Logo

Achay Ikhlaq


                  Achay Ikhlaq

1.    Zuban ki sachayee
2.    Batil se jang k waqt hamley main shiddat
3.    Saiil ko daina      
4.    Ikhsaan ka badla
5.    Sullah rehmi
6.    Paroosi ki hifazat
7.    Haqooqul ibaad
8.    Mehman nawazi
9.    Husne halaq
10.   aur sab se barh ker Sharmo hayya




daniyaoon main aala darjey ki danayee TAQWA hai aur kamzooriyun main sab se bari kamzori bad ikhlaqi aur bad aimali hai



Jo loog tumharee doost banna chahtey hain inke doost banoo' AAdil keahlaoo gey



Tumhari umar barabar ghatti ja ja rahi hai bass jo kooch tumharee haath main iss se kise ki madad ker jaooo



Moomin wo jo zade aahirat mukhaiyya karee aut kafir wo hai jo duniya ke mazay uraney main mashghool rahey





Posted on 12/19/2004 7:45:16 AM


Posted on 12/20/2004 10:42:33 PM

achay aklaq say aur bohat say loog attract hotay hein ISLAM ki taraf ..

aur yahee hamaray ikhlaq hein jin ki waja say loog aj muslamanooon say nafrat kertay hein..

Posted on 12/25/2004 6:21:41 PM


*** ZÌÑÐÅGHÎ ***

"*:- ZINDAGHI AMANUT HAI ISS KI HIFAZUT KARO.
******

*:- ZINDAGHI SE PYAR KARO, ZINDAGHI SE MUQABLA KARO.
******

*:- ZINDAGHI AIK LUMHA HAI, ZINDAGHI HAQEEQUT KI MANIND HAI.
******

*:- ZINDAGHI SE INSAAF KARO, ZINDAGHI MUSKURANAY KA NAAM HAI.
******

*:- ZINDAGHI HASEEN YADOUN KA TUHFA HAI.
******

*:- AGER TUMHEIN ZINDAGHI SE MUHABBAT HAI TO WAQAT SE MUHABBAT KARO, AUR AIK KHOOBSORUT DOST KI TALASH KARO.
******

*:- ZINDAGHI KO ISS TARAH JIYO KE DEKHNAY WALA TUMHARI TAREEF KARAY.
******

*:- ZINDAGHI JEENAY KA NAAM NAHI , ISS KO ACHAY AMALOUN SE BANAYA JATA HAI.
******

*:- ZINDAGHI KO KISI KE NAAM KERNA BOHUT MUSHKIL HAI, MAGER GUZARNA BHI ASSAN NAHI.
******

*:- ZINDAGHI YEHI NAHI SIRF KHUSHIYAN HI KHUSHIYAN HOON OSS MEIN GHUM BHI HISSAY DAAR HOTAY HAIN.
******

*:- ZINDAGHI SE INSAAN BOHUT KUCH PATA HAI AUR BOHUT KUCH KHO DETA HAI.
******

*:- ZINDAGHI MEIN HUR DUKH KE BAAD SUKH BHI MILTA HAI.
******

*:- ZINDAGHI AIK PHOOL KI MANIND HAI.
******

*:- HASIL-E-ZINDAGHI
******

*:- DOSROUN PER FAKHER KI BAJAIE APNI ZAAT KO ISS QABIL BANAIYE KE LOOGH AAP PER FAKHER KAREIN YEHI HASIL-E-ZINDAGHI HAI.
******


Posted on 12/31/2004 6:18:12 AM

thanku so much

Posted on 1/2/2005 4:28:14 AM


Posted on 1/4/2005 8:51:09 AM

salam

thanks u so much zeeshanthese r great words
thanks
salam

Posted on 1/5/2005 2:25:02 AM

wah kia bat hy paki ji bahut achy
qasam sy bahut acha laga yih sab
jo ap ny likha hy


ALLAH ham sab ko is per amal ki tofeeq dy (ameen)



a

Posted on 1/5/2005 9:45:04 PM

thank you bykhaber,,,

ahaan
Sum Ameen

Posted on 1/5/2005 9:55:41 PM

GOODDDDDDDDDDDDDDDDD PAKI

Posted on 1/6/2005 10:52:26 PM

nice

Posted on 1/8/2005 4:02:24 AM

yess really good work

Posted on 1/9/2005 1:28:09 AM

thanks.. janubabay, sweet and dost

Posted on 1/9/2005 6:22:38 AM


Posted on 1/9/2005 7:16:29 AM

very good

Posted on 1/10/2005 1:24:16 AM

thanks zeeshan

Posted on 1/13/2005 4:48:26 AM

np
ur welcome

Posted on 1/15/2005 2:51:13 AM

Prophet SAW said, i was sent down to correct and establish good morals.

Prophet SAW gauranteed paradise (meaning forgiveness and complete freedom from fire) for those who would gaurantee strict gaurd of their tounges and their private parts. Loose tounge reflects weakness of morals & imaan. Weakness in gaurding private areas shows servitude to desires which makes eyes to wonder around and ears to enjoy and limbs to bring one closer to acts of indecency.

Posted on 1/22/2005 2:54:57 AM

sallam.com
zabar 10 pak bhii Akhlaq ka lafz estra lagta hay jasay koi Maa(Mother) mujay senay sa lagata hay PAk bhii AK bohat bara ALAM DEEN hay abi be zinda hay ALLAH os ko zindage da.os na kaha ka(KA MA NA DUNYA MA BUZURG ALAM TAKWA DAR BE NMAZO WALAY BE BOHAT DAKAY LAKAN JO NEHI DAKAY WO AKHLAQ WALAY NEHI DAKAY) sahi kaha ha na.
ALLAH HAM SAB KO ACHAY AKHLAQ ATA KRAY
Ameen.com

Posted on 1/26/2005 1:45:02 PM

Bani Israel gave oath to Allah that
1. They will not worship anyone except Allah (consider no-one wothy of worship or for asking their needs).
2. Will treat parents very gently.
3. Look after and provide care to relatives, orphans and poor.
4. Will offer prayers
5. Will pay alms and charity.

Allah says except for few, majority ignored their oath with Allah.

After Eman in Allah, He placed higher priority for Ikhlaq than acts of worship (not to be little acts of worship, without which other actions are meaningless)

Posted on 1/29/2005 7:35:55 AM


Posted on 3/18/2005 1:59:46 PM