is forum main senti ments ka maqsad hai k hum aik doosaray ki khushi aur dukh share ker sakain kamiyabion per mubarik day sakain ,,,,,,,salgirah mana sakain.........koi bhi tehwar bant sakain..........
sall tumhain is ki importance per koi shaq hai kya????
ager yeh khayal is liye aaya k wahan sirf ziada ter posts ki mubarik k topics hotay hain to dear kya karain.........eid sall main do baar........new year aik baar kissi ki bhi b day aik baar hi aati hai............
haan jahn tak posts k hazaar honay ki baat hai to meray jaisay logon k liye yeh tehwaar sall main do baar aur adii jaisay logon k liye haftay main teen baar aata hai
itni defination kaafi hai