Logo

Paki..

Seenay mein dil hay, dil mein derd hay, derd mein nusha hay,
Nushay mein mithaas hay, mithaas mein muza hay, muzay mein tulkhy hay, tulkhy mein maazi hay, maazi mein yaad hay, yaad mein aarzoo hay, aarzoo mein musarrat hay, musarrat mein umeed hay, umeed mein hosla hay, hoslay mein taaqat hay, taaqat mein ietamaad hay, ietamaad mein yaqeen hay, yaqeen mein khuyaal hay, khuyaal mein tusuwur hay, tusuwur mein tu hay, tujh mein adaa hay, adaa mein haya hay, huya mein nuzaakut hay, nuzaakut mein shokhi hay, shokhi mein shurarut hay, shurarut mein apnayiat hay, apnayiat mein chahat hay, chahat mein khuloos hay, khuloos mein pyar hay, pyar mein ibadat hay, ibadat mein Khuda hay……

Posted on 2/14/2005 6:39:30 AM

my aapsay itifaq kerta hoon

Posted on 2/14/2005 6:41:09 AM


Nice Paki

Posted on 2/14/2005 6:42:36 AM

Seenay main dil hai dil main darhkan hai dharkan main dard hai dard main yaad hai yaad main Tu hai tujh main Rakeeb hai Rakeeb main dost hai dost main apna Pyaar hai

Posted on 2/14/2005 6:44:14 AM


Posted on 2/14/2005 6:45:11 AM


Posted on 2/14/2005 6:53:47 AM


Posted on 2/14/2005 11:50:35 PM


Posted on 2/19/2005 6:35:11 AM


Dosti kya hote hay

dosti kia hoti hain kash bata ta tum ko dosti ka lya mar mitna sikahta tum ko to kabhe jafa kar ka bhe dakh zindagi sa har kar bhe jitata tum ko kabhe joday ki ghare ayy jo zindagi ma dosti ka lya ronna sikahta tum ko to bichar bhe jata jo zindagi sa to mar kar bhe pata tum ko tera lya kia arman hain senna main kash to sonta or hum sonata tum ko

Posted on 2/19/2005 6:35:23 AM

paki_fan:
Seenay mein dil hay, dil mein derd hay, derd mein nusha hay,
Nushay mein mithaas hay, mithaas mein muza hay, muzay mein tulkhy hay, tulkhy mein maazi hay, maazi mein yaad hay, yaad mein aarzoo hay, aarzoo mein musarrat hay, musarrat mein umeed hay, umeed mein hosla hay, hoslay mein taaqat hay, taaqat mein ietamaad hay, ietamaad mein yaqeen hay, yaqeen mein khuyaal hay, khuyaal mein tusuwur hay, tusuwur mein tu hay, tujh mein adaa hay, adaa mein haya hay, huya mein nuzaakut hay, nuzaakut mein shokhi hay, shokhi mein shurarut hay, shurarut mein apnayiat hay, apnayiat mein chahat hay, chahat mein khuloos hay, khuloos mein pyar hay, pyar mein ibadat hay, ibadat mein Khuda hay……


Wow Nice Paki

Posted on 2/19/2005 6:47:02 PM

thanks janab

Posted on 2/20/2005 5:08:55 AM





Posted on 2/20/2005 4:55:09 PM


Posted on 2/21/2005 12:34:41 AM

Very nice and ture also

Posted on 2/21/2005 9:47:02 PM

ahaan

Posted on 2/22/2005 12:01:46 AM

Kaisay Bhari Hotay hain Woh Lamhat,

Jab do Chahnay walay apni chaht ka Izhar na kar sakain, Jantay Bhojtay bhi aik dosray say baigana rahian, Rohain to shidat say piyar karain, Laikan khuddari, aur ana ki jhoti dewar beech main khari kar di jaey, Shaoor ki balandion say aik dosray ko chahain laiken mil na paeen, apnay aap par zulm karain Shab--O-Roz aik dosray ki yad main guzarain, magar aik pal ko bi sath baith na paeen,
Dil ki atha gehrauon say aik dosray ki qurbat k khuahan hoon, laiken dunya k liyay ajnabi ban ka rehna par jaeyy, Zindgi ki roshni aik dosray k wajood say hasel karnay k mutmani hoon, aik dosray ki tamana main jeyain magar phir bhi mill na payeen,

Un ki rooh milan ko tarapti rahay aur woh ..

Zamanay ki khatir , apni khawahshat ka madfan bana lain, kitni ajeeb o gareeb hai yeh zindgi, aur kathan bhi, apny kirdar main azmat, waqar, bulandi, aur infradiat peda karnay k liyay, aur some time kisi aur ki khushi ki,
Chahtoon ki khatir, chahat ki taskeen ki khatir,
Sub,Qurbatoon ko bhool jana parta hai,
Sub,Khuwahishon ka gala ghont dena parta hai,
Magar Yeh Pagal Dil Phir Bhi ,Iqrar k Liyay kehta hai,
KAHOO NA PIYAR HAI,

Posted on 2/22/2005 12:40:26 AM

ZINDAGI KI CAR

Agar aap ZINDAGI ki car ko KAMIYAB banana chatay ho to...
aap ko DIL k ACCELATER par qabo pana hoga .
DEMAG kay BRAKE mazboot karnay hongay.
GUSSAY ki raftar ko CANTROLL karna hoga.
ANKHON ki headlights may KHOLOS ki ROSHNY dalni hogy.
In tamam cheezon ke liay zaroory hay key ...aap kay pass KHUSH IKHLAQI ka lisences ho tab hi aap DUNIYA ki SHARAH par apny ZINDAGI ki car ARAMM say chala saktay hain

Posted on 3/7/2005 7:07:15 AM

v nice

Posted on 3/7/2005 12:21:05 PM

thanks arzoo and king sahib..
hmm paki to theek hai yeh pankha kon hai

Posted on 3/8/2005 8:54:40 AM