khataen

676 views 11 replies
Reply to Topic
KHATAEIN

Age: 124
Total Posts: 32
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
   
   SALAAM
PAISA YEH PAISA JISE DEKHO PAISE KI BAAT KARTA HAI
PYAR MOHABBAT TU RAHA HI NAHIN...
    Izat hai shurat hai naam hai Paisa
   aaj kal ke daur main har kaam hai Paisa
    bacha bhora jawan sabhi mangta hai
       yeh nahra sare aam hai Paisa
   mohabbat paison se karten hain sabhi   insaan se nahin
       koi akar batlae ke kahan par nakaam hai Paisa
    main yaaron Jannat ka talabgar hoon duniya ka nahin
       meri nazar main badnaam hai Paisa
    yaar dost , maa baap sab roth gaey mujh se
       ab yon laga hai in ko mana ne ka aakhri maqaam hai
     Paisa.....

Posted 26 Feb 2004

~CHANDNI~ says
lolzzzzzzz
wel come here
Posted 26 Feb 2004

~CHANDNI~ says
na biwi na bacha
na bap bara na meya
the hole thing is that kay bhaiya sab say bara
ruppiya
Posted 26 Feb 2004

KHATAEIN said:

   SALAAM
PAISA YEH PAISA JISE DEKHO PAISE KI BAAT KARTA HAI
PYAR MOHABBAT TU RAHA HI NAHIN...
    Izat hai shurat hai naam hai Paisa
   aaj kal ke daur main har kaam hai Paisa
    bacha bhora jawan sabhi mangta hai
       yeh nahra sare aam hai Paisa
   mohabbat paison se karten hain sabhi   insaan se nahin
       koi akar batlae ke kahan par nakaam hai Paisa
    main yaaron Jannat ka talabgar hoon duniya ka nahin
       meri nazar main badnaam hai Paisa
    yaar dost , maa baap sab roth gaey mujh se
       ab yon laga hai in ko mana ne ka aakhri maqaam hai
     Paisa.....

bhai aap ko samaj nahi ati...ur topic belongs in laff en lines
Posted 26 Feb 2004

wa wa wa yaar tere pass ketna hey paisa wo sara muj ko dedey na .mere bhai is time sab sey barda hey paisa paisa hey sab koch hey paisa nahi too koch be nahi .

Posted 26 Feb 2004

kaya samjey lollo ram bhai sab se barda ruppiya.
Posted 26 Feb 2004

KHATAEIN says

    teri tasveer ko banane ke liye musavar ne

    kitney haseen chahron ka rang churaya hoga

    teri maang main afsha sajane ke liye

    kitney sitarey torey hongain teri zulfain

    suvarney ke liye

   kitni honron ko bulaya hoga

   teri aankhon ke saher main

           kitney afsane likhay hongain....
Posted 27 Feb 2004

KHATAEIN says
       
AIK LAFZ THA AIK LAFZ SE AFSANA HUA AIK
        AIK SHAHER THA AIK SHAHER SE VERANA HUA
    GARD O NE HAZAR AKS DALE AAE AZEEM
              MAIN KHAK HUA KHAK SE PHIR PEMANA HUA
               
           KUHS RAHO APNE KARCHE PAR
Posted 27 Feb 2004

PumpKin says
lol
why u need paisa ?
Posted 27 Feb 2004

madmax says
yea lo aik rupaya lol
Posted 28 Feb 2004

one man show hehehehehe
Posted 02 Mar 2004

valandrian says
bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306
bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306bd23306

bd23306
Posted 26 Apr 2018

Reply to Topic