Logo

"" Ehtsaab ""


na thi haal ki jab humein apne khabar,
rahe dekhte auron k aib o hunar..
pari apni buraiyon pe jo nazar,
to nigah mei koi bura na raha..

Zafar aadmi uss ko na jaaniye ga
woh ho kitna hi sahib e fehm-o-zaka,,
jisse aish mei yaad e Khuda na rahi,
jisse taish mei khauf e Khuda na raha..













hey listen guys,,
yeh me ne jaan k yahan post kiya hai and not in poetry cafe coz i need comments on it,,

Posted on 8/14/2004 8:59:28 PM

well coments tu deingein ..


per yeh her insan key saath hota hai

woh ash mein kuch yaad nahi rakhta ..

Posted on 8/14/2004 9:02:35 PM

SALL:

na thi haal ki jab humein apne khabar,
rahe dekhte auron k aib o hunar..
pari apni buraiyon pe jo nazar,
to nigah mei koi bura na raha..

Zafar aadmi uss ko na jaaniye ga
woh ho kitna hi sahib e fehm-o-zaka,,
jisse aish mei yaad e Khuda na rahi,
jisse taish mei khauf e Khuda na raha..













hey listen guys,,
yeh me ne jaan k yahan post kiya hai and not in poetry cafe coz i need comments on it,,







zaberdast

Posted on 8/14/2004 9:05:44 PM

Sach wakai sach ....

Sall v Nice...

Posted on 8/14/2004 9:09:03 PM

thnx..



harr insaan jo karta hai
zaroori nahi k woh hona bhi chaiye
we should think before
ehh ??

Posted on 8/15/2004 1:47:47 PM

really nice sall..
waqayee hamain kisi ki burayee kernay say pehlay apnee daman main zaroor dekh laina chayee..

pari apni buraiyon pe jo nazar,
to nigah mei koi bura na raha

so trueee..

Posted on 8/15/2004 2:41:00 PM


Posted on 8/15/2004 2:46:05 PM

haan .. per pehlay dosrey start karien gein tu hum karien gein apna ehtsaab

Posted on 8/15/2004 3:28:57 PM

uffff..
kya naaa..


Posted on 8/15/2004 4:40:45 PM

pehlay aap .. nahi pehlay aap .........................arey kaha na pehlay aap

Posted on 8/15/2004 4:44:49 PM

hum ne pehle bata diya hum khud ko pooori dunya se zyada jante hein
apna ehtsaab Allah ka shukar aksar karte rehte hein

aur apni galtiyon ko lapeit lapeit k peish nahi karte
galti ho jae to uss pe sharminda ho k talafi karne ki koshish karte hein


aap karna chaho to theek,, warna
sanu ki

Posted on 8/15/2004 4:47:22 PM

han karooon ga .. per time aney per

Posted on 8/15/2004 4:48:36 PM

khehekhekehkee..

goood..
sab ki tarha TIME aane per,,
after 50 yrs




waise kaise muslims hein na hum
we believe k maut ka koi time nahi
but still apne gireban mei jhankne liye TIME ka wait karte rehte hein

Posted on 8/15/2004 4:51:23 PM

yea..
bitter truth yaar

Posted on 8/15/2004 5:41:32 PM

hmmm .. kehti tu sahi hai waise sall

Posted on 8/15/2004 7:00:51 PM