Logo

hum ko kis nay mara...

ham ko kisake gham ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kisane toDaa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii

dil ke lutane kaa sabab puuchho na sab ke saamane
naam aayegaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii

nafaraton ke tiir khaa kar doston ke shahar mein
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii

kyaa bataayein pyaar kii baazii wafaa kii raah mein
kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii...

Posted on 9/1/2004 2:51:34 PM

good

Posted on 9/2/2004 2:40:44 AM

thnx boloon ya phir sahee ..

Posted on 9/2/2004 5:46:03 PM

f16 u r great
wao yr wt a great poem it iss
hummmmmmmmmmm lakin admirred karoon ya
PHIR SAHI ITS 4 U THE NEXT ONE

Posted on 9/2/2004 9:39:33 PM


Posted on 9/2/2004 9:43:06 PM

nice friend n rao

Posted on 9/3/2004 12:11:17 AM

kkoooooool

Posted on 9/4/2004 11:09:43 AM

F16
ssung by ghulam ali,, really nice



rao
taana e nasha na do sab ko, k kuch sohta jaan
shidat e tashna labi se bhi behek jaate hein

Posted on 9/4/2004 5:31:20 PM

comments >>>>>> phir sahi

Posted on 9/4/2004 9:30:41 PM

rao_buddy:





laraz jatey hain

Posted on 9/4/2004 9:31:59 PM

very nice friend and rao

Posted on 9/5/2004 4:06:26 AM

bas karo bohat ho gyee claping

Posted on 9/5/2004 6:19:12 PM


Posted on 9/12/2004 12:42:07 PM


Posted on 9/12/2004 12:42:10 PM