Sachi bat

2593 views 28 replies
Reply to Topic
~dead heart~

Age: 124
Total Posts: 1692
Points: 0

Location:
Wales, Wales
par loag q gusa karty hain?

bano qudsia kehti hain

Sach bolny sy ziada sach sun.na zada mushkil hai.

100 fesad sahi kaha hai unhon ny.
Posted 19 Mar 2008

Ashii says

bano aapa kuch bhi kahein par hum kehte hein k sahi wakt aur sahi jaga pe sach bolna uss se bhi zyada mushkil hai

jo wakt guzarne k baad bola woh kahe ka sach hua
Posted 19 Mar 2008

sach hmesha sach hota ha.
all time.

wesy apki mje smj ni ati achi bhali siyano wali bat kr k b agay . aey ki gal hoi bhala
Posted 19 Mar 2008

cheeta says
my khala G
Posted 19 Mar 2008

yeh baat to hamain bhi aj tak samajh nahi ai keh sachi baat karwi kyoun hoti hai...

Posted 19 Mar 2008

sun_shine says
Kyunki us baat main sachai hoti hain aur woh baat insaan main hoti hain.
Sachi tareef kabhi buri nahi lagti
balkay sachi tankeed buri mehsoos hoti hain.
yaa Gussa logo kay Nature main hota hain
yaa halaat,current situation ki waja say yeh insaan k nature main aa jati hain.
Posted 19 Mar 2008

cheeta says
yani sugar k mareez kha saktay hain
Posted 19 Mar 2008

sun_shine says
Bilkul kyun nahi.
Ghussa har Insaan ko aata hain
per kuch logo ko ziyada aur kuch ko kam ata hain.
Posted 19 Mar 2008

cheeta says
our janweroun ko b
Posted 19 Mar 2008

sun_shine says
May be.
Posted 19 Mar 2008

cheeta said:

yani sugar k mareez kha saktay hain

hahahaha
Posted 20 Mar 2008

Rehan M Din said:

yeh baat to hamain bhi aj tak samajh nahi ai keh sachi baat karwi kyoun hoti hai...

samjh samjh k samjh ko samjho
Posted 20 Mar 2008

cheeta said:

yani sugar k mareez kha saktay hain

yeh kon si science hai...
aik to becharay sugar kay mareez
oper sai karwi chezain bhi unhi ko khilao...
Posted 20 Mar 2008

mithas karwahat sey hi khatam ho gi na
Posted 20 Mar 2008

karwahat sai mithas khatam nahi ho gi...
karwahat aa jae gi...
phir us k liye meetha
phir us k liye karwa
yeh to chakkar chalta rahay ga
Posted 22 Mar 2008

~Fragi~ says
sachai ruswai hai
Posted 26 Mar 2008

Rapunzel says
~Fragi~ said:

sachai ruswai hai

Posted 26 Mar 2008

SupidGuy says

~Fragi~ said:

sachai ruswai hai

sahi kaha aap ne!!!!
Posted 26 Mar 2008

~Fragi~ says
rapunzel said:

~Fragi~ said:

sachai ruswai hai

yeah blv me
Posted 27 Mar 2008

sachai hamesha ruswai nahi hoti paa ji...
serious topics mai move kar dain...??
Posted 27 Mar 2008

sun_shine says
Sachai ?
Buhat kam log bardasht kar patay hain agar yeh sachai achi na ho to
Otherwise Sachai Achi hoti hain
I personally think A person should be Honest and Truthful.
Posted 27 Mar 2008

~Fragi~ says
yaar dekho yeh serious corner mein chala gaya tha fos mein kaun aye ga
Posted 27 Mar 2008

~Fragi~ says
yaar dekho yeh serious corner mein chala gaya tha fos mein kaun aye ga
Posted 27 Mar 2008

yahan per non-serious members...
Posted 28 Mar 2008

~Fragi~ says
thz for moving bak
Posted 25 Jan 2009

shaista says

hmm, i agree with fragi ke sachai main ruswai hai. sach sach hi hota hai lekin aajkal jo sachi baat kahe usko loog pagal samjhte hain. kehte hain isko kia pata
i think phir ruswa hona hi theek hai. insaan khud apne aap se to khush hoga na.
Posted 25 Jan 2009

~Fragi~ says
yeah agreed
Posted 26 Jan 2009

valandrian says
bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406
bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406bd15406

bd15406
Posted 16 Apr 2018

Posted 25 Sep 2018

Reply to Topic