main agar

1581 views 6 replies
Reply to Topic
*Silent Roar*

Age: 124
Total Posts: 1404
Points: 0

Location:
Antarctica, Antarctica
tumko paya hai to jaise khoya hun
kehna chahoon b to tum se kia kahoon
kisi zabaan main b
wo lafz hi nahin
k jain main tum ho kia tumhaen bata sakoon

main agar kahun tum sa haseen
kainaat main nahin hai kahin
tareef ye b to sach hai kuch b nahin
tumko paya.....................

shokhyon main dubi ye adaain
chehre pe jhalki hui hain
zulf ki ghani ghani ghatain
shanon pe dhalki hui hain
lerata aanchal hai jaise badal
bahon main bhari hai jaise chandni
roop ki chandni
main agar kahoon ye dilkashi
hai nahi kahin na hogi kabhi
tareef ye b to sach hai kuch b nahin
tumko .................

haaaaan tum hoey mehrbaan
to hai ye dastaan
ab tumhara mera ek hai karvaan
tum jahan main wahan
main agar kahoon
hamsafar meri absara ho tum ya koi pari
tareef ye b to sach haio kuch b nahin
tum ko paya hai to jaise khoya hoon
Posted 25 Apr 2008

Reply to Topic