Karo Kari

2677 views 28 replies
Reply to Topic
guest.

Age: 124
Total Posts: 29345
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sall's topic jst gave me an idea!!

women r killed for no reaons!..
ghalt ilzam laga kar un per..sirf jaidad ki khatir unhay katal kar dia jata hai!
i hve read so much abt ths brutal tradition n in almost 99% cases ppl get away wid it!!

n also
wht exactly is panchaiyat!(i hope i spelled it ryt)???!!

Posted 10 Jun 2005

sahi reply to Chall Sd etc hi day sat.tay hain but

ham nay Drama daikha hay PTV pal,, "Ghairat"
wo isi baray main hay
and bohat si stories dikhai gai hain us main kay in kay reasons kiya kiya hain

hmm ziada tar jaedaad kay liyay hi..
and sec "ghairat" kay naam par sirf SHAK ki wajha say etc

Panchaiyat I think bas jo jitna OLD ho age main usi ko sab say zaheen maan laitay hain
"wo bi sirf mardon ko"
coz ziada tar BUDHA log hi hotay hain panchayaton main oopch solly

Posted 10 Jun 2005

guest. says
heheh!..ji sahi kaha!.
zaida ter aged loag he hotay hein!

per izzat k naam per katal

yeh tou sahi nahin hai
Posted 10 Jun 2005

Ashii says


kyunn jiiiii,,,
sall ya sd aasman se utre hue hein,, ya aap mei akal ki kami hai kya

galt baat,,



baad mei,, abhi humein ninu i hai
Posted 10 Jun 2005

Sahi nahin hay jia but un ti "GOLDEN RAWAYAAT " to thes pohanchti hay na lolzz




khekhe Chall dusri baat theet hay lolzzz
Posted 10 Jun 2005

timez over for today, be back later
Posted 10 Jun 2005

panchaiyat faisla karte hain,,,village main hi hote hain...
Posted 10 Jun 2005

Ashii says
izzat wizzat kuch nahi
sab bakwas hai,,, keep one thing in mind hamare han jahan bhi IZZAT ka naam aata hai na matlab k wahan kuch garbar hai,, kuch galt hai jisse chupane ki koshish ki ja rahi hai
2nd thing, izzat sirf woh hoti hai jo Allah miyan ki nazar mei ho,,,, apni satisfaction liye kissi ka katal kar k Khuda ki nazar mei kya izzat banti hai id like to know


aur yeh panchayat,, ufffffffff
wohi ghise pite kisse k BARON BOORHON MEI ZYADA AKAL AUR TAJARBA HOTA HAI,, haddd hai yar,,,
iss ka matlab sirf yeh hota hai k pooori zindagi guzarne k baad bhi koi kasar reh gai hai to ab doosron ki zindagi kharab kar k woh bhi poori kar lo





baki rahi KARO KARI to hum ab kya kahein,, phir sab kahein ge k pakistaniyon k khilaf bohot bolti hai
Posted 10 Jun 2005

joker says
ahaan
nice topic..
baat yay haii wo log open minded nahii hoty humary haan and un kay haaan bohaat fark haiii.
wo log zara siii baat bardash nahii kerty apniii doughters or womans kay khaylaf.choti say choti baat per apni sis mom ko kill ker dayty hain..
kuch asay stupid hoty hain kay sach ko bi jhoot bana dayty hain
panchaiyat un kay bary log hoty hain jo old hoty hain,in ka kaam hota haii fasala kerna chahy wo theek ho chahy galat sub un ki baat manty hain.yahan tuk kay wahan ka sardar bii..
Posted 11 Jun 2005

Ashii says
HH

woh log,,, aur hum log
yeh fark kahan se aa gaya,,, hum ne bohot open minded aur parhe likhe log bhi dekhe hein jo k kehte hein k "me aurat ki azadi aur uss k rights liye aap k saath saath hu,, harr baat mei aap ki help karne ko tayyar hu,,, par jahan baat hai mere ghar ki aurton ki, unn ki zindagi ka faisla mere haath mei hai"

yeh mazak nahi hai, hum se kissi ne khud kaha yeh
Posted 11 Jun 2005

joker says
sall jee hum main and un main bohaat fark haii..
jasay aik pary likhy and jahil main..
app isii dunain main rahtii hain and app nain parha bii ho ga is bary main.
yay mery samnain ka waqia haii kay
sirf itniii baat kay aik dosry ger ka larka us ger main thorii dayr raha jub koyii ger main na tha larki bi us kay samnain nahii ayiii laken us larki ko kali ker kay mar diya gia..why this.
rahii baat how i know i know bcz main un logo main kuch ersa raha hoon..mera aik dost wahan say aya howa tha.
app ko aik baat batyoon ajj kaal kay pary lihky logo say jahil log zayda achy hain
and app nain jo baat ki aik pary likhy and open minded kii to i think yay sub geroo ka haal haii except rich people..
i know u r not joking.
sach haii yay kay time to humain agy lay ker ja raha haii laken hum peachy ja rahy hain us time main ja rahy hain jub kuch na tha.....
SALL said:

