Logo

Udaas Shamein

Udaas Shamein Ujar Raastay Kabhi Bulayein To Lot Aana
Kisi Ki Aankhon Mein RatJagon K Aazaab Aayein To Lot Aana

Abhi Nayi Wadiyon Naye Manzaron Mein Reh Lo Magar Meri Jaan
Ye Saaray Ek Ek Kar K Jab Tum Ko Chor Jayein To Lot Aana

Jo Sham Dhaltay Hi Apni Apni Pana Gaahon Ko Lot`tay Hain
Agar Woh Panchi Kabhi Koi Dastan Sunayien To Lot Aana

Mein Roz Yunhi Hawa Pe Likh Kar Us Ki Taraf Bhejta Hon
K Achay Mausam Agar Paharon Pe Muskurayien To Lot Aana

Agar Andheron Chor Kar Bhool Jayein Tum Ko Tumharay Sathi
Or Apni Khatir Apnay Apnay Diye Jalayein To Lot Aana

Meri Woh Baatien Tu Jin Par Be Ikhtiyar Hansta Tha KhilKhila Kar
Bicharnay Walay Meri Woh Baatien Kabhi Rulaien To Lot Aana(nm)

Posted on 7/11/2005 1:34:00 AM


Posted on 7/11/2005 2:47:00 AM

THX 4 REPLYING

Posted on 7/11/2005 3:25:46 PM

HiRa....:
Udaas Shamein Ujar Raastay Kabhi Bulayein To Lot Aana
Kisi Ki Aankhon Mein RatJagon K Aazaab Aayein To Lot Aana

Abhi Nayi Wadiyon Naye Manzaron Mein Reh Lo Magar Meri Jaan
Ye Saaray Ek Ek Kar K Jab Tum Ko Chor Jayein To Lot Aana

Jo Sham Dhaltay Hi Apni Apni Pana Gaahon Ko Lot`tay Hain
Agar Woh Panchi Kabhi Koi Dastan Sunayien To Lot Aana

Mein Roz Yunhi Hawa Pe Likh Kar Us Ki Taraf Bhejta Hon
K Achay Mausam Agar Paharon Pe Muskurayien To Lot Aana

Agar Andheron Chor Kar Bhool Jayein Tum Ko Tumharay Sathi
Or Apni Khatir Apnay Apnay Diye Jalayein To Lot Aana

Meri Woh Baatien Tu Jin Par Be Ikhtiyar Hansta Tha KhilKhila Kar
Bicharnay Walay Meri Woh Baatien Kabhi Rulaien To Lot Aana(nm)


veru nice

Posted on 7/12/2005 11:55:59 AM

   

Posted on 7/12/2005 11:56:28 AM

nice

Posted on 7/23/2005 5:35:52 PM

nice again

Posted on 7/26/2005 5:17:34 PM


Posted on 7/27/2005 1:20:21 AM

HEEY THX..YA

Posted on 7/27/2005 2:26:58 AM

welcome welcoem

Posted on 7/27/2005 2:39:30 AM

HiRa....:
Udaas Shamein Ujar Raastay Kabhi Bulayein To Lot Aana
Kisi Ki Aankhon Mein RatJagon K Aazaab Aayein To Lot Aana

Abhi Nayi Wadiyon Naye Manzaron Mein Reh Lo Magar Meri Jaan
Ye Saaray Ek Ek Kar K Jab Tum Ko Chor Jayein To Lot Aana

Jo Sham Dhaltay Hi Apni Apni Pana Gaahon Ko Lot`tay Hain
Agar Woh Panchi Kabhi Koi Dastan Sunayien To Lot Aana

Mein Roz Yunhi Hawa Pe Likh Kar Us Ki Taraf Bhejta Hon
K Achay Mausam Agar Paharon Pe Muskurayien To Lot Aana

Agar Andheron Chor Kar Bhool Jayein Tum Ko Tumharay Sathi
Or Apni Khatir Apnay Apnay Diye Jalayein To Lot Aana

Meri Woh Baatien Tu Jin Par Be Ikhtiyar Hansta Tha KhilKhila Kar
Bicharnay Walay Meri Woh Baatien Kabhi Rulaien To Lot Aana(nm)

---------------------------------------------------

"Woh Rangeenn Shaamainn Haseen rastay hum ko yaad aatay hainn
Bicharnay waalay teray sapnay humainn Rozz sataatay hainn

Inn Wadiyonn In manzeronn say kiya milay ga hum ko
Keh shaam hotay hi Saye bhi Saath Chhor Jaatay Hainn"
-----------------------------------------------------


"UDAAS MOSAM KAY RATJAGAAY"
This Book I read in 1991 for the first time when I was in 9th Claas. My Biaology Teacher brought it and Told me about these lines.

And Then Filbadeeh I replied with above four lines. This was the Start of my poetry.

Now After 14 Years...Iam very glad to see it at JB.

Posted on 7/27/2005 10:00:18 PM

awwwwwwwwww shooooooooooooooo sweet..thx 4 replying.. :)

Posted on 7/29/2005 6:55:49 PM

nb gud work




yun hi hoti hoon jab main tanha
tho sochon men gum hoti hoon
jaisey who kahin hai merey saath
jaisey haathon men hai oos kaa haath
tho aik muskuraahat aa hi jati hai
aur bhula deti hai,mita deti hai
sab sochein sari tanhaiyaan
mainey tho buss aik cheez hai paee
who hai teri yaad ,sirf teri yaad

Posted on 7/30/2005 12:20:43 AM


Posted on 7/31/2005 6:05:44 AM

thx thx

Posted on 8/1/2005 1:53:06 AM

nice

Posted on 8/1/2005 4:33:25 PM