Logo

mehfil shiry ki

arielblue


salam evry body hows all
its a new user jamii

weel i am crazy abt poetry so i am trying to make a new topic here

and i am submiting some poetry by
saghar siddique

if u wana rep[ly me than u have to submit
saghars p[oetry as well

ok thanks

     YEH JO DEEWANAY SAY DO CHAR
    
   yeh jo deewanay say do char nazar atay hain
in main kuch sahibe asrar nazar atay hain

   teri mehfil ka bharam rajkhtay hain so jatay hain
   warna yeh loug to baidaar nazar atay hain
mere daman main shararon k siwa kuch bhi nahi
aap phhoolon k kharisar nazar atay hain

dooor tak koi sitara hai na koi jugnu
marg_e_ummeedk aasar nazar atay hain
kal jinhain chhooo nahi sakti thi farishton ki nazar
aaj woh ronaqe bazar nazar atay hain

hasher main koun gawahi meri dega ssaghar
yahan sab tere taraf dar nazar atay hain
yeh jo deeanay say do char nazar atay hain
in main kuch sahibe asrar nazar atay hain


ok friends its from me to all of u now i am waiting for u ppl wat r u gona send me
waiting for ur replys
      jamii

Posted on 5/12/2005 1:26:34 AM

Hum sa dosti karana chata hain who
to dosti ka pegham laya hain
ajj kasi ko bhaga nahi hai unhon na
who khud ayain hain
shayairana meezaj main
who hamara dil jitna aya hain
Yadoon ko hum sa dor kar ka
who hamara dil main basnaya aya hain
Hamara dil ka har qona main
who apni dosti ki jagah bana aya hain
Kia baat hai un ki
ka phoolon main jasa apni kushboo laya hain
aur hum bhi ajj
un ka dost bana aya hain
I also love poetry alot

Posted on 5/13/2005 6:36:49 AM

woow very nice ji

Posted on 5/13/2005 10:48:48 AM

thankzzz

Posted on 5/14/2005 1:24:00 AM


Posted on 5/14/2005 7:47:28 AM


Posted on 5/23/2005 11:58:41 AM


Posted on 5/23/2005 1:12:06 PM