Boyz & Girls JB say Kuch Banday farar hain agar yeh kisi ko bhi milain to foran JB Police Station main itlaa karein unkey naam ye hain:
Itla Karnay walay ko 10 Post Inam Main di Jain gi :::::
1:- WOL JI .... Na Aanay ki Kasam Kha rakhi hai .. 2:- Fragi JI .... Kabhi Atay hain Kabhi Nahi .. 3:- SALL .....Pagloon ki Sardar... 4:- Wafa...... URF Jalebi....... Yum Yum 5:- Subha JI .... Nice n Sweet Person in ko dekhay kafi arsa hi gia hai ....
king of jb aur jb ka raja ! yar aap dono to larney lag
gaiy hoo. waqai jb ek family ki tarah hay . aur ap
dono ka to jb sey ka bara gehra rishta hay ek raja aur dosra king...........comon