aslam o alaikum to janubaba family aik topic start kar rahi hoon, shair main sey kisi bhi lafz sey apney shair ki ibteda karain for example ;; ghulami main na kaam aaein tadbeerain na taqdeerain jo ho zoq e yaqeen paida to katt jati hain zanjeerain is shair main sey aik lafz select kar rahi hoon jati[ sey shair hai];;
dil sey daikhi nahin jati khamoshi ghar ki kis tarha ujrha hua shehar gawara hota