Main nahin to kya........

551 views 9 replies
Reply to Topic
QUEEN VICTORIA

Age: 124
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Hai teray saath meri wafa,main nahin to kya
Zinda rahay ga piyaar mera main nahin to kya
main nahin to kya
Hai teray saath meri wafa........

Seenay main dard, dil main tamana jagai ja
Yeh raat jagnay ki hai,Shammain jalai ja
Too jashan zindagi ka mana,main nahin to kya
main nahin to kya
Hai teray saath meri wafa.......

Kuch dharkanon ka ziker ho,Kuch dil ki baat ho
Mumkin hai is k baad,baad na din ho na raat ho
Meray liye na ashk baha,main nai to kya
main nahin to kya

Hai teray saath meri wafa
main nahin to kya
Zinda rahay ga piyaar mera
main nahin to kya.....
Posted 25 Jan 2005

Reply to Topic