HH

woh log,,, aur hum log
yeh fark kahan se aa gaya,,, hum ne bohot open minded aur parhe likhe log bhi dekhe hein jo k kehte hein k "me aurat ki azadi aur uss k rights liye aap k saath saath hu,, harr baat mei aap ki help karne ko tayyar hu,,, par jahan baat hai mere ghar ki aurton ki, unn ki zindagi ka faisla mere haath mei hai"

yeh mazak nahi hai, hum se kissi ne khud kaha yeh

Posted 11 Jun 2005

guest. says
aisi golden rawayaat ka kia faida

SD..waiting for ur reply

srk!..i knew tht!..bt y thm?!..judicial sys tou kuch or he hai!..phir aisay logon ko kyun allow kia jata hai

bilbatori!..
hamary khayalat kafi miltay hein!..hum bhi kuch nahin kahein gay zaida kyunk kuch logon ko bura lag jata hai!


HH..yehi tou hum jan-na chahtay hein k panchiyat walay kaisay faisla kar saktay hein kisi cheez k baray mein!..pak kia judicial sys tou yeh nahin hai
kia yeh govt k kisi law k khilaaf nahin ho gi baat


sahi kaha sall!..hum nay bhi kafi logon say suna hai!!!
jab apnay ghar ki baat aati hai tou!..sara education or open culture jata hai teel lenay
kafi pardhay likhay loag yeh samjhtay hein!
Posted 11 Jun 2005

joker says
kash batata hoon
panchiyat main 4 6 8 like that itnain old people hoty hain..
2nd pury village kay log and wo jis kay bary main fasala kerna haii
3rd sardar
old people aik sath baty howy hoty hain
sardar un kay samnain
us larki kay father kary ya sardar kay paon main baty hoty hain.
wo larki aik side per and vill kay log aik sath baty howay hoty hain..
phaly un old people kay samnain sarii baat batyiii jatii haii phir wo aik dosry say mashwara ker kay us larki ko saza dayty hain...
and now a days gov nain asay logo ko paker rahy hain jo ezzat kay naam per katel kerty hain..
yay old people asay hi hoty hain jasay humry khandan main ager koyii prob ho to khandan kay bary a ker fasala kerty hain..
look ger kii baat atii haiii to app kud aik asay ger main rahty hain jahan male females dono hoty hain..
kud soch ker batayain kay ager kid say koyii gelti ho jay to mom dad bro sis kitna dandty hain same like that..
kuch bi hooo jub ezzat ka naam a jata haii to kuch log asa kerty hain
Posted 11 Jun 2005

Ashii says
jhuke hue aur ghulam kaumon ki aik nishani yeh bhi hoti hai k woh khud se koi decision nahi le sakte,, difference between liberty and independance (azaadi aur khud-mukhtari)
hamare han sab log, including my fam, sab yehi sochte hein k kahin se koi aa k sab masle hal kar de
yeh reason hai panchaiyat k hone ka,,,

basicaly panchaiyat koi galt cheez nahi hai,, commun pbs ko hal karne liye zahir hai koi 'neutral munsif' hone chaiye,,,, par ab unn mei akal aur samajh n ho to kya kiya jae


ab baat i judicial sys,,,,,,, to yar panchayat ya sardar apne areas k 'na khuda' hote hein,, apne haath se itni power kaun jaane deta hai
aur phir court/police k chakkar mei to woh pare na jinn ka wahan tak aproach ho,,,, upper se logon ko iss baat ka yakeen dila diya gaya hai k asal islami asoolon pe sirf panchayat chalti hai, judicial sys angrezon se inspire hai
yani k seeeedha seedha sache pakkke naik aur muttaki musalmanon k imaan ko lalkarne wali baat,,, ab kissi k paas kuch kehne ko hai bhi to koi kuch nahi kahe ga
yeh raeson hai panchayat ki popularity ka,,


innn sab k upper sone pe suhaga, jahalat
hamare han k logon ko aaj tak yeh samajh nahi i k musalman hone liye Islam ko samajhna bohot zaroori hai,, once me ne aik doc dekhi thi abt a boy who killed his mother,,,
aur interview mei that guy said : sab logon ne mujhe kaha k tumhari maa galt aurat hai aur apni izzat bachane ka yehi tareeka hai k kill ur mother,,, aur gau k bare buzurgon molvi sahab ne kaha k Quran pak mei yehi likha hai
ab uss jahil se koi yeh puche k ullu k kaan molvi sahab se woh ayat bhi puch leta aur parh k yakeen kar leta itna bara step lene se pehle

par khair usse koi kya kahe,,, jo Quran pak parhe hue hein woh bhi apna time aane pe sab bhool jate hein


baki baad mei
Posted 12 Jun 2005

guest. says
exactly!
i once saw a docu on BBC!
ek admi nay apni biwi ko katel kar dia!
n the guy said k its in quran
the american reporter was shocked!..he said ths is wht ur religion teaches u!

