Logo

Surah Tauba

Surah Tauba, Parah 10

23. O you who believe! Choose not your fathers nor your brethren for friends if they take pleasure in disbelief rather than faith. Whoso of you takes them for friends, such are wrong-doers.

24. Say: If your fathers, and your sons, and your brethren, and your wives, and your tribe, and the wealth you have acquired, and merchandise for which you fear that there will no sale, and dwellings you desire are dearer to you than Allah and His messenger and striving in His way: then wait till Allah brings His command to pass. Allah guides not wrongdoing folk.

Posted on 2/15/2005 5:18:36 PM

waisay i was thinking jo loog bahir jatay hein un kay frnds (non-muslims) to hotay hein .. aur kuch tu zaroorat ki waja say bhee hotay hein kia ye ghalat hai?

Posted on 2/15/2005 6:42:04 PM

u r rite saheli
wohi me bhi soch rahi thi,,,,,,
waise to i dont have many 'friends'
par phir bhi collegues or class mates wagera to hote hein,,,

can some one explain this plzzzzz...

Posted on 2/15/2005 7:38:58 PM

friend_16:
waisay i was thinking jo loog bahir jatay hein un kay frnds (non-muslims) to hotay hein .. aur kuch tu zaroorat ki waja say bhee hotay hein kia ye ghalat hai?

Friendship kay jo meaning Quran main liye gaey hain wo hain kisi ko "mehboob rakhna", "aziz rakhna" jo sirf muslims kay sath makhsoos hain. Albatta Allah nay har insaan kay sath, chahay wo muslim ho ya non muslim, husn e saluk ka hukam dya hai.

Posted on 2/15/2005 7:43:26 PM

shahrukh khan:
1st surat mean key agar koi non muslim pasand ho apne parents se bhi zaida tu ussey dosti khatam kar do

kya keh rahe ho yar,,
iss ka matlab hai k agar tumhare parents, behen bhai wagera Islam k khilaf hein to unn se naata tor lo

Posted on 2/17/2005 8:18:27 PM

ZEESHANAHMED:
Friendship kay jo meaning Quran main liye gaey hain wo hain kisi ko "mehboob rakhna", "aziz rakhna" jo sirf muslims kay sath makhsoos hain. Albatta Allah nay har insaan kay sath, chahay wo muslim ho ya non muslim, husn e saluk ka hukam dya hai.

hmmm,,,, got it

but does it mean k humein harr aik muslim ko "mehboob ya azeez" rakhna chaiye

Posted on 2/17/2005 8:19:42 PM

SALL:

Arey in ayaat par ghor tu karain, yahaan kufr aur kuffar say HUB (muhabbat) na rakhnay ka hukam dya gya hai, har Muslim ko mehboob rakhnay par israar nahi kya gya.

Posted on 2/17/2005 10:14:35 PM

hey Salam

nice.. topic..
lekin yaar jab tak hum unsa dosti nahi karenga toa kaysa unko Islam ka message phonchahenga? what way?

meri aik net fellow hai woh Islam ma convert hoi thi aur khud uska kehna hai ka app baat karo is tarha ka unko bura bhe nahi laga aur woh baat ko samjh bhe jahay. like woh dhal jahay hum ma naka hum unma.

continuee plzz... i like this topic

Posted on 2/17/2005 10:31:54 PM

ZEESHANAHMED:
Arey in ayaat par ghor tu karain, yahaan kufr aur kuffar say HUB (muhabbat) na rakhnay ka hukam dya gya hai, har Muslim ko mehboob rakhnay par israar nahi kya gya.

shukar Allah ka,,

Posted on 2/18/2005 4:29:57 PM

stariz:
hey Salam

nice.. topic..
lekin yaar jab tak hum unsa dosti nahi karenga toa kaysa unko Islam ka message phonchahenga? what way?

meri aik net fellow hai woh Islam ma convert hoi thi aur khud uska kehna hai ka app baat karo is tarha ka unko bura bhe nahi laga aur woh baat ko samjh bhe jahay. like woh dhal jahay hum ma naka hum unma.

continuee plzz... i like this topic

mera khyal Z is rite,, dosti na rakhne ka matlab yeh nahi k tum unn se mail mulakat nahi rakh sakte,,, matlab yeh k unn ko itna mehboob na rakho k unn ki adaat apna lo,, yehi na ??

Posted on 2/18/2005 4:31:31 PM

i was watching a prog this morning (Deen Aasaan @ Prime,, presented by Junaid...... he s brilliant)
aur aik question concerning Shirk ka answer karne mei he recited ayat n° 24 (posted above)

Shirk sirf yeh nahi hota k hum Allah k ilawa kissi ki ibadat karein,,, shrk yeh bhi hota hai k hum Allah ki bajae apne nafs ko tarjeeh dein,,,
jab hamare parents, children, brothers, wives, family members, maal daulat, profession, ghar humein Khuda ka farman maane se rokein to wohi hamare like 'Khuda' ban jate hein

Posted on 2/18/2005 4:36:43 PM

SALL:
stariz:
hey Salam

nice.. topic..
lekin yaar jab tak hum unsa dosti nahi karenga toa kaysa unko Islam ka message phonchahenga? what way?

meri aik net fellow hai woh Islam ma convert hoi thi aur khud uska kehna hai ka app baat karo is tarha ka unko bura bhe nahi laga aur woh baat ko samjh bhe jahay. like woh dhal jahay hum ma naka hum unma.

continuee plzz... i like this topic

mera khyal Z is rite,, dosti na rakhne ka matlab yeh nahi k tum unn se mail mulakat nahi rakh sakte,,, matlab yeh k unn ko itna mehboob na rakho k unn ki adaat apna lo,, yehi na ??

haan toa yahi na
per u know what
har koi aik jaisa nahi hota.
i mean non muslims ma bhe koi itna close hojata hai ka hum usko kahi na kahi, kisi na kisi waja sa like karna lag jata hai.. like someone nature and things or maybe the way he/she deal you. even help u when u need him.

i don't know what can i name this relation, other than friendship. but tell u what i have some non muslim fellows and more over they are like a brother and sister to me. honestly i mean it.

haan apna Iman ka pakka hona zarori hai.
aur Sall tum toa rehti bhe non muslim country ma ho
so hum sa bhetar toa tum face karti hongi is chez ko.

Posted on 2/18/2005 5:56:24 PM

Posted on 2/18/2005 5:56:51 PM

Islam ka message puhanchanay kay liye dosti ki zaroorat nahi hoti, Allah ne har aik say hus e saluk ka hukam isi liye dya kay log Islam aur Islam kay followers say mutasir ho sakain. jab Muhammad bin Qasim yahaan aya tha tu us nay yahaan dostiyan nahi keen thi non muslims ko impress karnay kay liye.

aur non muslim bhi kabhi kabhi kafi close ho jata like sisters brothers, i agree, par in ayat par ghor karain isi cheez say hi tu roka gya hai, kay jo kufr kay ziada kreeb hai tum us kay kreeb kyun jatay ho. Even Islam main aisi sazain hain kay muslims say talluk tor liya jata hai sirf Allah kay liye. Yaad hai na, aik Sahabi nay jihad main janay say kotahi ki thi tu sab nay even unki wife nay Allah kay Nabi kay hukam say unsay bolna milna julna band kar dya tha.

Just mean to say, dosti unsay jin say dosti Allah ko passand hai. Even in Ayaat main maan baap behan bhai say dosti na rakhnay ka hukam hain agar wo kufr ko passand karain, tu baki non muslims say dosti tu door ki baat hai.

Posted on 2/21/2005 12:18:45 AM