Logo

~juda ker dai ~

Majal hai koi tujh sai muje juda ker dai
jahan bhi jaye ga tu main tujhe sada doon gi

teri gali mein bohat dair sai kadi hoon magar
kisi nai pooch lya tu jawab kya doon gi

meri khamosh nighaoon ko chashm-e-num sai na daikh
main ru pada tu diloon k tabaq hila doon gi

yonhi udas raha main tu daikhna ik din
tamam shehar mein wiranayan bicha doon gi

woh dard hi na raha werna aaye mat-e-DIL
mujhe guman bhi na tha main tujhe bhola doon gi

Abhi tu raat hai kuch dair su lo S0bia
koi bulaye ga tu main tujhe jaga doon gi

Posted on 3/3/2005 1:40:26 PM

wow

Posted on 3/3/2005 10:52:19 PM

Kaash tune bhi mujh ko chaha hota
Auron ki tarhan apna mujh ko kaha hota


Miane tujh ko chaha tujh ko hi socha
Kaash tune bhi meri tarhan socha hota


Sochti hoon tujh ko bhool jaoon main
Kaash yeh hunar bhi mujh ko aaya hota


Ek doosre ke beghair na jee sakte
Kaash humara bhi koi aisa talluq hota

Posted on 3/4/2005 5:38:03 PM