Main nay tum say pyar buhat kiya

1287 views 13 replies
Reply to Topic
~dipsominiac~

Age: 124
Total Posts: 2352
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Maine tumse pyaar bahut kiya
Tera aitbaar bahut kiya
Tera aitbaar ab nahin
Maine tumse pyaar bahut kiya
Tu hai bewafa, mujhe hai khabar
Jaata hai kahan pher ke nazar
Tujhko mile khushiyaan teri
Tanhaai hai duniya meri
Tera intezaar bahut kiya
Tera intezaar ab nahin
Maine tumse pyaar bahut kiya
Tumse kaha tha maine
Mujhse wafaayein karna
Tum ho meri amaanat
Mujhse daga nahin karna
Mujhse daga nahin karna, mujhse daga nahin karna
Tujhpe jaan nisaar bahut kiya
Tujhpe jaan nisaar ab nahin
Tera aitbaar bahut kiya
Tera aitbaar ab nahin
Maine tumse pyaar bahut kiya
Posted 01 Oct 2005

Reply to Topic