pyar

1156 views 5 replies
Reply to Topic
nina

Age: 124
Total Posts: 566
Points: 0

Location:
United States, United States
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,Jisko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta, Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhre-2 se rehte hai,Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta.

raaz yeh nahi hai ki humne aapse pyar kiya, raaz yeh hai ki hamne kabhi izhaar naa kiya,aap to itne naadan they ki samajh naa sake varna hamari nazron ne to kabhi ka ikraar tha kiya6size6
Posted 02 Feb 2006

Reply to Topic