~Mysteriousgal~
Age: 124
8060 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zarori nahin... buhat say aaisay loog hain jo movies daikhtay hain but pyar wayar kay chakar main nahin partay... un pay tu asar nahin hota... tu is liya hum ya nahin kah saktay k movies ka effect hota hai...
han ya zaror kah sakti hoon k jab insaan ka dil tot jaay aur koi sath chor jay n koi sad sa song suno ya koi luv song suno tu dil zaror bhar ata hai k kabhi koi tha jo hum say kahta tha "I LUV U" n ab woh sab aik khab ban kay ankhoon main hi rah gaya hai... woh ab ya sab kahta bhi nahin hai n kahta hai "I DONT LUV U"
aaisa kyon hota hai?