisa hota ho ga
lakin ye bhi parents ki doorandeshi hoti hai
agar new generation ye consider karti hai k kuch lay aur kuch day ka suda kar k parents nay ziadti ki hai to ye ziadti samjhney waloon ki hai

Sabi to pata hay tay yah sab ghalat hay to baat TRY ki nahin baat GHALAT ko GHALAT kahnay man.ny and samajhnay ki hay..

4 wali to bas baat ki thi,, k hamare haan bas wohi baat theet samjhi jati hay jis se hamain khud faeda ho..

bohat mushkil hay samjhana and badalna
Posted 18 Apr 2005

Ashii says
MsaeedBarkat said:

whatever u wrote this..........
if this happen , i will just say...............family of grl is stuppid

koi shak
Posted 18 Apr 2005

Ashii says
balichhh,,
itni bari bari batein kahan se seekh li

aik damm sahi,,
justo ne thing,,, we CAN change it,,,
par masla yeh hai k jab hum larki wale hon to lagta hai yeh sab galt hai,, aur agar hum larke ki fam mei se hein to yeh sab normal lagta hai,,, "akhir ko aik hi aik bhai/beta hai"

jahan tak parents ki baat hai to,,, hmmmm
lets see,, jab humare bache bare honge tab hamari soch kya hogi
Posted 18 Apr 2005

Ashii says
hamare parents ki saaaaaaariiiii door andeshi financial strenth pe aa k kyun ruk jati hai ????

bach books and dramaz aul tahan chay

Yeah WE CAN but MUSHKIL hay and IF WE WANT TO CHANGE THEN.

yeah right chall,, wohi na APNA FAEDA DEKHNA yahi to asal problem hay..
Posted 18 Apr 2005

SALL said:

hamare parents ki saaaaaaariiiii door andeshi financial strenth pe aa k kyun ruk jati hai ????

muchtil sawaal
Posted 18 Apr 2005

MsaeedBarkat said:

Balich said:

yah sab isi liyay hota hay bcoz koi in sab batun ko ghalat nahin samajhta

yeah guy 10 saal barha bi theek but girl aik saal bi barhi ho to bura samjha jata haye,,, NABI PAAK (P.B.U.H) nay bi to khud se itni barhi khatoon se shadi ki thi but hamare haan

bas Islam tab hi yad ata hay jab 4 shadion ki baat ho etc etc

baki sab baten bi isi tarha ki hain and GHALAT hain aisa nahin hona chahiyay...

But ham sirf baaten kar saktay hain aur kuch nahin

waisay main nay to kabhi nahi dakha k kissi nay apni beti us say 10 saal barey kangal k sath biahi ho

haan aisa hota hai
k larka financially sound ho
ya phir achi post pay ho
ya so on

to us k saat parents is liye shadi ker datey hain k larki ko protection miley gi

to larki waley protection ki zaroorat k chakar main shadi kar detey hai
jubk men k saath aisa nahi hai
wo protection ki talash main nahi hotey
unko just wife ki zaroorat hoti hai
to kiyon wo apni choice ki na dhoondhein

ye sub batein jo hh sahib nay likhi hain
aisa hota ho ga
lakin ye bhi parents ki doorandeshi hoti hai
agar new generation ye consider karti hai k kuch lay aur kuch day ka suda kar k parents nay ziadti ki hai to ye ziadti samjhney waloon ki hai

HH nay yah nahin kaha kay guy barha bi ho kangal bi ho langhrha bi ho

Aik aik khami ki alag alag baat ki hay unhon nay

hmmm aap nay nahin daikha but ham nay daikha hay na

do shadiyan ..

guys 10 years barhay thay,, and gals hmmm aik ki jab shadi hoi to uski age 17 or 18 and dusri ki bi yahi koi thi

protection hmmm to wo shaks kiya kal ghareeb nahin ho sakta??

unko just wife ki zaroorat hoti hai
Posted 18 Apr 2005

joker says
well main nain larki ki baat is leay kii koyoo kay ajj kaal larki kuch nahii larka sub kuch hota haii,
tell me app isii world main rahti hain
ask from ure mother about this topic she tell u about this topic bcz i knwo mom dad know more then us,
and and rahii baat app ki rishty wali to hota kuch is tara hain kay mom dad mostly home kay not all,yay sochty hain kay larki ka kia ho ga larki ager 27 say up ho jay to us ka rishta milna mushkil ho jata haii,why this na,ager app news paper perhain to app ko kud pata chal jay kay 52 years old man marry with 20 18 why the hack is this na,,har bar larki koyoo harti haiii
larka koyoo nahiiii,,
american national ki baat ki to main batata hoon why ajj kaal kay larky bahr ko bohaat kuch samjhty hain bcz yahan un kay pass money nahii haii safrish nahii haii,
to wo kia karain,
now humry mind neg ho gy hain app har cheez ko galat nazer say dakhty hain.....

