starboy said:salam! dosto
ma aap ka naya dost aaj hi pehli dafa ye site visit ki hai eik dost k kehnay par achi site hai or forum bhi bohat pasnad aya eik topic phara k "mohaabat eik bar hoti hai ya bar bar??" acha topic tha meray khayal ma to sirf eik bar or sirf eik say thats all
acha khair ma eik naya topic shuru krna chahta hoon is sislsalay ma aap logoon ki ray matloob hai topic ka naam subject ma hi hai yani"mohaabt ki jati hai k ho jati hai" mujhay aap sub ki ray chahia umeed karta hoon aap log reply karan ga ...........Starboy
soffia786 said: