* 9 gazza peer *

5263 views 49 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
anyone heard abt it ??

i ve seen these tombs jo bohot bare bare hein,, par woh kiss buzurg ki kabar hai, woh kaun the kahan se aae the,,, kya karte the
kuch bhi nahi pata

can anyone help ???
Posted 11 Jun 2005

buzurg honge, magar no gAzz lambe har gIzz nahi.
Posted 11 Jun 2005

Bazigaar says
it;s possible...but then again...depends ye kitni purani baat hae...hazrat adam (PBUH) and hazrat nooh (PBUH) ke zamanay mae bhi kafi lambay lambay insaan thaay
Posted 12 Jun 2005

Ashii says
Djeedja Shareef said:

buzurg honge, magar no gAzz lambe har gIzz nahi.

wohi tooooo,,
par me puch rahi hu k kehte kyun hein phir
????
Posted 12 Jun 2005

Ashii says
Bazigaar said:

it;s possible...but then again...depends ye kitni purani baat hae...hazrat adam (PBUH) and hazrat nooh (PBUH) ke zamanay mae bhi kafi lambay lambay insaan thaay

objection

mazar wagera ka chakkar to islam k baad start hua hai
aur 1400 yr pehle itne lambe log nahi the
Posted 12 Jun 2005

Bazigaar says
SALL said:

i dunno kitnay lambay hotay thaay so can;t say nething bout that, but about burrying...to islam se pehlay bhi body ko burry kernay ka rivaj thaa...mazar baa'd mae bhi banaya ja sakta hae
Posted 12 Jun 2005

BadShaH1 says
i think its a Jin Piir?? pata nai
Posted 12 Jun 2005

Bazigaar says
...and sall...bout height...here's a hadith:

Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "Allah created Adam, making him 60 cubits tall. When He created him, He said to him, "Go and greet that group of angels, and listen to their reply, for it will be your greeting (salutation) and the greeting (salutations of your offspring." So, Adam said (to the angels), As-Salamu Alaikum (i.e. Peace be upon you). The angels said, "As-salamu Alaika wa Rahmatu-l-lahi" (i.e. Peace and Allah's Mercy be upon you). Thus the angels added to Adam's salutation the expression, 'Wa Rahmatu-l-lahi,' Any person who will enter Paradise will resemble Adam (in appearance and figure). People have been decreasing in stature since Adam's creation.

60 cubits = 90 feet
Posted 12 Jun 2005

Ashii says
bazuuuuuuuu,,,
have u visited these mazars ??
woh ittnnnnnnnnnnne purane nahi hein na, aur phir hamare han sirf "muslim" buzurgon k mazar hote hein

hey i never heard this hadees before
Allah miyan mujhe maaf karien agar me ne kuch galt baat kahi hogi iss baare mei to

well, no i have not visited these mazars, but all i am trying to say is k a mazar can be that big cuz wo kisi puranay nabi (PBUH) ke tomb bhi ho sakti hae...i dunno ye mazar jis ke baat ho rahi hae kidher hae...and if it;s of anyone after Holy Prophet (PBUH) to it can;t be 9 feet cuz even Holy Prophet (PBUH) himself was not 9 feet...human height decreased by the time...not even Jesus (PBUH) was that tall (i think)
Posted 12 Jun 2005

Ashii says
wohi to me bhi keh rhai hu bazu
coz woh kisi prophet ka mazar nhi hai
buzurg ka hai,, a muslim buzurg

Allah na kare mujhe mazaar pe koi eitraz nahi hai,, im only surprised abt wot ppl say,, sirf yeh puchna chah rahi thi k jb pe kisse kya pata hai aur koi kya sochta hai
Posted 12 Jun 2005

Bazigaar says
well, where is this mazar that he is talking bout anyways?
Posted 12 Jun 2005

Ashii says
in lhe i think
aur pishawar mei bhi kahin

Posted 12 Jun 2005

if abu hureira(ra) is narrating, then hadis is almostly sahi. but the fact is, that u cant take everyword wordly. there are sometimes very deep meanings of words. islam is not a superficial religion. words ke ander ki meanings dhoondni hoti hai. what i read is about the umar of these prophets, too. hazrat nooh(ra) ki umar hazaar sal thi or like this. i am not sure but there are some ahadees about the umars of prophets, too, where unn ki umreN are about hazar saals. one of the interpretation could be the age of there teachings, coz a prophet lives for his task of teachings, which he brings from Allah. Prophet ka aur koi kaam nahi hota, so his age means the age of his teachings. and age of his teachigns means, woh sara waqt, jiss me unn ki taleem sahi rahi, bad me bigarr gayi logon ke zariye.

besides upper advice Anhazrat (saws) darmiyanay qadd ke the. yeh peer faqeer phir lambe kaise hogaye? aur phir bhi unn ke lambe hone me konsi barrai hai. and iss ke bawajood. jabb Anhazrat (saws) ke mizaar ki koi iss tarah pooja nahi karta to inn peeroN ki itni pooja kioN ki jaati hai? i think these are influences from hinduism since these practices are found almostyl in pakistan and india and hindu influenced countries.

and 1400 ki baat nahi hai, 6000 years pehle bhi itne lambe insan nahi the. itne lambe insaan the hi nahi. jabb dinosaurs ke dhanche mill gaye hain, jo ke milions years pehle ke the, aur kissi insan ka dhancha mila hi nahi, jo tha pehle, to that means ACCORDING TO THE MODERN SCIENCES gupp hai.

aik hadees ke mutabaq yeh bhi hai ke har aadam (as) ka zamana 7000 years hai. and so on and so on. ab iss ka kya matlab ke HAR AADAM(as)? aur bhi AAdam (as) the kya? and 7000 pehle to civilisation thi hi. hamara harrappa hi 4000-5000 saal purana hai. wahan ke log to chotte hote the, like hamare pakistani. about 170cm.

yehi to problem hai.

Posted 12 Jun 2005

Ashii says
DL

that is exactly wot i had in my mind
baat shayad hansi ki hai but first time me ne height bari hone ko "guliver" parhte hue analyse kiya tha,, balke movie dekhte hue

u rememebr when he s with giants to woh log bohot ache hote hein,, aur chote chote log bohot bure hote hein,, aur tab i realised k height bara hone ka matlab insaniyat ki height hai

age wali baat bhi dil ko lagti hai
yeh baat to bilkul theek hai k Quran pak (balke bible, torah) aik aisi language mei likhi hui hein jinn ka lafzi matlab pe gaur karna hota hai

height ki baat se yaad aaya,,,
u must know about cro-magnons,, abt 35000 yrs purane aur unn ki height max 2m thi

waise aik baat, do u think woh INSAN the ?????
kissi makhlook mei jab tak shaoor na ho woh insaan nahi hoti, they were intelligent par shaoor akal ko to nhi kehte na
Posted 13 Jun 2005

irsa says
mizar to her prophet kay her jaga per hotay hain
why khabi dheke nahi
Posted 15 Jun 2005

Ashii says
that was not the question
Posted 15 Jun 2005

irsa says
so what happens
Posted 16 Jun 2005

@sall

ab dekha thread. waisay bhi idher kuch likha tha, woh delete kar diya gya. rule ke khilaaf tha na.
khair,
yeh jo cro magnons the. hmmm yeh ajeeb se insan the. well insan ki ab definition aap kya kareNgi? aqal aur shaoor me difference kareN pehle. yeh cro-magnons bhi france ke the, aap bhi wahaN ki hi haiN. goya aap behter jaanti hongi, unnko shaoor tha ya nahi. hehhe

well without joking. i think, they were human beings. human beings are according to my interpretation of all the matters developed in a way of directed evolution. and cro magnons were developed in a way that they could overcome the "neanderthalers"(the germans, hmm i am from germany, so u defeated and deleted us in the past).

so u can imagine or not imagine, may be there wes a prophet, who brought them a law. they accepted him, neanderthalers didnt. so with the help of Allah, cro magnons won. but this time we accepted, u didnt. so u will be defeated. its just a light version of good story. kaisi?

Posted 16 Jun 2005

irsa says
good
Posted 16 Jun 2005

Ashii says
aap german hote ho to ho
im not french,, may b not paki either :(
iss dunya se bahir hu me,,,
out of da world

oupssss,, back to topic

mujhe itna detail mei nahi pata yeh sab,, prehistory se zyada lagao nahi hai,, thora bohot parha hai sirf

shaoor aur akal mei fark to hai
akal janwar k paas bhi hoti hai,,, khana,, peena,, a lot of animal use 'tools' jo k akal k bager na-mumkin hai
tool se matlab yeh nahi k hathora wagera,, matlab k apna kaam nikalne liye kissi cheez ki madad lena
survival k liye kya kuch nahi karte,,

yeh sab hum bhi karte hein,,,, par jo cheez fark karti hai insan aur janwar mei woh hai,, first thing "bolna"
aur phir shaoor,,,
janwar chahe kitna bhi akalmand ho jae kabhi yeh nahi soche ga k woh kaun hai,, kahan se aaya,, kyun aaya,, kahan jana hai,, kiss ne yeh sab banaya,, kyun banaya,, zindagi ka asal maksad etc etc
inn questions k jawab dhoondna,, sahi galt, sach jhoot ka fark maloom hona,, yeh fark hai

hmm,, waise yeh fark bhi kahan hai
Posted 17 Jun 2005

Ashii says
han to baat ho rahi thi k

bari kabar ka maksad kya hai,,,,
"log" samajhte hein k kyun k woh bohot purane zamane k buzurg the iss liye bohot bari height k the
par yeh ho nahi sakta
there is an other reason,, jo k mujhe pata nahi
par jo zyada acceptable hai

woh puch rahi hu kabbbbbbb se
aur sab bongi mare ja rahe hein
Posted 17 Jun 2005

kuch samajh bhi to aaye ke konsi wajah aap daryaaft farma rahi haiN. give ur question a shape of words, please.
Posted 17 Jun 2005