MsaeedBarkat said:

heart__hacker said:

well barket baat yay haii kay main nain bi yay hi kahnain ki try kii haii kay why u do this
hum bohaat bolty hain and jub kernain ki bari ati haii to pata nahiii humain kia ho jata haiii kay hum us cheez ko rukty hi nahiii
app nain bi dosroo wali hi baat kii
and shadi koyii bi hoo laken yay baatain zaroor hoti hain
aik larki mazoor haii to us ki shadi kabi nahii hoti and ager aik larka mazoor haii us ki shadi ho jati haii
why this na

MsaeedBarkat said:

aisa to nahi hota

usually both the families satisfy themselves regarding financial status
moral status
study
personality
family background
etc etc

and who do not care for that

it is called       love marrige.......usually flop

so what can another do when one is willing to be traped.........

dear aap nay main question main to larki ki mazoori wali koi baat nahi kahi
us main to aap nay larki ko koi aur dunya ki makhlooq bana ker bataya hai aur larkey ko most inferior creature of world

it is right that mazoor guys get marriage
but unko bhi koi hoor to nahi milti
just guzara hi hota hai
ya phir us k status ko dakhtey howey shayad koi achha rishta mil jaey

to aap aik advertise dein k american national girl jo k 40 years ki hai k liye rishta ki zaroorat hai

most hero type boys will send there testimonials to that woman

so what is the standard.........................
as guy or gal

all is same

diffference is status and etc
Posted 19 Apr 2005

joker says
well is main app ki gelti haii kay app nain nahii daykha asa hota haiii lagta haii ger say coll coll say ger and no news no nothing,,
kabi dakhana kasii say poochna is bary main..
what do u mean by protection?
mujy pata haii kasii protection cheay..
money kiii ger kiii achy halat kiii.
kia app protection ko is matlab main layti hoon na asiii protection ka kia fida jis main insan har lamha tang hooo apnain app ko kuch ker day,
app money ko side per karoo gy to app ko kuch nazer ay ga kuch apni passend kay bary main soochain gy,
and jo HH nain kaha asa hota haii to us nain kaha haiii na ager na hota too woo koyoo kahta.
i think app is baat per razi hain laynain and daynain to zara yay batain jo larki poor haii us ka kia kasoor haii us nain kia zulum kia haiii
and app nain larko ki baat ki to zara tawajo di jeay ga
har insan money protection mangta haii,
larki waly protection
larky waly money saman etc
MsaeedBarkat said:

Balich said:

yah sab isi liyay hota hay bcoz koi in sab batun ko ghalat nahin samajhta

yeah guy 10 saal barha bi theek but girl aik saal bi barhi ho to bura samjha jata haye,,, NABI PAAK (P.B.U.H) nay bi to khud se itni barhi khatoon se shadi ki thi but hamare haan

bas Islam tab hi yad ata hay jab 4 shadion ki baat ho etc etc

baki sab baten bi isi tarha ki hain and GHALAT hain aisa nahin hona chahiyay...

But ham sirf baaten kar saktay hain aur kuch nahin

waisay main nay to kabhi nahi dakha k kissi nay apni beti us say 10 saal barey kangal k sath biahi ho

haan aisa hota hai
k larka financially sound ho
ya phir achi post pay ho
ya so on

to us k saat parents is liye shadi ker datey hain k larki ko protection miley gi

to larki waley protection ki zaroorat k chakar main shadi kar detey hai
jubk men k saath aisa nahi hai
wo protection ki talash main nahi hotey
unko just wife ki zaroorat hoti hai
to kiyon wo apni choice ki na dhoondhein

ye sub batein jo hh sahib nay likhi hain
aisa hota ho ga
lakin ye bhi parents ki doorandeshi hoti hai
agar new generation ye consider karti hai k kuch lay aur kuch day ka suda kar k parents nay ziadti ki hai to ye ziadti samjhney waloon ki hai
Posted 19 Apr 2005

joker says
bcz sub kay nazdeek money hii sub kuch haii mom dad son everything
SALL said:

hamare parents ki saaaaaaariiiii door andeshi financial strenth pe aa k kyun ruk jati hai ????

