do u want to know the reason y log maafi nahi mangte
reason simple hai,, log maafi mangne liye akhri lamhe ka intzar karte hein
k koi ulta kaam karne se reh na ja'ain
just one thing,, AKHRI LAMHA KONSA HAI,, who knows
well sall kia haiii na hum log kuch nahii kah suktay kay last time kia haii u r right
but kia haii na kay Allah ki marzi haii kay wo kasii ko maaf kary ya nahiii,
koyoo kay manay soona haii last time ki maafi kabool nahii hoti,
aur wasay bii kia pata app ko maafi ka time milay bii ya nahii,
aap ki dua qabool hone ka time kis ko patta. to mere khayaal main dua aur maafi har waqt maangni chahye, kyonke hum takreeban every second koi na koi ghalti karte hain
shaista u r right but sub kuch Allah kay hath main haii wo jo chahta haii wo kerta haii and same like that ager wo chahy ga to hum maafi mangy gy otherwise Allah sub ko tofeeq day maafi kii aur maaf farma day hum sub ko
ameen
A great mercy of God Almighty who's oft forgiving. People who don't repent of their sins - prophet (pbuh) said: ...A black dot casts on the heart with a sin... - their hearts are blackened and hardened with sins and they love sinning and do not turn around. Repenting soul is that of a pious one who turns to Allah immidiately after realizing that it commited a sin. Allah SWT says in suratul Hujurat: But Allah has made faith dear to your souls and beautified it in your hearts, and has made disbelief, Fusuq and `Isyan hateful to you.
meaning, when heart fills will eman, liking for sin and disobedience to Allah leaves the heart. Repending increases the level of eman in the heart which washes out black dots from the heart.
bilkul sachkeh rahey hain aap saab
bilkul.. kal ka kis ko pata hai.. rahein na rahein kis ko pata.. esi liye kyun na hum abhi se apne gunahoon ki mafi aur neki, ramzan mein rozoon ki aur ibadaat ki kaboolyet ki dua kerni shuru ker dein..