Ashii says
DL
aap bhi sathiya gae ho

meri baat aur hai
im only tired
Posted 17 Jun 2005

Guest_005 says
Posted 24 Jun 2005

irsa says

it's the kabar of 9 gazi they were from other country they came to sialkot and then they servived and then people called them 9 gazi and they said when we will die burried our all stuff with us so that's why it's very long kabar

SALL said:

anyone heard abt it ??

i ve seen these tombs jo bohot bare bare hein,, par woh kiss buzurg ki kabar hai, woh kaun the kahan se aae the,,, kya karte the
kuch bhi nahi pata

can anyone help ???

Posted 02 Jul 2005

ujala hira says
lekin kabar mein toe koi bhi duniya ki cheez nahein ley jasakta toe unk sath kesey dafan kaerdein voh chezein

ek baat or
interior sindh mein matlab makli graveyard k thora sa baad ek mazar hai ham log gaye they toe us mazar pe ek kamra hai us mein do kabrein theen or voh kisi chotey bachon ki thein or kuchh arsa pehley un mein se ek kabar gayab ho gai koi shanakht nahein ker sakta k vahan do kabrein theen ab sirf ek reh gai hai vahan k log yahi kehtey hein us kabar ki hifazat ab jinnat ker rahy hein ye nahein pata k voh kin bachon ki kabrein heinus mazar k pas koi abadi nahein dor dor tak kisi gher ka namo nishan anhein voh mazar mein ney khud dekha hai takreeban 2 months pehley
Posted 02 Jul 2005

ujala hira says
sorry mein topic se hat gai per mera buhat dil ker raha tha k mein ye baat share karon kionk mein khud heran hon voh kabar dekh ker
Posted 02 Jul 2005

irsa says
but that's ok you have to share your topics with me it's good that i can learn to!
ya i am wonder too!
ujala hira said:

sorry mein topic se hat gai per mera buhat dil ker raha tha k mein ye baat share karon kionk mein khud heran hon voh kabar dekh ker

Posted 03 Jul 2005

Ashii says
ujala hira said:

lekin kabar mein toe koi bhi duniya ki cheez nahein ley jasakta toe unk sath kesey dafan kaerdein voh chezein

ek baat or
interior sindh mein matlab makli graveyard k thora sa baad ek mazar hai ham log gaye they toe us mazar pe ek kamra hai us mein do kabrein theen or voh kisi chotey bachon ki thein or kuchh arsa pehley un mein se ek kabar gayab ho gai koi shanakht nahein ker sakta k vahan do kabrein theen ab sirf ek reh gai hai vahan k log yahi kehtey hein us kabar ki hifazat ab jinnat ker rahy hein ye nahein pata k voh kin bachon ki kabrein heinus mazar k pas koi abadi nahein dor dor tak kisi gher ka namo nishan anhein voh mazar mein ney khud dekha hai takreeban 2 months pehley

hey mera khyal me wahan gai hu,
in dec,,, never heard abt gayab kabrein
Posted 06 Jul 2005

irsa says
ya nobody can take anything in thier grave but they were very great and they said to the people and they did that!
and about the otherone it's very strange!
ujala hira said:

lekin kabar mein toe koi bhi duniya ki cheez nahein ley jasakta toe unk sath kesey dafan kaerdein voh chezein

ek baat or
interior sindh mein matlab makli graveyard k thora sa baad ek mazar hai ham log gaye they toe us mazar pe ek kamra hai us mein do kabrein theen or voh kisi chotey bachon ki thein or kuchh arsa pehley un mein se ek kabar gayab ho gai koi shanakht nahein ker sakta k vahan do kabrein theen ab sirf ek reh gai hai vahan k log yahi kehtey hein us kabar ki hifazat ab jinnat ker rahy hein ye nahein pata k voh kin bachon ki kabrein heinus mazar k pas koi abadi nahein dor dor tak kisi gher ka namo nishan anhein voh mazar mein ney khud dekha hai takreeban 2 months pehley

Posted 18 Jul 2005

Reply to Topic