Songs of hindi movie/album : CHOCOLATE

865 views 12 replies
Reply to Topic
HiRa....

Age: 124
Total Posts: 714
Points: 0

Location:
,
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana ) - 2
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaaye na jaaye na
woh woh
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaye na jaaye na
woh woh woh
halka halka sa yeh nasha

(kyon bhala sapno ke pitche dil mera apno ke pitche khota hain
khwaahishein aawaara banke toot jaaye tara banke hota hain ) - 2
hota hain kal magar
beeta jo pal agar
aaye na aaye naa
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaaye na jaaye na
woh woh
halka halka sa yeh nasha

(jal uthe shola toh ismein jo chale hawa toh kisne roka hain
ho raha hain dil bekaabu yeh nahi aankhon ka jaadu dhoka hain ) - 2
raahein dhua dhuan
manzil jaane kaha
kho raha karwaa
(halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aa jaana) - 2
aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama
jaaaye na jaaye na
oh oh oh
halka halka sa yeh nasha
Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki
yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 3
ishq ka khul gaya ek naya raasta
pyar ka yaar ka mil gaya hain pata
(jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki
yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 2
ishq ka khul gaya ek naya raasta
pyar ka yaar ka mil gaya hain pata

(ishq ne maara ishq mein yaara na jaane kitne hi kho gaye
dard hain pyara pyaar se pyaara ham bhi deewane se ho gaya) - 2
badhane laga hain surur yeh ishq toh hain gurur - 2
ishq ka khul gaya ek naya raasta
pyar ka yaar ka mil gaya hain pata
(jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki
yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 2

(maine yeh maana tu hain anjaana teri tammana mein lut gaya
tune na roka maine na roka mitna tha jinko woh mit gaye) - 2
dil tere gam se hain yeh hain ishq mere huzur - 2
ishq ka khul gaya ek naya raasta
pyar ka yaar ka mil gaya hain pata
(jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki
yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 6
Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
khalish si hain na jaane kyon
na jaane kyon jaane kyon
hain ek saaya jidhar dekhu
jaha dekhu jaane kyon
jaari kiya jaari hui
kyon koi na jaane kyon
khamoshiyan jaari hui
kyon jaanu na kyon
khalish si hain na jaane kyon
na jaane kyon jaane kyon

jaari kiya jaari hui
kyon koi na jaane kyon
khamoshiyan jaari hui
kyon jaanu na kyon
woh pal meethe kaha beetey
har ek dard yeh aahatein
hain pooctho kya har ek dil mein
har ek dil mein chaahatein

hota hain hota hain jo
hone do ho jaane do woh yahaan
khwaabo ko jal jaane do
jaane do aankhon se yeh do jahaan
kya sahi kya nahi
kisko pata yahaan
kya bhala kya bura kya khata
khalish si hain na jaane kyon
na jaane kyon jaane kyon
Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
panahon mein mohabbat ki
mohabbat ke gunaaho mein
ek gunaah kar liya tujhe yaad kar liya - 2) - 2

kayi zakhm dil pe
kayi dhadkano pe
aa zakhmi hain seena mera
chubhne lage meri saanson mein kaantein
aa mushkil hain jeena mera
nigaaho mein mohabbat ki
mohabbat ki adaaao mein
sab fanaah kar diya tuhje yaad kar liya - 2

mujhe lag rahi ab toh tauhin meri tujhe bewafaa jo kahu
gujaare joh lamhe tere saath maine use ek sajaa main kahu
salaakho mein mohabbat ki
mohabbat ki sajaao mein
dil tabah kar liye tuhje yaad kar liya - 2

panahon mein mohabbat ki
mohabbat ke gunaaho mein
ek gunaah kar liya tujhe yaad kar liya - 2
Posted 01 Aug 2005

irsa says
wowwww
Posted 02 Aug 2005

halka halka sa yeh sama, is the best song
Posted 02 Aug 2005

Rapunzel says
I Like IT
Posted 03 Aug 2005

Dua_786 says
nice...
Posted 06 Aug 2005

*Baby* says
I like it too great!
Posted 12 Aug 2005

valandrian says
bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114
bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114bd34114

bd34114
Posted 08 May 2018

Posted 18 Sep 2018

Posted 24 Oct 2018

Posted 12 Nov 2018

Reply to Topic