~ Poet of the Month ~ (June 2007)

6836 views 101 replies
Reply to Topic
new_beau

Age: 123
Total Posts: 10168
Points: 0

Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
~~~ Farhat Abbas Shah ~~~


Posted 07 Jun 2007

Doctor Sam says
Its Farhat Abbas Shah who made me come here and post some of his wonderful pieces of poetry....

Posted 07 Jun 2007

Doctor Sam says



Posted 07 Jun 2007

Doctor Sam says



Posted 07 Jun 2007

MUJHE TUM YAD NAHIN ATAY
LOAGON SE
AUR APNAY AP SE
KEHTAY KEHTAY THAK GAYA HOON
Posted 07 Jun 2007

ai dil-e-raayegaaN udaas udaas
phir rahe ho kahaaN udaas udaas


chaaNd ek umr se safar meN hai
aasmaaN aasmaaN udaas udaas

jab bhii dekhaa hai jhaaNk kar dil meN
ho gayaa sab jahaaN udaas udaas

zindagii khel hai udaasii kaa
ham yahaaN, tum vahaaN udaas udaas

kyaa udaasii sivaa nahiiN kuch bhii
ai mere laa-makaaN udaas udaas


raat phir kyuuN jaagte ho aaKhir
is tarah merii jaaN udaas udaas

ek taraf Gham haiN ek taraf KhushiyaaN
aur maiN darmiyaaN udaas udaas


Farhat Abbas Shah

Posted 08 Jun 2007

Posted 08 Jun 2007

Posted 08 Jun 2007

Posted 08 Jun 2007

Posted 09 Jun 2007

Posted 09 Jun 2007

Posted 09 Jun 2007

SAGAR KHAN says
bohut hii acha topic hey khoobsorat sharing
Posted 10 Jun 2007

Posted 10 Jun 2007

Posted 10 Jun 2007

Posted 10 Jun 2007

new_beau says
Doctor Sam said:

Its Farhat Abbas Shah who made me come here and post some of his wonderful pieces of poetry....



Zah-e-Naseeb... Tashreef Aawari ka Shukriya....

A very Young Feeling....in this poem...

Asman se Tapki said:

MUJHE TUM YAD NAHIN ATAY
LOAGON SE
AUR APNAY AP SE
KEHTAY KEHTAY THAK GAYA HOON



Apni bhi yehi haalat hay in dinonn

QUEEN VICTORIA said:



I read this when I was in School..never knew that its by Shah Jee

SAGAR KHAN said:

bohut hii acha topic hey khoobsorat sharing



Aur aap ka hissa ??










Shah Jee kay saath bohat baithna hota tha...Jub 1998 and 1999 mainn mainn TEA HOUSE jaya kerta tha...Phir hum perdaisi ho gaye

Lats Mulaqaat Shah Jee say Dubai mainn hui thi..Pakistani Club kau Mushayeray mainn aaye thay
Posted 10 Jun 2007

SAGAR KHAN says
ab tak mohtaram kii kitabeyn kitni aa gaeyey heyn
Posted 11 Jun 2007


Posted 11 Jun 2007

Posted 11 Jun 2007

Posted 11 Jun 2007

new_beau says
SAGAR KHAN said:

ab tak mohtaram kii kitabeyn kitni aa gaeyey heyn



Aakhri Khabrainn aanay tek 53 ho chuki thi...

Last book mainn aik woh bhi ghazal thi na..jis ka misra hay keh...

"Shehar say meri Karaamat nahin dekhi jaati"


Bilkul sahi kaha tha shah jee nay....Log aisay hi jaltay hainn...







Keep Posting QV

Doc_Sam jee..aap kahan hainn ??
Posted 12 Jun 2007

Posted 12 Jun 2007

new_beau says
aap ko kya hua
Posted 12 Jun 2007

is ki darh main dard hai
Posted 12 Jun 2007

Posted 12 Jun 2007

Posted 12 Jun 2007

Posted 12 Jun 2007

Posted 13 Jun 2007

Posted 13 Jun 2007

Posted 13 Jun 2007

Reply to Topic