Posted 19 Apr 2005

joker says
well yay baat sall ager hum aik larki waly ban ker soch layain to we can change it and ager app un kay halat kay mutabik baat karain to ho sukta haii sub kuch
SALL said:

balichhh,,
itni bari bari batein kahan se seekh li

aik damm sahi,,
justo ne thing,,, we CAN change it,,,
par masla yeh hai k jab hum larki wale hon to lagta hai yeh sab galt hai,, aur agar hum larke ki fam mei se hein to yeh sab normal lagta hai,,, "akhir ko aik hi aik bhai/beta hai"

jahan tak parents ki baat hai to,,, hmmmm
lets see,, jab humare bache bare honge tab hamari soch kya hogi

Posted 19 Apr 2005

joker says
bohaat
SALL said:

MsaeedBarkat said:

whatever u wrote this..........
if this happen , i will just say...............family of grl is stuppid

koi shak
Posted 19 Apr 2005

joker says
bohaat asaan haii badlna and samjahna ager brain ho to
Balich said:

heart__hacker said:

u r right bur choti hum is ko rukh sukty hain ager hum chahain to laken is kay leay kud try kernii cheay
rahii baat 4 shadi ki to i think band aik ko samhal nahii sukta 4 ko kasay khair
but we need 1st kay asay ger waloo say rishta hi na karain jo asa kerty hoon.
but is kay leay 1st mom dad ko agree karain

Sabi to pata hay tay yah sab ghalat hay to baat TRY ki nahin baat GHALAT ko GHALAT kahnay man.ny and samajhnay ki hay..

4 wali to bas baat ki thi,, k hamare haan bas wohi baat theet samjhi jati hay jis se hamain khud faeda ho..

bohat mushkil hay samjhana and badalna
Posted 19 Apr 2005

joker says
app financial strenth and protection ki baat kerty hain
i tell u something main nain news paper main perha kay aik man nain shadi ki sub kuch and us ka 500 say kam kercha howa and us ki shadi ho gyii..
OMG ager woo 500 main shadi ker sukta haii to humain kia hota haii
Posted 19 Apr 2005

HH bhai kaisey hain aap

hoonnnnnnnn detailed lecture dey dala

main aapko batata hoon
females ki problems ko highlight karna waisey hi ajkal fashiion ho chuka hai
it is right that there are some problems in small cities but u see overall a lot of problems are solved in modern age regarding females

but it is crises that we see what we wish to see
when we pick newspaper we like to read this type of newe like 20 vs 58
but there r many other news worth our attention

nespapers main to ye news bhi aati hain k in such and such occurance main 200 persons died ya many like news
so i want to say all rare things are beauty of newspapers

if in population of 140 millions if it happens we must not bother about it

there are many men who marry old women so that never became a news have u ever heard a man married 10 year old lady so what u think is not it happening .....it happens but it is not highligted

all the problems of ladies are just u can say are just highligted not as it is

all the females or majority in lahore are studying doing job equal or perhapes with more chances as compared to men so they are improving

i know it has beeen happenbing as u said but u must start this topic 20 years ago when it was actually happening

now it is not happening but there is just 'rolla'
Posted 19 Apr 2005

agar newspaper main 10 ziadtiyan aurat k saath show ki jati hain to 104 men k saath hotii hai but we forget 104 of men and remind again and again 10 of women

coz she is women

Posted 19 Apr 2005

aik aur baat aik banda apna career bananey main 10/12 years ko use ker lata hai aur 35 ki age ko puhonch gata hai to kya ab wo shaadi na kary

us nay sirf apni shadi nahi karni hoti
aik porey family ka setup disturb karna hota hai
to wo kya karey ab 35 ka hai to 25 ki lay aey ga to kya qayamat aey gi

kuch nahi ho ga
wo khush rahein gay donon
magar batein karney waloon ko topic mil jaey ga

to ky benifit
Posted 19 Apr 2005

jo money k barey main baat ki hai na
to actual protection money hai
love k all colours fade per jatey hain shadi k baad jub khaney ko kuch nahi hota aur ghar k kamrey kum partey hain na to pata chalta hai

aur jub aik ya 2 child paida hotey hain .........to pata chalta hai money ki value ka
sara love aik side pey reh jata hai

aur jo jawani ki baat kartey hain no to 30 sall ka mard bhi soch soch ker boorha ho jata hai 6 months main k ab kya ho ga
Posted 19 Apr 2005

Reply to Topic