Logo

.. errrrrghhhhhhhhhh ..



mujhe koi batae
me kyaaaaaaaa karruuuuuuuuuuu

Posted on 3/24/2005 7:44:27 PM

its soo borriinnnnnnnnnngggggggggggggggggggg..

Posted on 3/24/2005 7:44:50 PM

AAAAAaaaaaaaaaaaaaAAAAaaaaaaaaa..
ouhhooooo ouhoooooooooo uhohoooooooo


Posted on 3/24/2005 7:45:08 PM

mera dil karta hai
khaaaa jau kissiii koooooooo

Posted on 3/24/2005 7:45:31 PM

gham e zindagi k
andheron hum ne
chirag e mohabbat
jalae bujhaae





woh jab yaad aaae
bohot yaad aaae

Posted on 3/24/2005 7:46:24 PM

yech ham to bi chotiyan hain and time guzarta hi nahin

and boriyat hi boriyat

toi mod hi bana day aad

Posted on 3/24/2005 7:53:32 PM

mujhe koi mod na banae aaj
coz me sab ko block kar du gi

Posted on 3/24/2005 8:00:48 PM

lolz

main thud to block tal don di

Posted on 3/24/2005 8:01:52 PM

yeh to koi baat hi nahi hui
phir to itna time bhi nahi guzre ga

Posted on 3/24/2005 8:03:28 PM

maae riiiiiii
me kaase kahu
apne jiya kiiii

Posted on 3/24/2005 8:04:33 PM

jah to socha hi nahin



raat bi titni duul hay

Posted on 3/24/2005 8:06:03 PM

to bataaae na koiiiiii
hum kya karein
warna hum khitki se bahir jump kar dein ge


Posted on 3/24/2005 8:07:51 PM

ham to da lahay hain abhi

phil miltay hain boriyat tay baad    

ta taaaaaaa

Posted on 3/24/2005 8:11:04 PM

okk


seeee ya
hum abhi aur bore hote hein

Posted on 3/24/2005 8:14:52 PM

bilbatori patlu online hai

agay..app khud samjh jao

Posted on 3/24/2005 8:19:18 PM

kab baat ki hum nay

hum tou bilbatori say baat kar rahay thay

Posted on 3/24/2005 8:21:52 PM

dil nahi kar raha kaju



patlu ho online k katlu
hum ne nahi baat karni kissi se

ho jao khush saru

Posted on 3/24/2005 8:26:08 PM

heinnnnnn

itni khamoshi
khatra or bhi bhard gaya hai

akhir ko..taufan say pehlay khamoshi he hoti hai

Posted on 3/24/2005 8:28:31 PM

seeene mei jalan
aankhon mei toofan sa kyun hai
iss shehr mei harr shaks
pareshan sa kyun hai


Posted on 3/24/2005 8:30:56 PM

hum tou pareshan nahin hein

hamari tou hansi he nahin ruk rahi..patlu gussa jo hai hum per

Posted on 3/24/2005 8:32:55 PM

hum pe to woh hamesha hi gussa rehta hai
par abhi shayd nahi hai
iss liye hansi nahi a rahi






Posted on 3/24/2005 8:34:28 PM

lagta nahi hai jii mera
ujre dayaar mei
kiss ki bani hai
aalam e na payedaar mei


Posted on 3/24/2005 8:35:32 PM

har gham ,dhukh dard ki dawa hum rukhtay hain
milay koi akelay mai ye eradaa hum rukhtay hain
ghalaat mut samaj ayee nadaan insaan hameen
baton kay buray hai magar,aankhoon main hayaa rukhtay hain

Posted on 3/24/2005 8:36:02 PM

sher zara wazan sei ghir geya hai.........magar woe kya khoob farmayaa geye hain apnay freedy maharaj

Tareef apni ka taleeb nahi hoon mai
sher kehta hoon shaier nahi hoon mai
dhoontay hain meray sheroon mai wazan
ko enn ko batlayeee ghalib nahi hoon mai

Posted on 3/24/2005 8:38:21 PM

faradiya:
har gham ,dhukh dard ki dawa hum rukhtay hain
milay koi akelay mai ye eradaa hum rukhtay hain
ghalaat mut samaj ayee nadaan insaan hameen
baton kay buray hai magar,aankhoon main hayaa rukhtay hain

adaab arz hai
freddy sahab iss sab k saath apne thele pe kino bhi rakhte hein









par abhi mujhe hansi nahi aa rahi
AAAAAaaaaaaaaaaaaa....
me kya karuuuuu
mujhe kya hua haiiii

Posted on 3/24/2005 8:39:28 PM

liar
chori k sher suna rahe ho
woh bhi apne naam se

Posted on 3/24/2005 8:40:55 PM

saruuu,,
tum to saru aur patlu hone k saath saath
jahilu bhi ho



AAAAAAAAAaaaaaaaaaaaaaaaaaaa..
ouhhaaaaaaaaaaaa.....

Posted on 3/24/2005 8:41:56 PM

kaun kah se gira hai yeh hum aap ko phir kabhi bata'ain ge





mera meeeeeeennnnuuuu aa gayyyaaaaaaaa
muuuaaaahhhhhhhhh !!!
hum chale

Posted on 3/24/2005 8:44:16 PM

app kay leye nuskha teyaar keya hai.........
2 chamach Falfal Seah,aik paoo kalmi shoora,2 kiloo kand sofeed,heera haeeng ore loota saji.....een ka majoon bana kay suba shaam kharay pani kay sath leya jayee...inshallah afakaa ho ga..

app nein kya farmayaa khan sahib ?

Posted on 3/24/2005 8:44:45 PM

abay oyee........mera zaati sher hai........baadzook insaan...........ja kay 2 nafal parhoo kay tum meray samnay nai ho.......................huh!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Posted on 3/24/2005 8:47:20 PM

freddy putar
hum thora se depress the,,,
marna nahi hai jo aap k nuskhon pe amal karein

Posted on 3/25/2005 12:09:43 AM