Words

1168 views 26 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 124
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
my pen is uncapped
n full of ink
but wprds r lostttt
Posted 28 Dec 2005

oh
Posted 28 Dec 2005

Rapunzel says
r u serious?
Posted 28 Dec 2005

nikama says
Posted 28 Dec 2005

new_beau says
Allah Keray Zor-e-Qalam aur Ziyaada
Posted 28 Dec 2005

Rapunzel says
nikama said:

what happened
Posted 28 Dec 2005

Rapunzel says
new_beau said:

Allah Keray Zor-e-Qalam aur Ziyaada

thanksssss
Posted 28 Dec 2005

Doctor Sam says
kya hua aapko ranunzel jee..?

Posted 28 Dec 2005

Rapunzel says
mujhe tu kuch nahi pen ko hua hai
Posted 28 Dec 2005

nikama says
rapunzel said:

nikama said:

what happened
mujhe apna khoya hua pen yaad a gaya
Posted 28 Dec 2005

Rapunzel says
ab kiya kahoon
Posted 28 Dec 2005

nikama says
ap kuch bhi nahin keh saktin,for your words r lost
Posted 28 Dec 2005

Rapunzel says
ahan
lekin ager lafz mill gaye tu bohat bura ho ga aap k liye
so beware
Posted 29 Dec 2005

nikama says
i'm scared
Posted 29 Dec 2005

Rapunzel says
acha kyun sheesha dekh liya hai
Posted 29 Dec 2005

madgirl says
gumnaam kitaab k panho per humne likha tera naam
kuch or likhna chaaha par likhne mai hogaye nakaam

jab teri aane ki aahat sunti hoo to dil mai kasak uthti hai
aaj phir tera intezaar karte karte hogayi shaam

teri yaado mai khoi rahti hoo,teri khushboo ko mahsoos karna chaahti hoo
dhoondhti hai nazre meri wohi pyaar bhara sama subha shaam

log kahte hai mai deevani hogayi hoo tere yaad mai
mujhe kisi ki parwa nahi,k ye ghum hai ab natamam

kitni lazzat thi tere baaho mai sone ki
mujhe yaad aati hai wo lazzat subha shaam

mai tere bina adhoori hoo ab or mujhe na sata
ab aa bhi jaa meri maa oh meri pyaari maa
Posted 29 Dec 2005

madgirl says
its my own poetry
Posted 29 Dec 2005

Rapunzel says
madgirl said:

ZABARDAST
Posted 29 Dec 2005

Rapunzel says
madgirl said:

its my own poetry

boaht achi hai ye
Posted 29 Dec 2005

nikama says
yes bohat achi he but ap mad girl ko ye bhi batain k apni poetry k liay vo alg se topic bana sakti hain
Posted 29 Dec 2005

nikama says
rapunzel said:

acha kyun sheesha dekh liya hai

sheesha dekh ker to pyar ata he
Posted 29 Dec 2005

Rapunzel says
nikama said:

yes bohat achi he but ap mad girl ko ye bhi batain k apni poetry k liay vo alg se topic bana sakti hain

right
Posted 31 Dec 2005

Rapunzel says
nikama said:

rapunzel said:

acha kyun sheesha dekh liya hai

sheesha dekh ker to pyar ata he

nahiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii mein ye jhoot bardaasht nahi ker sakti
Posted 31 Dec 2005

valandrian says
bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897
bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897bd33897

bd33897
Posted 08 May 2018

Posted 20 Sep 2018

Posted 27 Oct 2018

Posted 02 Oct 2022

Reply to Topic