Logo

Gusa............

Gusa karnay say roza TOOT jata hay ya k salamat rehta hay????????

Posted on 10/27/2004 4:17:11 PM

to ghussa karna ki kia zaroorat hai?!

Posted on 10/27/2004 5:01:41 PM

hmm, is par soochna parrega...phir to uski ghalti na. ab shauk se thora ghussa ho rahe ho

Posted on 10/27/2004 5:08:31 PM

kyon mujhe ghussa dilaani ki dhaan li hai kia

Posted on 10/27/2004 6:26:28 PM

to phir ghussa theek hai, mere khayaal main...

aggar main kahoon ke tum jhuut bool rahe ho aur main na maanoon ke tum such bool rahe ho tab tum ghussa karo to theek hai (aggar tum such bool rahe ho to...)

main apni advice buro khool rahi hoon, hmmm good idea i think...

Posted on 10/27/2004 6:30:52 PM

Well yarr Gusa apni jagha , lakin kia jo gusa hum iftarii k saman par karty hain wo jaiz hay????? what u say?

Posted on 10/27/2004 6:32:06 PM

Ghussay say Rooza makooh ho jata hai.. ghussa main agar appp comments do agay say aur baat larayee taak poochcha jaiy tu ...
otherwise app ko ghussa aiy aur app ka self control itna acha hai kay app agay say koi comment nahi daitay tu its alright!

Posted on 10/27/2004 6:32:34 PM

Prince Of Jb:
Well yarr Gusa apni jagha , lakin kia jo gusa hum iftarii k saman par karty hain wo jaiz hay????? what u say?


aftrai kay samaan par matlab? kay ye dish kyun nahi ya ye kyun nahi??

Posted on 10/27/2004 6:34:24 PM

phir tum uska naam batado main us se nipat leti hoon

kyon woh larka hai ya larki?!

Posted on 10/27/2004 6:34:55 PM

roozay main aisee batein kerna jin say doosroon ko ghussa aiy takleef hoo ye bhee Makrooh hai .. Roza hamain Self control sikhata hai .. aik dosray ki izzat kerni chahyee aur in buree cheezoon say bachna chahyee..

Posted on 10/27/2004 6:36:24 PM

MY GUESS WAS RIGHT NA....HIHIHI

to special larki hai....hmmmm.. bas us ko call kardo aur batado ke tum jhuut naheen boolte

Posted on 10/27/2004 6:37:02 PM

mere khayaal main us ne humaare bhai ko bahut ghussa dilaya hai.... issi liye gaal laal laal ho rahe the aur itne chirchirre hojaate hain...

Posted on 10/27/2004 6:46:38 PM

gusa tu karna waise bhi haram hai ... roozey mein us ka kiya kaam

Posted on 10/27/2004 6:52:51 PM

good...

aggar eik ko ghussa aa jaye to doosra chup ho jaata hai aur doosre ko aa jaye to pehla chup ho jaata hai... compromise dear! agli baar (ramzaan ke baad) khuub ghussa karna us par   

Posted on 10/27/2004 6:53:51 PM

wise words!


lekin aggar phir bhi aa jaye to?


Posted on 10/27/2004 6:56:27 PM

ok, ab hum challe ghar. office time khatam....

iftaari ka intezaar kar rahe hain, bahut bhuuk laggi hai

take care & Khudahafiz

Posted on 10/27/2004 6:57:53 PM

~Fragi~:
gusa tu karna waise bhi haram hai ... roozey mein us ka kiya kaam


jaiz kaam par ghussa kerna theek hai ..

jaisay jang main dushmanoon par ghussa hoo ga tu marain gay na ... ab hamdardi say tu mara ja nahi sakta ..

Posted on 10/27/2004 6:59:30 PM

on the whole gusa acha nahi na na

Posted on 10/27/2004 7:25:10 PM

hmmm gusa acha nahin hai.... aur maaf karnay wala Allah ka dost hota hai.... n waisay bhi gusa kills luv....so better avoid it guys not only in ramzan, throughout ur life avoid it...

Posted on 10/27/2004 7:51:41 PM

"...when some tries to pick a fight or annoys the one who is fasting, he should respond only by saying, 'I am fasting'". Walking away from a tense situation when you know you are right takes tremendous courage and self control.
This makes you love Islam that it offers solutions to all human problems. Prophet (pbuh) advised believers that when you feel anger, find yourself a seat if you are standing, perform wudu if you still can't control it. taking deep breath and letting it out slowly also relieves one from anger and tension.

Posted on 10/27/2004 9:06:23 PM

xactly ur rite

Posted on 10/27/2004 9:08:00 PM

Yarr kya batt karty hooo Sardion main agar thand lag rahi hoo tu insan ko gusa karna cahiya ander ka temperature increase hoga aur thand lagna khtum hoo jay gi ( Mashwara MUFt MAAIN)

Posted on 10/28/2004 8:18:23 AM

roze ka matlab sirf bhooka pyasa rehna nahi hai
iss ka asl maksad apne 'nafs' ko control karna hai

agar roze mei gussa kiya to phir roza rakhne ka kya faida ??

Posted on 10/28/2004 1:15:27 PM

Well Sall u said well lakin maza nahi aya ???? GUSA aur ROZA sath sath chalty hain GUSA insan k ander ka sahitan hota hay jo roza khrab akrnay ki puri kosis karta hay aur kafi had tak kamyab hoo jata hay ???

Posted on 10/28/2004 8:15:17 PM

Don't you love this religion that provides freedom from the slavary of whims & desires!
Allah wants freedom for mankind and shaitan wants to enslave 'em, choice's ours

Posted on 10/28/2004 8:59:02 PM

gussa aur roza aise hi saath saath chalte hein
jaise achai aur burai...

ab aap apne aap ko burai ka ghulam banao ya sachai ka yeh aap k apne upper hai..
and i think that s wot SD said too

Posted on 10/28/2004 9:10:57 PM

roze main nafs per kabool ka hukam hain apnay apay main rahay aur unmain gusa bhi a jata hai han koi galat harkat na karay to nahi toota koi nuksan

Posted on 10/28/2004 10:09:34 PM

word saum (fast) in arabic means to hold back. Eating and drinking etc. are needs of the nafs (body). holding back from it is controlling, isn't it!

Then prophet (pbuh) explained it as such. anger is normal, you are rite Jbaby, its control has a reward and letting it loose brings harm. Curbing internal desire to cause injury, physical, mental, emotional..., to one who causes anger is an act of righteousness.

Posted on 10/28/2004 10:36:54 PM

ROzay main neend kuin atti hay?

Posted on 10/30/2004 11:58:16 AM

neend iss liye aati hai
k hum sote rahein aur roza lage hi na

hehehheee...

Posted on 10/30/2004 11:50:36 PM

wat a logic ...

Posted on 10/31/2004 10:24:33 PM