Songs of hindi movie/album : AASHIQ BANAY

854 views 7 replies
Reply to Topic
HiRa....

Age: 124
Total Posts: 714
Points: 0

Location:
,
(aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2) - 2
aapki kashish sarfarosh hain

baairiyan chav ka
jaadu joh chal gaya
deewana main ho gaya
dil machal gaya
halka dhuan utha
mausam badal gaya
roshan hua sama
parwaana jal gaya
jaagi re jaagi re main soyi
teri hi yaado mein khoyi
ab mera jahaan
teri aaghosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2

duba rahu sada tere khayalo mein
uljha rahu sada tere sawalo mein
tere bina kahi ab na karaar hain
jaaneman tujh pe toh jaan bhi nisaar hain
jaana re jaana re maine jaana
tu mera tu mera deewana
na meri khata na mera dosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2
aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2
Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
o o...
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
(tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein) - 2
tere bin

(tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye) - 2
tere bin

(meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2
(apni daayre se toh main chutne lagi hu
tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2
tere bin jeena nahi hain gawara
tere bin dil ka nahi hain gujara
tere bin kaun apna sahaara
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

(bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2
(betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2
tere bin raat kat ti nahi hain
tere bin pyas mit ti nahi hain
tere bin duri ghat ti nahi hain
(aashiq banaya - 3 aapne ) - 2

Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
dil ke jahan mein
ek aag si lagi hain
ho dil ke jahan mein
ek aag si lagi hain
main hu tum ho ishq hain
tishngi hain
dilnashi - 6
dilnashi - 6
dil ke jahan mein
ek aag si lagi hain
main hu tum ho ishq hain
tishngi hain
dilnashi - 6
dilnashi - 6

bayan karu main kaise
jahaan sunau main kaise
tujhko dikhau kaise dhadkan ki
hulchul ko
maane na kehna mera
kaise sambhalu main is dil
paagal ko
tu mera armaaan
tu meri chahat
tu mera pyar hain
ishq ke toofan mein
ek aag si lagi ahin
main hu tum ho ishq hain
tishngi hain
dilnashi - 6
dilnashi - 6

tere hasin chehre pe
teri khuli jhulfo pe
teri zuki aankho pe
main pal pal marta hu
deewangi se jyada
dil ki lagi se jyada
is jindagi se jyada
ishq tujhse karta hu
tu meri khawhish
tu meri saansein
tu mera chain hain
jazbo ke makaam mein
ek aag si lagi ahin
main hu tum ho ishq hain
tishngi hain
dilnashi - 6
dilnashi - 6
Posted 01 Aug 2005

irsa says
good job
Posted 02 Aug 2005

valandrian says
bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126
bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126bd34126

bd34126
Posted 08 May 2018

Posted 18 Sep 2018

Posted 24 Oct 2018

Posted 12 Nov 2018

Reply to Topic