PakiiiiiiiiiiiIIIIiiiiiIIIIiiii

2188 views 61 replies
Reply to Topic
Barsaat

Age: 124
Total Posts: 1440
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan

i cant blv it
Posted 24 May 2006

wafakadard says
y not??
Posted 24 May 2006

Doctor Sam says
no posting from him...
Posted 24 May 2006

paki_fan says
Assalam-o-ALikum friends.. kasey hain app sab?

lolz sis ker lo yaqeen...
hey sunny
dr sahib woh kal jis waqt aya tha..usi waqt jana pera.. so esi liye nahin ki.
aur app log sunaye kasey hain app sab...aur kia ho raha hai?
Posted 25 May 2006

wafakadard says
oh Walikum Salam

Allah pak ka karm hai theek hoon

ap kaysay hain ji?
Posted 25 May 2006

my name is maryam
Posted 25 May 2006

u kno ma x g.f name was maryam too
Posted 25 May 2006

Barsaat says
paki_fan said:

Assalam-o-ALikum friends.. kasey hain app sab?

lolz sis ker lo yaqeen...

bat bi ti    

Walekum AsSalaaaaaaaam bro

tal liya tal liya ab to lol
cho happy to c you
you know, yah chab itnay danday hain ,
itni bal pocha , tichi nay nahin bataya tay aap tahan and taichay hain
ab diada ana palhay da

and oopch main to bhol dai aicha talna

pakiiiiiiiiiiiiiiiii

Posted 25 May 2006

Doctor Sam says
bataien bhai paki fan... aap ne kya humain bataya tha k aap kahan ghayab hain...?
Posted 25 May 2006

paki ghayab hay
Posted 26 May 2006

Barsaat says
nahin ,najal atay hain sachi muchi muchi sachi

Sami Doci ab to aap nay devil ban tal pocha hay
wo ab manain gey tholi
Posted 26 May 2006

paki_fan says
   
wafakadard said:

oh Walikum Salam

Allah pak ka karm hai theek hoon

ap kaysay hain ji?

hey sunny
App ki duaon se mein bhi theek hoon... aur sunaye... what's up?
maryam_maryam said:

my name is maryam

hi maryam zeeshan here

ßãrïsh said:

paki_fan said:

Assalam-o-ALikum friends.. kasey hain app sab?

lolz sis ker lo yaqeen...

bat bi ti    

Walekum AsSalaaaaaaaam bro

tal liya tal liya ab to lol
cho happy to c you
you know, yah chab itnay danday hain ,
itni bal pocha , tichi nay nahin bataya tay aap tahan and taichay hain
ab diada ana palhay da

and oopch main to bhol dai aicha talna

pakiiiiiiiiiiiiiiiii

kamal hai.... abh reply kia hai tabh bhi yaqeen nahin hai lol
lolz maan leney ka shukeria...
aur intey achey logon ko app ganda kasey keh sakti hain...
woh kasey batatey.. mein nein kisi ko bataya hi nahin tha
Posted 26 May 2006

paki_fan says
Doctor Sam said:

bataien bhai paki fan... aap ne kya humain bataya tha k aap kahan ghayab hain...?

janab wohi to mein nein kaha hai.. ke mein nein kisi ko bataya hi nahin tha janey se pehley... zaroor batata ager moqa milta to... lekin musrufiyat itni bherti ja rahi thi ke wapis a ker batataney ka moqa nahin mila

Teen Tracker said:

paki ghayab hay

mein bhoot thori hoon jo ghayab ho jaon lol

ßãrïsh said:

nahin ,najal atay hain sachi muchi muchi sachi

Sami Doci ab to aap nay devil ban tal pocha hay
wo ab manain gey tholi

dekha na.. itna dara diya abh mein kia kerta
Posted 26 May 2006

Ashii says
paki pakkiiiiii pakkkiiiii pakkkkkiiiiiiiiiiiiiiii
aur napaaki
Posted 26 May 2006

cutefriend says
hay paki
h ru dear
nice 2 see u back on board

wecome baq yara
Posted 27 May 2006

Barsaat says
paki_fan said:

kamal hai.... abh reply kia hai tabh bhi yaqeen nahin hai lol
lolz maan leney ka shukeria...
aur intey achey logon ko app ganda kasey keh sakti hain...
woh kasey batatey.. mein nein kisi ko bataya hi nahin tha

u know sayanay tahtay hain
itni daldi yaqeen nahin talna chahiyay lol
BURA to nahin taha ACHAY logon to,
mainay to GANDA taha hay

aley yad aya
baazi lala told me tay aap ti shadi ho dai hay
yah aul bat tay main mani nahin
Posted 27 May 2006

