Wallpapers
Aircrafts
All Categories
Animals
Bollywood
Cars
Cartoons
Couples
Digital Art
Funny
Games
Hollywood
Kids
Landscapes
Lollywood
Misc
Models
Movies
Personals
Poetic
Ships
Special
Sports
Wallpapers
Gallery
Bollywood
Hollywood
International
Lollywood
Sports
Forum
Introductions
Freedom of Speech
Religion
Songs and Lyrics Talk
Professions / Education
Poetry Cafe (URDU)
Sentiments
Rendezvous (aka Request, service center, Help Desk)
Teen Talk
Idiotic Topics (Trash Bin)
Poetry Cafe (English)
JB SOCIAL CLUB
Love and Romance
Serious Corner
Road Trips / OffRoad / Vacations
Sports Talk
Bollywood
Trash Bin
ForeignWood
Cool/ Classic/ Amazing/ Artistic Pictures
Gaming Zone
Funny Phix!/JOKES/Topics Box
Lollywood
JB IT Solutions
Advertisment
Login / Signup
Home
Poetry Cafe (URDU)
~Shaoor-e-Gham~
Reply
~Shaoor-e-Gham~
nice_roni
tasawwur main teray woh roshni maloom hoti hai
jahan tak dekhta hoon zindagi maloom hoti hai
shararay husn-e-aalam soz kay bujh bhi chukay lakin
meri ankhon main abtak ek nami maloom hoti hai
gham-e-furqat na ho kyon dolat-e-konain say behter
kay is gham mein mujhy inki khushi maloom hoti hai
qamar yeh inki qismat jo mohabbat mein fana dekhein
mujhy to zindagi hi zindagi maloom hoti hai
ROAHIL
Posted on 3/11/2005 4:34:30 PM
nice_roni
Shama say khoon chalakany laga parwanay ka
akhri baab hai shayad yehi afsanay ka
rabt qayam hi raha ishq kay afsanay ka
shama nay bujh kay bharam rakh lia parwanay ka
ek goshay main zamanay ko liyay betha hooon
tum bhi dekho kabhi alam meray veeranay ka.
woh meray haal per takleef-e-tabassum to karein
khud hi mafhoom badal jayega afsanay ka.
ROHAIL
Posted on 3/11/2005 4:35:32 PM
nice_roni
ek sholay main haqeeqat bhi hai afsana bhi
shama kay raaz ko samjha nahin parwana bhi
agayay ishq main andaz-e-hareefana bhi
ab unhein dekh kay hasnay laga deewana bhi
itna bezar na ho apnay shikasta dil say
kaam ajata hai toota hua paimana bhi
aap jab tak nigah-e-naz ko zehmat deingay
khatum hojayay ga jab tak mera afsana bhi
ROHAIL
Posted on 3/11/2005 4:35:56 PM
nice_roni
aser hai kuch unpay bhi dard kay fasanay ka
badalta jata hai andaz muskuranay ka
kahan hum or kahan tark arzoo aey dost
yeh ek bahana tha teray qareeb anay ka
chala hoon inki taraf shoq-o-arzoo lay kar
phir ehtamam kia hai shikast khanay ka
wafa kay naam ko jitna bhi humnay aam kia
mizaj or bigarta gaya zamanay ka
bus ab fareb-e-tasalli na dey mujhy sayyad
meri nazar main hai anjam aashiyanay ka
jo zindagi hai usay zindagi banana hai
qafas main beth kar kya zikar aashiyanay ka
nigah-e-naz ka mamnoon kyon na hoon main Qamar
shaoor agaya mujh ko fareb khanay ka
ROHAIL
Posted on 3/11/2005 4:50:02 PM
Fairl_Girl
Posted on 3/11/2005 10:46:08 PM
paki_fan
Posted on 3/12/2005 2:32:24 AM
Reply
1