Logo

~~~Nusrat Fateh Ali Khan"sBest~~~

Phiroon Dhoundta Maikada Tuba Tubaa
Mujahy aaj Kal Itni Fursat nahi haiii
-----------------------------------------
AaAa Aaaaaaaaa aAaaaaa Aa   aAa
-------------------------------------------
Salamat Rahay Tairee Ankhoon ki Mastiii
Mujhay Mehkashi ki Zaroorat nahi haiii
------------------------------------------
sALAMAT rahain ooo Saki Tairee Ankhainnn
Salamat Rahainn
------------------------------------------
Na gharay Mujhay Haram say naa khayal-e-Maikada haMairee Zindagi hai Tum say Mujhay Tum say Wasta haii
------------------------------------------------
sAlamat rahain Ooo Saki Tairee Ankhain
-------------------------------------------------
Saroor Cheez ki Miqdaar per nahi Makooq
Yeh Muskurati hoi cheez muskuraa kar PIlaa
Sharab Ka Mahak Sakii Nazar Mila Kar Pilaa
-----------------------------------------------
OoooooOOOO sAKIII taireee Ankhainnnnn
Salamat rahain oo Saki tairee Ankhainnn
---------------------------------------------
Jam Per jam peenay say kia faidaaa ooo Jam Per Jammm
Subho tak yeh to sari Utar jai gee
Tairee nazroon say pi hai Khuda ki Kasam
Umer sari Nashay main Ghuzar jai gee
=------------------------------------------
Yeh Tarq-e-Taluk ka kia tazqara haii
Tumharay Siqa koi apna nahi haiii
Agar tum kahoo to main Khud ko Bhula loon
Tumhain Bhool janay ki Taqat nahi haiii
---------------------------------------------
Har ik Moor per ik NaI baat chai
Rahi dil ki dil mainn Zuban tak naa aai
Yeh hain kuch aisay Karam Doostoo
Kay Ab Dushmanoon ki Zaroorat nahi haiii
----------------------------------------------
Kay hazaroon tamanaain hoty hain dil mainnnn
Hamari to baad ik Tammana Yehi haiiiii
Mujhay ik Dafa apna keh kay Pukarooo
bAS IS KAY SIQAA KOI hASrat nahi hAiiIIIIIIIIIIIII
-------------------------------------------------Phiroon Dhoundta Mehkada Tubaa Tubaaa



Hoping For Some ReSponce for thiss

Posted on 5/28/2005 3:17:45 PM

gud



Posted on 5/29/2005 2:59:03 AM

Yeh jo halka halka Saroora hai Yeh Tairee nazar ka Kasoor haii
----------------------------------------------
Yeh kay Sharab Peena Seekha diaaa
Yeh tairay pyar nay Tairee Cha nayyy
Tairee Bheki Bheki Bigah nay
Mujhay Ik Sharabi bana diaaa
--------------------------------------------------
oooooooo Sharab kaisee Khumaar kaisaa
YEH SAB tUMHARI nAWASISHAIN HAINN
Kay pilai kay is qadar kay tu nay
Mujh ko apni khabaar nahi haiii
---------------------------------------------------
Tairee Bheki Nigah nay Mujhay Aik Sharabi bana diaa
--------------------------------------------------
Sara Jahan Mast Kahan Kalii Raat mastt
Mast Sham Mast Raat Mast Sham Mastt
Mast Sheesha Kahoo Mast Jam Mast
Hai jo tairee Chasham e Mast Har Khas o Aam mastt
Bolo sakiii Haar tarah ki Tairay mekhanay main hainn
Who b Thoori Who b Thoori si Jo in Ankhoon kay paimanay main haii
Sab SAMAJTA hoon tairee nazar Aay Sakii
Kam karti hai nazar...naam hai paimanay kaaa
-------------------------------------------
Tairee Bheki VBheki Nigah nayy Mujahy ik sharabi bana diaa
-------------------------------------------------------
Mairay baad kis ko satao gayy
Dil jaloon say Dil lagi achi nahii
Roonay waloon say Hansi Achi nahiii
Dil lagi hi dil lagi main dil gayaaaa
Dil laganay ka Nateeja mil gaya
Main Kay Roota hoon Kay maira Dil laga
Tum kyun hanstay hoo Tumhain kia mil gaya
