Refugee

1970 views 34 replies
Reply to Topic
sun_shine

Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0

Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O alaikum All of you
Its a new topic from My Side
I wanted to Know that
Aap main say kitnay Members apnay watan say door hain?
aur Kis cheez ko dekh kar yaa kis wakt aapko watan ki yaad buhat aati hain.?
Its naturally k atan ki yaad hamesha Dil main rehti hain
I can feel that
So Lets Start
......
.........
...........
Posted 29 Feb 2008

Asian says
Meai Uk se hoon, Kabi Pakistan nahie gayie :( kismat meai nahie thi us wakat, Inshallah chati hoon degree ke baad jaown Pakistan

Mujay Pakistan ke yaad ati hai jab meai deekon:

Mera Jatt Karachi Bhalo
Ambs (MANGOS)
Ice cream
Falooda
GOL GUPPAY
Shalwar Kameez (patayaar shalwar)
Choorian
MOOCHAY
Posted 29 Feb 2008

I miss pakistan specially on EID's

though i enjoy being with frndz and family all day around.. but pakistan ki Eid is juz amazing!
Posted 29 Feb 2008

Asian says
never been
Posted 29 Feb 2008

new_beau says
Me in Dubai, Al Hamdulillah, every 3 to 6 month I visit LAHORE, Bcoz Lahore is Lahore

I miss Old Days when we 4 Friends use to watch every Pakistani Movie and Every Stage Drama Now two are in Spain and I am in Dubai and Only one left back in Pakistan.

I am into realities so I Dont miss Pakistan Much bcoz I know I cant be there always. So Chalta hay
Posted 29 Feb 2008

sun_shine says
Asian said:

ok thats so nice
I hope Degree k baad aap Pakistan jaye InshAlllah
Posted 29 Feb 2008

sun_shine says
London_Girl said:

I miss pakistan specially on EID's

though i enjoy being with frndz and family all day around.. but pakistan ki Eid is juz amazing!

yaa apnay watan ki Eid ki to kya baat hain.
Posted 29 Feb 2008

sun_shine says
new_beau said:

Me in Dubai, Al Hamdulillah, every 3 to 6 month I visit LAHORE, Bcoz Lahore is Lahore

I miss Old Days when we 4 Friends use to watch every Pakistani Movie and Every Stage Drama Now two are in Spain and I am in Dubai and Only one left back in Pakistan.

I am into realities so I Dont miss Pakistan Much bcoz I know I cant be there always. So Chalta hay

Ok thats very good kay aap Pakistan aatay rehtay hain.
yaa friends and family they are always there in a person's Heart.
   
Posted 29 Feb 2008

new_beau says
yes

aur jub Asian Pakistan aaye gi tou sub pakistanionn ko DEGREE issue ho jaye gi
Posted 01 Mar 2008

Ashii says
MEEEEEE

hum ko Pak yaad aata hai
jabbbb,,,, bachpan yaad aata hai
jab taxila yaad aata hai
aur garmiyon ki barish yaad aati hai
Posted 01 Mar 2008

sun_shine says
ok jee
thats so sweet
Posted 01 Mar 2008

Right path says
mujhe apna majpan yaad nahi atta
Posted 01 Mar 2008

new_beau says
Ashii said:

MEEEEEE

hum ko Pak yaad aata hai
jabbbb,,,, bachpan yaad aata hai
jab taxila yaad aata hai
aur garmiyon ki barish yaad aati hai

Taxila...aap wahann say faraar shuda hainn
Posted 01 Mar 2008

Asian says
Inshallah

go pakistan :D look at MOOCHAYYYYY
Posted 01 Mar 2008

Asian said:

Inshallah

go pakistan :D look at MOOCHAYYYYY

i will gift u moochay
Posted 02 Mar 2008

Ashii said:

MEEEEEE

hum ko Pak yaad aata hai
jabbbb,,,, bachpan yaad aata hai
jab taxila yaad aata hai
aur garmiyon ki barish yaad aati hai

ewien na choro garmiyon main tu barish ka nishaan nahi hota,,,aur bachpan tu sabko yaad ata hai
Posted 02 Mar 2008

new_beau said:

Me in Dubai, Al Hamdulillah, every 3 to 6 month I visit LAHORE, Bcoz Lahore is Lahore

I miss Old Days when we 4 Friends use to watch every Pakistani Movie and Every Stage Drama Now two are in Spain and I am in Dubai and Only one left back in Pakistan.

