kuch din bad hamara yaoom-e-azade aa raha ha yanee 14 aug yahi wohi din ha jis din lakhoon logoon na apni jan lutaye iss watan ka lia laklhon maoon na betta lutaye iss watan ka lia hazaroon bahnoon na asmat aur jan lutaye iss watan ka lia ahh ab sochta hoon ka 14 aug ko kia karna ha pahla khayal atta ha ka flag lagana ha pk ka lakin koi mujhe rok raha ha koi awaz aa rahi ha koi mujh se pooch raha ha kis cheez ki khooshaiin mana raha ho koi mujhe kahta ha ka ka ya kai kar raha ho? mujhe koi kuch dikha raha ha main dekh raha hoon inn maoon ko jo apna bachoon ki khooshan cahhtee hain main dekh raha hoon iss behan ko jis ki izat tar tar kar dee ha main dekh raha hoon inn bachoon ko jo bilak bilak kar ro raha hain main dekh raha hoon iss bap ko jo khood kusshi kar reaha ha coz iss ka pas bachoon ko danna ko kuch anahi ab main sochta hoon ka kaise khooshaiin ya ha pk jis ka lia hum na sorry hamra bareoon na janain de ha ya ha pakistan kash kabhi main kah sakoon ka i m proud to be the pakii
Age: 124
7535 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
NAHI aapko zaroor kehna chahiye ke I M PROUD PAKISTNI jin baton kii janib aapney nishandahi kii hai beshuk wo theek hiihain,lekinismain Pakistan ka tu koi qasoor anhi hai ye tu wohi baat hoyee,,,,ke karey koi or bharey koi... ye tu hamarey siyasatdano,or afser shahi,or in jesey dosrey log corrupt awaam bhi ismain shamil hai,,ye hain jo ghunkee terha is mulk kii khushion ko kha rahey hain,awam ki khushiyon per apnee khushyonko tarjeeh de raheyhain.................... jab tuk humarey Politicians or corrupt awam anhi sudherey gi aisa hi hota rahey ga..... sab log hi ismain qusoorwar hain kesee aik morid-e-elzaam nahi tharaya ja sakta....!
Age: 124
7634 days old here
Total Posts: 1046
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
u r right but yar aik bat mahsoos ki jatte ha ka hum shaid apna maqsad bhool gaye wo maqsad jis ka lia pk hasil kia ahhhhhhhhhhh iqbal na kia khoob kaha ha apni matte par chalna sikho sange mar mar par chalo ga to phisal jao ga
Age: 124
7535 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
jii tu ye baat hum sirf dousron kohi seekhatey hain ke
sung-e-mer mer pe chalo gey tu phisal jaogey
but khud usseey sung-e-mur-mur per shaan or takabbur ke sath chaltey hain.. saree batien hum ne or naseehatein saree bus dousron ke liye makhsoos ker di hain khud kuch bhi nahikiya jata ..hai.. or dekho aaj kal kee youth ko tu bilkool bhi is mulk se mohabbat nahi deekhaye detee.... bus iskii burayeon main sergerdan rehtey hain is mulk ne kiya diya ..etc etc is mulk ka kiya qasoor nafrat kerney hain tu is sarey system se kernee chahiye or kabhi bhi himmat nahi harnii chahiye even though somethings are easier said then done... but himmat-e-merdan madad-e-khuda... don't give up!
Age: 124
7535 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
aisee batein bhi ab her koi kerna pasand nahikerta kuch hi log baqee bachey hain aisa shaoor rakhney waley....... jo log sirf batein banateyhain,kerna kuch nahi chahtey, wo log negetive way of thinking rakhteyhain,mulk ke hawaley se!
Age: 124
7634 days old here
Total Posts: 1046
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
u r right sana but my point view is about 14 aug main iss bahas main janan nahi chahata ka kon sahi ha ur kon nahi kon kia karta ha kon kioon karta ha mujhe ya bhhi nahi dekhna ha ka hum kahan kharra hain mujhe sirf ya poochna ha ka kia hum iss halat main hain ka 14 aug ko manna sakin kia hamara watan hasil karna ka maqsad ho agya poora? kia hum na bilakta bachoon ka mun main rooti dale ha? kia kisse behan ko iss ka jaiz haq dilwa dia yar socho valentiunme ka lia basant ka lia ham,ra pass paiusa ha lakin kia ise paisa se hum kise ki madda nahi kar saakta are hum to whan kharra hain ka anmna wali naslan bhi qarzzoon main jakre hoe hain aur abhi humm 55 slla azade tko rotta hain