aslam o alaikum to janubaba family
aik topic start kar rahi hoon,
shair main sey kisi bhi lafz sey apney shair ki ibteda karain
for example ;;ghulami main na kaam aaein tadbeerain na taqdeerain
jo ho zoq e yaqeen paida to katt jati hain zanjeerain is shair main sey aik lafz select kar rahi hoon
jati[ sey shair hai];;
dil sey daikhi nahin jati khamoshi ghar ki
kis tarha ujrha hua shehar gawara hotaso lets play
waiting 4reply.................hkb