I am into realities so I Dont miss Pakistan Much bcoz I know I cant be there always. So Chalta hay

lahore lahore hai te khabiyan da zor hey
Posted 02 Mar 2008

new_beau said:

Ashii said:

MEEEEEE

hum ko Pak yaad aata hai
jabbbb,,,, bachpan yaad aata hai
jab taxila yaad aata hai
aur garmiyon ki barish yaad aati hai

Taxila...aap wahann say faraar shuda hainn

nahi zabardasti nikala gaya tha
Posted 02 Mar 2008

Barsaat says
main pakistan ko kabhi bholti hi nahin
jabkay hakeekat yah hay kay
main wahan rah bi nahin sakti(coz of system)
BUT still i miss pak a lot
har waqt,
har roz
kisi bi choti moti baat par
yaad ata hi rahta hay

but jo cheezain bohat miss karti hon wo hain
Sardiyon ki dhoop
barish honay par beeghi matti ki khushboo
wahan ka sawan
wahan ka Ramadan
chandni ratoon main couzins and sisters kay sath
chupan chupai khailna
wo papa kay 100 bar mana karnay kay bawajood
deewar par say latak kar parhosiyon ko awaz daina kay "AAJ KIYA PAKAYA HAY?"
aur bi bohat kuch pyara pyara

puri book likh sakti hon main is liyay main shup

Posted 02 Mar 2008

Asian says
I like kala khan
Posted 02 Mar 2008

Ashii says
jealous logo
na nikala shuda hein na farar shuda hein
shadi shuda hein hehekhekehekee...

sarrruuuuuuuu
garmiyon ki barish se matlabbbbb SAWAN
aur bachpan pak mei guzra hai iss liye zahir hai uss k saath pak bhi yaad aae gaaaaaaaa
ufffffffffffffff
Posted 02 Mar 2008

Barsaat says
poor ashi
Posted 03 Mar 2008

sun_shine says
Aasera said:

main pakistan ko kabhi bholti hi nahin
jabkay hakeekat yah hay kay
main wahan rah bi nahin sakti(coz of system)
BUT still i miss pak a lot
har waqt,
har roz
kisi bi choti moti baat par
yaad ata hi rahta hay

but jo cheezain bohat miss karti hon wo hain
Sardiyon ki dhoop
barish honay par beeghi matti ki khushboo
wahan ka sawan
wahan ka Ramadan
chandni ratoon main couzins and sisters kay sath
chupan chupai khailna
wo papa kay 100 bar mana karnay kay bawajood
deewar par say latak kar parhosiyon ko awaz daina kay "AAJ KIYA PAKAYA HAY?"
aur bi bohat kuch pyara pyara

puri book likh sakti hon main is liyay main shup

Posted 03 Mar 2008

sun_shine said:

London_Girl said:

I miss pakistan specially on EID's

though i enjoy being with frndz and family all day around.. but pakistan ki Eid is juz amazing!

yaa apnay watan ki Eid ki to kya baat hain.

han ji! .. i have spent my last Eid in Lahore.. and was juz' too rememberable
Posted 03 Mar 2008

sweetie says
i miss my watan ..........

* on eid
* on 14th august
* on a rainy day.. jab ham pak mae hotay thay aur jis din barish hoti thi to ham pakoray aur sawayyan bana kar khatay thay.

Posted 04 Mar 2008

sun_shine says
sweetie said:

i miss my watan ..........

* on eid
* on 14th august
* on a rainy day.. jab ham pak mae hotay thay aur jis din barish hoti thi to ham pakoray aur sawayyan bana kar khatay thay.

thats very nice...

pakoray aur sawayyan ???.. yeh konsa combination hae?
Posted 06 Mar 2008

sun_shine said:

London_Girl said:

sun_shine said:

London_Girl said:

I miss pakistan specially on EID's

though i enjoy being with frndz and family all day around.. but pakistan ki Eid is juz amazing!

yaa apnay watan ki Eid ki to kya baat hain.

han ji! .. i have spent my last Eid in Lahore.. and was juz' too rememberable

Posted 06 Mar 2008

sun_shine says
Most welcome Sister
Posted 07 Mar 2008

sun_shine says
Asalam O Alaikum
Hw are you All?
Aap aap sab bataye kay kaun Apnay Mulk sa door hain
aur woh kyaa batein ya cheezain hain jo unain Apni country ki yaad dilati hain?
Posted 24 May 2008

Reply to Topic