there was a paki philosopher wid the reporter n he asked the guy k wht makes u thnk tht!..gve me an example k kahan likha hai yeh!
n u wont belve wht he said!
kehta hai ek sahabi nay bhi tou apni biwi ko mara tha!..i dunno the sahabi's name!
bt he didnt beat his wife to death!..wht he did was beat her slightly wid a stick!..
koi issi tarahn ka kisa tha!..abb hamay sahi say yaad nahin!!
mayb SD can tell the whole thng correctly!


in logon nay sari shakal he begard di hai asli kisay ki!
jo chahiye woh matlab lay letay hein kisi ayat ya hadis ka!..baghair sochay samjhay
Posted 13 Jun 2005

Ashii says
woh wakeya shayad kuch aise hai k koi (paighambar, or sahabi ya phir koi Allah k naik bande) beemar the,, lambi beemari mei unn ki bivi ne bohot khidmat ki
beemari k chirchire pan mei kissi waja se unhon ne Allah ki kasam khai k jiss din sahi honga uss din 100 chari maru ga

sahi hone pe unhein sharmindagi hui k aik itni naik aur khidmat guzar bivi k bare mei itni bari baat keh di,, tab unhein hukum aaya k kasam poori karne liye he took a jharoo (jiss mei 100 teeliyan thi) and slightly hit his wife

mera khyal we r talking abt the same wakeya.....



yep u r rite,,
baat ka kya se kya bana dete hein log..
koi izzat wagera nahi,, yeh sab apni selfishness aur guroor hota hai jisse log mazhab ka naam de dete hein

Allah miyan sab ko seedha rasta dikha'ain
Ameen
Posted 13 Jun 2005

cutefriend says
yeh karo kari is tottaly wrong and against islam

ager jayedat ke naam per yeh ilzam lagya jaye to phir bhi ghlat hai
kyon ke female ka hisa usye milye ga

har soraat
ager nahi detye to ham apnye islam ki basics ko follow nahi kartye
aur orignally bhi karo kari wrong hai
jis activity ki base per yhe ki jati hia us ke liye yeh
sazaa sahi naih hai

totally wrong

Posted 14 Jun 2005

Glory be to Allah who is free from all false being attributed to Him. Book of Allah is free of all weaknesses being attributed to it. Messenger of allah is innocent of all lies and false being attributed to him. Islam is above what people are making it to fit their desires. May Allah guide us all and prevent us from attributing false to the Allah, His book, messenger and religion.
Posted 14 Jun 2005

I have not found in Quran an injunction of killing people of commiting a crime without due process.

It is only when a married man or woman found guilty of commiting adultry should be given capital punishment. This involves a long process of finding facts and evidence before drawing any conclusions.

I wrote elsewhere also about penal system in Islam. Islam is not about punishing people. It is instead a system that calls for accounting from the heart. Punishments don't correct a society, its only to examplify outcome of a crime for those who are thinking about committing similar crimes. Correction of the society begins from self reform. One should have firm resolve in the heart and mind to resist corruption. Motivation for that should be divinly inspired.
Posted 14 Jun 2005

I am neither on the side of people who would do anything for protecting their honor nor with indecency garbed in freedom of rights.

Freedom of rights should have limits like anything else. Rights come in a package of responsibilites and consequenses. Islam gives freedom to both men and women in equal parts. If any one party exceeds their limits or usrups other parties rights, they are wrong doers and unjust. If a man, if assumed, to have right to kill a woman who brought disgrace to him, a woman should have the same right to kill the man who brought disgrace to her.

We have invented injustices and then try to justify those through religious injunctions. And we have invented indecencies and then justify those in the name of freedom of expression and rights and ...


Posted 14 Jun 2005

Honor !! huh!!

where was their honor when their sisters in Islam were raped and dishonored. When their nation being treated like a pet.
Majority of our people are cowards who only prey upon weak. Double that with ignorance (like Sall said ). Above all, lack of wisdom is like icing on the cake.

Like Omar RAA once stated, we were people of ignorance and had no respect elsewhere. Adoption and practice of Islam brought us honor and respect. Now we want to seek greater honor in material things!

