Logo

Ek dafa ka zikar hai ke...

Ek dafa Hazrat Mohammad (P B U H) Ka guzar sahaba ki ek jamat se huva. Hazrat Mohammad (P B U H) Ne dekha ke ek sahabi ke haath se khoon beh raha hai. Hazrat Mohammad
(P B U H) Uss sahabi ke paas tashreef le gaye or haath se khoon behne ki waja daryaaft ki toh uss sahabi ne jawab diya
"Ya Rasool Allah mien mehnat mazdoori ker raha tha ke haath per chot laag gayi jiss ki waja se mere haath se khoon beh raha hai" yeh suun ker Hazrat Mohammad (P B U H) ki ankhoon mien ansoo bhar aye. Hazraat Mohammad (P B U H ) Ne fooran uss sahabi ka zakhmi haath apne haathoon mien le ker chuma or irshad farmaya "Yahi woh haath hai jiss se Allah Talah saab se zayada mohabat kerta hai."

Posted on 8/27/2004 11:59:38 PM

wow..

Posted on 8/28/2004 3:29:19 AM

subhan ALLAH

Posted on 8/28/2004 3:29:29 AM

.. yup .. mazdoori aur halal ki kamayee kerna na bohaat sawab hai..

Posted on 8/28/2004 12:14:53 PM



Posted on 8/28/2004 1:06:55 PM

Jii haan bilkul

Posted on 8/28/2004 10:44:00 PM


Posted on 8/29/2004 1:39:21 PM

no words 2 say

Posted on 9/3/2004 11:43:17 PM

beshak

Posted on 9/5/2004 7:36:23 PM