Logo

Chk it

kuch khud bhi thye afsorda se
kuch tum bhi ham se rooth gaye
kkuch khud bhi zakhm k aadi thye
kuch shishye hath se choot gaye
kuch khud bhi the hasas bahut
kuch apnye muqadar root gaye
kuch khud itne muhtat na thye
kuch log bhi hum ko loot gaye


Posted on 5/23/2005 1:24:14 PM

wah wah...

she hides sonay ka dil
and tries to hide ansoo
manshallah

Posted on 5/23/2005 2:02:32 PM

hmmmm

anokhi baat hai na

Posted on 5/23/2005 11:15:29 PM

bat ka kya hae...wo to anokhi hoti he rehti hain

Posted on 5/24/2005 12:44:40 AM

hmmmmmmmmmmmm

Posted on 5/24/2005 1:05:45 AM


Posted on 5/24/2005 1:08:49 AM

FG jeee wat abt ur poetry ?

Posted on 5/24/2005 1:12:05 AM

hmm nice

Posted on 5/24/2005 2:00:30 AM

chalo kal hum apni poetry kerain gae

Posted on 5/24/2005 6:54:04 AM

nahi plz bechon per rahen karo bazi

Posted on 5/24/2005 10:51:51 PM

acha chalo...phir nahi kertay hain post apnio poetry

Posted on 5/25/2005 2:55:36 AM

are nahhi dear karo main zarore read karo gi

Posted on 5/26/2005 2:30:06 AM

nahi nahi it;s alrite...ab rehnay do bas

Posted on 5/26/2005 7:28:23 AM

karo yar post ager nahi ki na phir dekhna
jaldi karoo ill wait

Posted on 5/26/2005 2:36:27 PM

Zindagi k is lamhay,
Main bethi sooch rahe hoon,
ke mujhe tum se kitni Mohabat hai,
shayad iska andaza kerna,
Namumkin hai meray liye,
Mohabat ki koi inteeha nahei hoti,
isay bayaaN kerne ki koi zabaaN nahei hoti,
sirf itna jan lo JanaaN,
jitay taray asmaaN main hain,
jitnay phool zameeN per hain,
meray dil ke nihaaN khanoon main,
itnay hi Deep jalay hain,
Jo Tumharay naam ke hain,
Suno Humsafar!
Zindagi ke kisi lamhay main,
mujh se juda tum maat hona,
Lamha_e _Qayamat hoga wo meray leye,
KE TUMBIN ZINDAGI SE MAUT ACHI HAI..........




HAMSAFAR TUMHARAY LEYE...........

Meri zindagi ke sathi,
chaloo tumko batatay hain,
ke humeen Tum se kitni mohabat hai,
jitni chandni ko hai chand se,
Jitni khushbu ko hai phool se,
Jitni rastay ko hai dhool se,
Jitni shamma ko hai parwane se,
Jitni deewani ko dewaane se,
Jitni sharaabi ko mae_kada se,
jinti durwaesh ko dargah se,
jitni banday ko hai KHUDA se,
Meri zindagi main KHUDA ke baad ho tum,
her pal ,her jagah,her ghari, YAAD ho tum,
meri zeesth ka hasil ho tum,
meri zaat main shamil ho tum,
Tum hi roop,Tum hi darpan,
Tum hi jeewan ka sundarpan,
Tum hi jeenay ka sahara ho,
Tum hi sahil ka kinara ho,
Tum hi chahat ka asmaaN,
Tum hi zakhmooN ka darmaaN,
Tum hi Rooh ka karwaaN,
Tum hi se hai zindagi DarakhshaaN,
Tum hi is dil ki dharkan ho,
Tum hi jeenay ka kaaran ho,
Tum hi dhoop,Tum hi chaaoon,
Tumhray Bin main reh na paaoon,
Tum hi ratjagoon ka hasil ho,
Tum hi raastoon ki manzil ho,
Tum hi ho meri Raahguzar,
Tum hi Mehboob,Tum hi Hamsafar......




Posted on 5/26/2005 2:37:59 PM

cutefriend:
karo yar post ager nahi ki na phir dekhna
jaldi karoo ill wait


hain? dhamki?

acha yaar..sochta hoon k keroon k na keroon

Posted on 5/27/2005 8:46:18 AM

sochna nahi jaldi se posting karoo

Posted on 5/27/2005 11:26:26 AM

nahi na yaar...sochna paray ga

Posted on 5/28/2005 12:25:42 PM

itna nahin sochtey bazi

Posted on 5/29/2005 12:05:10 AM

very nice CF
especially "zindagu ke lamhey" wali

Posted on 5/29/2005 12:05:49 AM

thx jeeee


and baziii yeh kaaam na karoo jaldi jaldi potin karo poetry

Posted on 5/29/2005 2:26:44 AM

I have two angels that follow me
wherever I may go,
one of them is quick to write,
the other one is slow.
The one who is quick to write
is when I'm being good
the other doesn't like to write
even when he should!
The one who doesn't like to write
is when I'm being bad
he wants to hear me say "I'm sorry,"
to my mum and dad.
And when I say "I'm sorry Allah,
I won't do that again,"
he rubs away the bad deed
marked against my name.

The one who is quick to write,
writes the good I try to do,
even, when it doesn't work out just right
he writes that one down too,
so when I get to Paradise
waiting there for me
will be lots of lovely presents -
oh, how happy I will be!


Posted on 5/30/2005 2:44:07 AM


Posted on 5/31/2005 11:19:27 PM



MAIN HOOSH MAIN NAHIN THA

Main hoosh mein tha tu os peh mar gaya kaisay?
Yeh zehar mere lahoo mein utar gaya kaisay?
Kuch os ke DiL mein lagwat zaror thi warna,


Woh mera haath daba kar guzar gaya kaisay?
Zaror os ki tawajah ki rahbari ho gi,


Nashay mein tha tu main apne hi ghar gaya kaisay?Jissay bhulaaye kayi saal ho gaye *Fida*


Main aaj os ki gali say guzar gaya kaisay?
Main hosh mein tha tu os peh mar gaya kaisay

Posted on 5/31/2005 11:20:09 PM

really main hosh main nahi tha FG

Posted on 6/1/2005 3:13:16 AM

tum hotay kab ho lol

Posted on 6/2/2005 1:29:19 AM

Fairl_Girl:
tum hotay kab ho lol




ab yeh to nahi batasakta na yahan

Posted on 6/2/2005 3:26:16 AM


Posted on 6/2/2005 3:28:37 AM

acha yaar kal post keroon ga

Posted on 6/2/2005 4:16:18 AM

oye hoye hoye hoye..ehsaas...wah wah...manshallah

Posted on 6/2/2005 4:16:31 AM

very good cf

Posted on 6/2/2005 11:43:00 PM