Pick A Word Sing A Song!

74055 views 2187 replies
Reply to Topic
HrithikZgirl

Age: 124
Total Posts: 6862
Points: 0

Location:
United States, United States
It Is Very Simple Just Like The Title!

A Person Sings (Types) A Song And The Next Person Has To Choose A Word From That Song and Sing Another Song With That Wors In It...

Example:
First Person
Suraj Hua Maddham
Chand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Hai
Kyu Pigal Ne Laga!

Second Person
Saathiyaaaaa
Hmmm Hmmmmmm
Saathiyaaaaa
Hmmm Hmmmmmm
Maddham Maddham Teri Gili Hasi
Saathiyaaaaa
Hmmm Hmmmmmm
Saathiyaaaaa
Hmmm Hmmmmmm
Sunke Humne Sari Pili Hasi

And Then Go On!
Posted 14 May 2005

snowcheety says
BHIGI BHIGI RAATON MAI
PHIR TUM AAO NA

AISI BARSATON MAI
AAO NA
Posted 04 Jun 2005

Tum the ke thi koyi ujli kiran
Tum the ya koyi kali muskaayi thi
Tum the ya tha sapnon ka tha saawan
Tum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi
Tum the ke tha koyi phool khila
Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan
Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Posted 04 Jun 2005

snowcheety says
TUM DOUR THY

TO KIYA HUA

TUM MIL GAYE

TO KIYA HUA

WERANIYAN KAM NA HUEIN

TANHA THA MAI

TANHA RAHA
Posted 04 Jun 2005

Bazigaar says
tum se mil ke dil ka hae jo haal kiya kahen
ho gya hae kesa ye kamal kiya kahen
Posted 04 Jun 2005

dil maangta hai
dil dil dil maangta hai
dil maangta hai dildaar soniye
tu aaja soniye
Posted 04 Jun 2005

snowcheety says
Dil dil dil
Yeh dil
dewanaaaaa
hai ye dil

dewany ne

mujhko b

ker dalaaaaaa

dewana

maine uskey sheher ko chora
uski gali mai dil ko tora
phir b seeny mai dharakta hai ye dil

maine dil se usey bhulaya
jo na karna tha kar dala
phir b yaad ussi ko kerta hai ye dil

Posted 04 Jun 2005

humko humise churaalo,
dil mein kahin tum chupa lo,
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo...
Posted 05 Jun 2005

guest. says
hum hein iss pal yahan!
janay kal hon kahan!

hum milien na milien!
hum rahein na rahein


rahay gi sada yahannnnnnnn
piyar ki yeh dastaaannnn

sunay gay jisay sada jisay
yeh zameen aasmaan!
Posted 05 Jun 2005

soniya tu dil se mila le dil
just chill chill just chill
beriya tu dil se mila le dil
just chill chill just chill
hum bhi tere aashiq hai kabhi tu hum se bhi aa ke mil
just chill chill just chill
Posted 06 Jun 2005

snowcheety says
ley jayein gey
ley jayein gey
Dilwaly dulhaniya ley jayein gey
Posted 06 Jun 2005

sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja
aakar mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa
Posted 06 Jun 2005

snowcheety says
MEHENDI KI RAAT I
MEHENDI KI RAAT
DEKHY KOI PYARI DULHAN K HATH
Posted 06 Jun 2005

Khvaabon, Khayaalon, Khavaahishon ko chehraa milaa
mere hone kaa matlab milaa
koi mil gayaa
Posted 06 Jun 2005

Mere nainan sawan bhadon
phir bhi mera mann piyaasa
Posted 08 Jun 2005

Bazigaar says
piyasa konyen ke pas ata hae mae hoon mohabbat ka piyasa
mae bhi apne dil ke piyas bujhanay aya hoon
agay teri marzi...dil de ya dil toor de...
Posted 11 Jun 2005

Hawa Kahe Rahi Hai Gata Kahe Rahi Hai
Haseen Ye Nazara Hai
Dil Hi Yeh Samjhega Dil Hi Ye Jaanega
Dil Ka Ishara Hai
Mohabbat Ne Mohabbat Ko Mohabbat Se Pukara Hai
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
mera dil jis dil pe fida hae
ek dilruba hae ek dilruba hae
Posted 11 Jun 2005

Maine jisko chaaha mil gaya
Chain jab se aaya dil gaya
Dekhke tumhaari yeh ada
Jaaneman hui main to fida
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
dewana tera hai
kasam yehee khai
tere kadmoon mae jhoomti baharain bicha doon ga
jo tu mil jae
ghazab ho jae
teri duniya mae khushiyoon ke melaay laga doon ga
Posted 11 Jun 2005

wow....i love that song

tere naam hum ne kiya hai jeevan aapna sara sanam
pyaar bahoot karte hai tumse, ishq hai tu hamaara sanam

Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
HrithikZgirl said:

wow....i love that song

tere naam hum ne kiya hai jeevan aapna sara sanam
pyaar bahoot karte hai tumse, ishq hai tu hamaara sanam



too late chic, i;m engaged now
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
mae agar samnay a bhi jaya karoon
lazmi hai ke tum mujh se parda karo
apni shadi ke din ab nahi door hian
mae bhi tarpa karoon tum bhi tarpa karo
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar said:

too late chic, i;m engaged now



waise bhi aapse kis ne kaha?
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
HrithikZgirl said:

Bazigaar said:

too late chic, i;m engaged now



waise bhi aapse kis ne kaha?


abhi jhoot to na bolo

zid yehee hae
tu meri hae
aarzo ye aakhri hae
hae bara mushkil meri teacher tujh ko samjhana
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar said:

mae agar samnay a bhi jaya karoon
lazmi hai ke tum mujh se parda karo
apni shadi ke din ab nahi door hian
mae bhi tarpa karoon tum bhi tarpa karo




Tum Se Mujhe Pyar Kyon Ho Gaya
Tum Na Mile Aur Maine Kho Gaya
Tum Mere Khwaabon Se Jaa Na Sake
Tum Meri Baahon Mein Aa Na Sake

Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
app es dil ko dukhatay hian kiyoon?
door yun katra ke jatay hian kiyoon?
kuch kami hum mae jo ho to bata den
hum to khud ko bhi badal ke dikha den
baat jo bhi apki hae
sar jhuka ke..mana le hae
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar said:


abhi jhoot to na bolo

zid yehee hae
tu meri hae
aarzo ye aakhri hae
hae bara mushkil meri teacher tujh ko samjhana



oye, teach ko jhooti keh rahe ho?

aur yeh kya? teacher ke liye gana gaa rahe ho?
ek to test mein pehle se -10 ho chuke hai
aab -20 bhi jaldi ho jaayenge
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
HrithikZgirl said:


oye, teach ko jhooti keh rahe ho?

aur yeh kya? teacher ke liye gana gaa rahe ho?
ek to test mein pehle se -10 ho chuke hai
aab -20 bhi jaldi ho jaayenge



kya na teacher...u;r so not mantic j/k...i am sleepy remember...time to go to bed duhh
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar said:

app es dil ko dukhatay hian kiyoon?
door yun katra ke jatay hian kiyoon?
kuch kami hum mae jo ho to bata den
hum to khud ko bhi badal ke dikha den
baat jo bhi apki hae
sar jhuka ke..mana le hae




Jo Bhi Kasmein Khaayi Thi Humne
Vaada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeevan Mein Laaya Tha Mere Savera
Kya Tumhe Yaad Hai
Posted 11 Jun 2005

A dil laaya hai bahar
apnon ka piyaar kya kehna
Posted 11 Jun 2005

Reply to Topic