Barsaat says
paki_fan said:

dekha na.. itna dara diya abh mein kia kerta

jab pochting ti to darna tiya
waichay yah doc log bohat thatalnaak hotay hain
Posted 27 May 2006

Barsaat says
SALL said:

paki pakkiiiiii pakkkiiiii pakkkkkiiiiiiiiiiiiiiii
aur napaaki

Chall

Posted 27 May 2006

paki_fan says
SALL said:

paki pakkiiiiii pakkkiiiii pakkkkkiiiiiiiiiiiiiiii
aur napaaki

kamal hai sall...
u know what.. i'll go with the first three lol
Posted 27 May 2006

paki_fan says
cutefriend said:

hay paki
h ru dear
nice 2 see u back on board

wecome baq yara

hey cf
good thanks, how r you?
Posted 27 May 2006

cutefriend says
yeh fine yar

apna sunaooo
kidher rahye bzy yar
koi atta pata hi nahi

aur aj kal kiya ho raha hia
Posted 27 May 2006

paki_fan says
ßãrïsh said:

paki_fan said:

kamal hai.... abh reply kia hai tabh bhi yaqeen nahin hai lol
lolz maan leney ka shukeria...
aur intey achey logon ko app ganda kasey keh sakti hain...
woh kasey batatey.. mein nein kisi ko bataya hi nahin tha

u know sayanay tahtay hain
itni daldi yaqeen nahin talna chahiyay lol
BURA to nahin taha ACHAY logon to,
mainay to GANDA taha hay

aley yad aya
baazi lala told me tay aap ti shadi ho dai hay
yah aul bat tay main mani nahin

lekin jis baat mein koi shak na ho.. aur phir bhi usey nahin manein... to us ko bewaqoof kaha jata hai
oh sorry mujhey shayed ganday aur buray ka matlab nahin pata...lol

ßãrïsh said:

paki_fan said:

dekha na.. itna dara diya abh mein kia kerta

jab pochting ti to darna tiya
waichay yah doc log bohat thatalnaak hotay hain
lolz haan bilkul...
doc's khatarnak.. woh kasey?
Posted 27 May 2006

paki_fan says
cutefriend said:

yeh fine yar

apna sunaooo
kidher rahye bzy yar
koi atta pata hi nahi

aur aj kal kiya ho raha hia

kuch khas nahin..
bas wohi perhai aur job...
kafi busy tha esi liye... u know:P

aur tum sunao
Posted 27 May 2006

cutefriend says
hmm shabash beta

kam kiya keroo and parhaa kerooo

bas yar now a days full time bzy wid ma studies

xamz hain june main
6th 13th and 14th june ko

and gud luck 4 ur studies yar
Posted 27 May 2006

Barsaat says
to u mean to say tay sayanay bewatof hotay hain?

pach gey bhai

shayad to nital dain... aap to sachi main nahin pata tha
daitha meray jaichi sis chay miltay lahain gey na to
itni batain sikh daen gey aap lol

Yah bi sayanay tahtay hain abt doc (yahan sayana mainay apni sis to taha hay )
Posted 27 May 2006

paki_fan says
arey arey.. mein nein kabh kaha ke sayaney bewaqoof hotey hain.. yeh jo baat mein nein kahi hai.. yeh bhi unhi ki kahi hui batoon mein se ek hai
lolz.. acha theek hai mujhy sachi muchi mein nahin pata tha.. abh pata chal gaya hai..thanks to u
lolz.. acha konsi wali sis?
Posted 27 May 2006

paki_fan says
cutefriend said:

hmm shabash beta

kam kiya keroo and parhaa kerooo

bas yar now a days full time bzy wid ma studies

xamz hain june main
6th 13th and 14th june ko

and gud luck 4 ur studies yar

bas kia keroon yaar...
ajh kal to yehi life hai...veryy busy
merey 2 exams yeh last wed ko they aur ek abhi 2 weeks mein hai, khair
all the best to you... khoob perhai kero... aur duain to humari hain hi app ke saath
Posted 27 May 2006

Barsaat says
oh yani tay phil to sayanu nay thud to thud hi bewatoph tah diya
lo ji tamal ho gaya

phil thanks aap to itni buli adat tich chay pali? zala name to tell talain lolzz

Subha na ( but wo na yah read talain gien na dant palhay di thats y un tay sir pal dal di bat :$ )

thank u thank u

yar nahi
neena per daal do yeh baat
woh thora yeh read kerye gi
Posted 27 May 2006

Bitoo says
mai b
Posted 27 May 2006

Reply to Topic