~ CHand mein Daag hai

10274 views 181 replies
Reply to Topic
~Fragi~

Age: 43
Total Posts: 64603
Points: 0

Location:
Neutral Zone,
yeh jantey hain hum laikin raat bhar dekhey bina us ko raha nahi jata
Posted 20 Mar 2005

haan chand lover


tum un logon main se ho jo raat bhar chand ko dekh kar rote hain hi _____
Posted 29 Mar 2005

mzaid says
haan yaar i am a chand lover lakin roota nehin hoon is ke birghtness sai inspiration leta hoon
Posted 29 Mar 2005

kia aap ko chand main mehboob ki shakal nazar aateee hay
Posted 29 Mar 2005

mzaid says
arey kau chand ko mahboob miyan sai milatey hoon...mahboob sahab kee bohot baree beard

mughay chand main mahboob nehin........husun nazar ata hai....that can only be felt.
Posted 29 Mar 2005

lagta hay bhai aap koi bahut bare nakam aashiq ho kyun saheeekaha main ne.yaa aap ki mehboba aap kay bahut durr hay
Posted 31 Mar 2005

mzaid says
Sub bata dou kia.
Posted 01 Apr 2005

mere sath aasman bhi ro raha ahay
Posted 01 Apr 2005

mzaid says
aasma ko rolane ke zororat nehin hai mare mera pass bheeg do .... mughay rotay ko bahlana ata hai,
Posted 01 Apr 2005

Posted 01 Apr 2005

~Fragi~ says
SALL said:

chand mei dog hai
yeh kab hua




oh ho apko sahi sey perhna kab aye ga ?
Posted 02 Apr 2005

chand pal bijli nahin
Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ says
bus koi samjhey zara
Posted 02 Apr 2005

toi ton ?

Chaand main daagh hay to safai tal laitay hain na wahan ti
Posted 02 Apr 2005

sall masee ko bhej dete hain
Posted 02 Apr 2005

hum dumm says
no doubt chand mein daag hai lakin woh sub ki raatoon ko roshan ker deta hai,aur yeh khoobi us kay daag ko chupa leti hai.
Posted 02 Apr 2005

mzaid says
hum dumm said:

no doubt chand mein daag hai lakin woh sub ki raatoon ko roshan ker deta hai,aur yeh khoobi us kay daag ko chupa leti hai.




wah ustaad kia baat kare hai.
Posted 02 Apr 2005

joker says
u r right
mzaid said:

hum dumm said:

no doubt chand mein daag hai lakin woh sub ki raatoon ko roshan ker deta hai,aur yeh khoobi us kay daag ko chupa leti hai.




wah ustaad kia baat kare hai.
Posted 02 Apr 2005

sare chanf lovers JB par aa gaye hain
Posted 02 Apr 2005

joker says
mujy to chand ki rukhsni say piyar haiii na kay chand say
TeenTracker said:

sare chanf lovers JB par aa gaye hain

Posted 02 Apr 2005

mzaid says
heart__hacker said:

mujy to chand ki rukhsni say piyar haiii na kay chand say

TeenTracker said:

sare chanf lovers JB par aa gaye hain



accha ! yaar TT zara HH ko ek TubeLight gift kar dena...issay bhe woh he same roshni nikalte hai
Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ says
Balich said:

toi ton ?

Chaand main daagh hay to safai tal laitay hain na wahan ti




aisa brilliant idea sirf tum ko hee asakta hai
Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ says
hum dumm said:

no doubt chand mein daag hai lakin woh sub ki raatoon ko roshan ker deta hai,aur yeh khoobi us kay daag ko chupa leti hai.



xactly .. but we only point out the drawbaks
Posted 02 Apr 2005

Badal says
tu drawforwards bhi point karain na
Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ said:

Balich said:

toi ton ?

Chaand main daagh hay to safai tal laitay hain na wahan ti




aisa brilliant idea sirf tum ko hee asakta hai


brilliant hay to phil hamala nahin ho sat.ta
Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ says
arey tanz mein kaha tha
Posted 02 Apr 2005

tanz tha

phil thet hay

Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ says
haan na .. mein konsa sachi mein tumahri tareeef karoon ga
Posted 02 Apr 2005

talni bi nahin chahiyay

aap ta time zaya ho da fajool main
Posted 02 Apr 2005

~Fragi~ says
oh ho .. kiya kehney
Posted 02 Apr 2005

tuch bi tahna manna hay   
Posted 02 Apr 2005

Reply to Topic