--------------------------------------------
Mairay baad kis ko satao gayy
----------------------------------------------
Mujhay kis tarah say mitao gay
kahan ja kay Teer chalao gay
Mairee doosti ki balain looo
Mujhay haath Utta kay Duaan doo
Tumhain aik Qatil bana diiaa
Mujhay deekho khuaaishay Jan e Jan
main wohi hoon anwar e neem jan
tumhain itna hoosh tha jab kahan
na chalao is tarah tum zuban
Karoo maira Shukria Meharbaan
Tumhain Baat karna seekha diaa
----------------------------------------
Yeh jo halka halka Saroora hai Yeh tairee nazar ka karoos haiii......Mujhay Sharab Peena seekha diaa

Posted on 5/29/2005 11:15:30 AM

Mujhay nahi lagta kay Nusrat Was A singer Or Qawal Or Anything ...Kyun kay yahan To ussay Koi Pasand hi nahi kartaa

Posted on 5/30/2005 4:25:04 PM

Sorry Nusrat Unclee

Posted on 5/30/2005 4:37:17 PM

YaaR He Was a QaWAl, HiS QaWAlIS ARe tHe bESt

Posted on 5/30/2005 7:26:12 PM

^yup

Posted on 5/31/2005 10:57:51 PM

saaya bhi sath jab chhhor jaye esi hai tanhai
rona chahon toe ansoo na aaye esi hai tanhai

Posted on 6/1/2005 8:11:53 PM

Shrartii:
Mujhay nahi lagta kay Nusrat Was A singer Or Qawal Or Anything ...Kyun kay yahan To ussay Koi Pasand hi nahi kartaa


i doooooooooooooo



Posted on 6/1/2005 11:41:18 PM

hamaray bhaiya tay pas un ti sabhi qawalian and songs hain

and my fav are:

waichay to sari hi but spec...

tum ik gorak dhanda ho


khanjar hain teri aankhain
talwaar ter aankhain
zinda na rahnay dain gien
ah yaar teri aankhain


saanson ki mala pay


kisay da yaar na wichrhay

and many moreee

Posted on 6/1/2005 11:45:52 PM

Yaar fir jaisay who qawal thay waisa us kay baray main koi Responce nahi aaya Main nay soocha tha kay Nusrat Sahib kay songs and Qawalis to har kissi kay paas hoon ge Our sab hi us ko suntay haiun hoon gay lakin sari jb Fmily main say sirf kuch loog hi un ko pasand kartay hain....i think

Posted on 6/8/2005 3:43:48 PM

sab ti apni apni pasand hoti hay na

Posted on 6/10/2005 7:39:12 PM

Shrartii:
Yaar fir jaisay who qawal thay waisa us kay baray main koi Responce nahi aaya Main nay soocha tha kay Nusrat Sahib kay songs and Qawalis to har kissi kay paas hoon ge Our sab hi us ko suntay haiun hoon gay lakin sari jb Fmily main say sirf kuch loog hi un ko pasand kartay hain....i think



janab apun bhi pasand kerta hai


fiker not

Posted on 6/15/2005 1:22:52 AM

halk halka suroor
gham hai ya khushi hai tu
sweet pain
tu mera dil
Tauba
gorakh dhanda
....................

and all the rest

Posted on 6/19/2005 12:57:05 PM

well u guyz missed the master peice jus listen to his best qawali i.e TUMHEN DILLAGI BHOOL JANI PAREGI
                MOHABBAT KI RAHOON MEIN AKAR TU DEKHO

this is one of my all time favt.

Posted on 6/19/2005 11:38:01 PM

yeah Chall


yeah charizmatic right,,, but u know un ki sabhi qawaliz, songs ghazals hi great hain



Posted on 6/21/2005 8:10:31 PM

so true

Posted on 6/22/2005 1:18:27 AM

wooo very nice

Posted on 6/24/2005 1:38:17 PM

   

Posted on 6/24/2005 1:39:00 PM

ohh han,,,
dillagi bhi



and
chaap tilak
khaag udawan (by faiz)
lament (tere bina)

Posted on 6/26/2005 1:27:30 PM

han ek aur song hai which is MERA GHUM AUR MERI HAR KHUSHI TUM SE HAI this one is jus superb.

Posted on 6/26/2005 9:58:15 PM

meri ankhoon ko ankhon ka sahara

Posted on 6/27/2005 1:10:03 AM