We don't practise islam but we use its name to justify our actions like honor killings.
Posted 14 Jun 2005

guest. says
Smooth_daddy said:

We don't practise islam but we use its name to justify our actions like honor killings.



ohhhhh..u r the besttttttttttttttttt

thts sooo truee!!!!!!!!!
no1 cud hve put ths in better words than u

Posted 15 Jun 2005

SALL said:

....sahi hone pe unhein sharmindagi hui k aik itni naik aur khidmat guzar bivi k bare mei itni bari baat keh di,, tab unhein hukum aaya k kasam poori karne liye he took a jharoo (jiss mei 100 teeliyan thi) and slightly hit his wife

mera khyal we r talking abt the same wakeya.....




hmmm i doesnt approach my mind. dil ko nahi lagti yeh baat. look, kahan woh log, ke islam se pehle ajeebo ghareeb harkaat karte the and kahaN woh log jo islam ko maan kar wali-ullah bann gaye. raatoN ko jaag jaag kar rone wale, jinn ke dil Allah aur Allah ke rasool se bharee hue the. jo Rasool ke aage bhi larre aur peeche bhi larre, daayeN bhi larre aur baayeN bhi larre. jinhoN ne insani Akhlaq (manners) ko itna develope kiya, aur kaha yeh thaki hui, mad and third class riwayat. i dont believe it. history tells me something else. inn logoN ne woh missaal qaayem ki jo arabs ke liye namumkin si lagti thi.

now critics on this riwayet.
pehli baat, kon tha woh banda, jiss ne yeh harkat ki?
doosri baat. Anhazrat (saws) ki solid riwayet maujood hai, solid and sahi hadees maujood hai, siha-sittah me, where its narrated by hazrat Aisha(as), that Hazrat Mohammad (saws) never hesitated to change his decisions and Qasams, if he found some better possibilities or better ideas. woh qassam torrne ke "kuffara"(i dont know the word in english for this word, SD, please help) de dete the.

jabb Anhazrat (saws) yeh karte the to yeh konsa sahabi aagya jiss ki zyada itaat ki jaaye, if HE were a sahabi?? agar kissi aur ummat ka nabi tha, then why, we should do? agar koi naik banda tha, to naiki to iss riwayet se hi zahir ho rahi hai unn ki.

yaar dont u think ke hamare buzurgs itni kidish nahi the. well i think, they were great and not kidish like this ke jahorrroo ke teele pakar kar qassam poori kar rahe haiN. sorr to say but if some of my now living buzurgs will do something like this, jharooo like qassam poori, then i will say him too, ke dimagh satthyaa gya hai.

our prophet Mohammad (saws) never beated his wives. he loved them, he joked with them like friends, he played with them, he treated them like they are queens. balke ummul mo'mineen bartan torrti thiN, and he smiled. he smiled. mashallah. this is islam.

yeh ajeeb si riwayetoN ne hi islam ko joke banaya hua hai. siraf aik kahani hai, jo chotte bachoN ko shayed achi ya dirauni lage, magar kissi normal insan ko aproach hi nahi karti.



Please read this note about my opinion
Posted 15 Jun 2005

I have heard that story too but can't say if it is true.
DL

Let's find Islam right from its source -- Book of Allah and practises of His mighty prophet.

Thank you KB! Wma taufeqi illa billah
No one has any capabilities except for what Allah grants. Glory be to Him.
Posted 15 Jun 2005

valandrian says
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270bd44270
bd44270
Posted 20 May 2018

Posted 18 Sep 2018

Posted 23 Oct 2018

Posted 11 Nov 2018

neha1990 says

As part of the OnePlace2Save services offering, we have the knowledge and
expertise to manage all kinds of removals and jobs which require a trusted
Cheap man and van London.
For further reassurance that you are getting only the very best service, feel free
to read through some of our lovely reviews before you get in touch. &
search Cheap Man and van near me.
Cheap man and van London
Cheap moving Van
Hire removal Van
Cheap Man and van near me
Man with van central london
house removalservice
houseremovals service
house removalservices near me
House moving Companies House removals near me
OfficeClearance Services
OfficeClearance London
OfficeClearance near me
CommercialClearance
OfficeRemoval Services
OfficeRemovals London
OfficeFurniture Removals London
Office Moving Companies Near Me
Office Move London
Office Moving Company
Office Move Company
PianoMoving Services
UprightPiano Removal
PianoMovers
OnePlace2Save Limited
Unit 32/33
The Business Centre Tariff London, United Kingdom, N17 0YX
Phone: +44800 6226 839 / +4420 7515 9347 / +4420 8216 9909
Whatsapp: +447979855252
Email: [email protected]
https://manandvannow.com/
Posted 12 Nov 2020

Reply to Topic