nikama said:its so simple yaar,maan k qadmon tale aulad ki jannat he,maan ki apni nahin,matlab aulad ager maan ki khidmat kare to jannat ki haqdar ho gi.sirf maan ban jana jannat main jane k liay kafi nahin
Gee-Z said:nikama
n hum kon hoty hain yah judgment karny waly k ,koi jahil,zalim,bawqoof hai ... har insaan ki apni values n sochny k treqqa hota hai so kisi ko yah words bhi nahi kehny chiyah .yah allah bethar judge kartaa hai k kon jahil,bawqooof,zalim hai humray tu bus idea hota hai jo hamisha hum dosrooon k bary mai lagtaty hain apny bary mai nahi
n janat......
ager mai 5 times apni prayers kartaa hooon so its mean k mai janat mai jaooon ga .....pata nahi.... yah Allah he jantaa hai muft mai kise ko yah kehna k koi janat mai jaya ga yah hell mai sub say bara ghunah hai
so is baat pay doubt karnaa us say bhi bara ghunaah
so plz dont try to be a modren muslim
n maa maa hoti hai .....
mai by God post nahi karna chathaa tha is topic mai but after reading muj say raha nahi gaya
sorry for dat
SALL said:maan ki taedari sirf us waqt tak jaiz he jab tak us k orders khuda aur rasool k orders se mutasadim na hon.ager wo koi aisi baat kahe jo jaiz to ho mager us ka kerna munasib na ho to phir apni marzi
one more thing,, maa ki tabedari sirf uss wakt tak jayaz hai jahan kissi aur ko takleef na pohonche
ya koi limit nahi ????
well i know the answer,, but still..
Gee-Z said:No Comments
n 100 mai say 2 cases asiya hoty hain jasiya ap na kaha ok
after 20 years apny ap say asiya Q karna ok
App k Allah hafiz hai
apny facts n figure theek karian then koi asii nazak baat forum pay kiya karian ok
holla
nikama said:maan ki taedari sirf us waqt tak jaiz he jab tak us k orders khuda aur rasool k orders se mutasadim na hon.ager wo koi aisi baat kahe jo jaiz to ho mager us ka kerna munasib na ho to phir apni marzi