Songs of hindi movie/album : JAMES

572 views 9 replies
Reply to Topic
HiRa....

Age: 124
Total Posts: 714
Points: 0

Location:
,
james - 3
(woh hero hain hero hain woh hain hero
aayega tumko karega zero) - 2
bachke jara khare ko khara bure ko bura
james
woh hero hain hero hain woh hain hero
aayega tumko karega zero
bachke jara khare ko khara bure ko bura
james

khamosh toofan kya jaan hain
lakho hazaaro mein pehchaan hain
tere liye tera anjaam hain
usse bhala kaun anjaan hain
(nasha hain ada hain alag hain juda hain
ke hero mein heera hain hero mera) - 2
bachke jara khare ko khara bure ko bura
james
woh hero hain hero hain woh hain hero
aayega tumko karega zero
bachke jara khare ko khara bure ko bura
james
Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
main gussa hu tujhse
nahi pyar tujhse
yeh jhuth hain jaan le
agar sach lage to meri jaan le
jaan hain tujhpe jaan hain - 4

saanson se saanso ka samjhauta sasta
kutch bhi ho lekin tera mera rishta hain
khula aasmaan hain nahi hadh koi saamne
jaan hain tujhpe jaan hain - 4
tujhpe jaan hain tujhpe jaan

yeh aag aaisi hain jo aag bujh jaaye
yeh na rukegi bhale saans ruk jaaye
yahi daastaan hain tera mera ek naam hain
jaan hain tujhpe jaan hain - 4
tujhpe jaan hain tujhpe jaan

Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
sindoori aasmaan hain sharmaya sa
gunja ek prem raag hain jhankaya sa
man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na
keh do - 3
hamse pyar hain
jaane ja meri ja
sindoori aasmaan hain sharmaya sa
gunja ek prem raag hain jhankaya sa

tujhe chuke jo yeh hawa aa rahi
keh kutch yeh rahi
saanso mein meri jo basi
khushbu hain teri
keh do sajan jara tum kahi unkahi
man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na
keh do - 3
hamse pyar hain
jaane ja meri ja
sindoori aasmaan hain sharmaya sa
gunja ek prem raag hain jhankaya sa

mere mann ki duniya hain
tujhse hi saji
tujhko bahakar layi aankhon ki nami
apne lago kabhi tum
kabhi ajnabi
man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na
keh do - 3
hamse pyar hain
jaane ja meri ja
sindoori aasmaan hain sharmaya sa
gunja ek prem raag hain jhankaya sa
man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na
keh do - 3
hamse pyar hain
jaane ja meri ja

Posted 01 Aug 2005

HiRa.... says
(zindagi jeene ka naam hain jee le
pyar ek jaam hain pyar se pee le) - 2
de khushi le khushi, haske din gujaar de
kisika pyar le kisise pyar tu udhar le
zindagi jeene ka naam hain jee le
pyar ek jaam hain pyar se pee le
de khushi le khushi, haske din gujaar de
kisika pyar le kisise pyar tu udhar le
phir dekh yaha kya kami hain
badi hi khubsurat hasin yeh zamin hain

(dekh le tu gaur se yeh ek khuli kitaab hain
tere har ek sawaal ka chupa yaha jawab hain) - 2
bujhegi na jo woh roshni hain
badi khubsurat hasin yeh zameen hain

(sun jara o bekhabar jaayegi jaha nazar
aayegi tujhe najar ek badi hasin jindagaani) - 2
arey jannat kaha pe dhundni hain
badi hi khoobsurat hasin yeh zindagi hain
zindagi jeene ka naam hain jee le
pyar ek jaam hain pyar se pee le
de khushi le khushi, haske din gujar de
de kisiko pyar tu kisise pyar tu udhar le
Posted 01 Aug 2005

irsa says
wow nice!
Posted 02 Aug 2005

irsa says
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar

Meri Subahon Ko Teri Shaamon Ka
Meri Shaamon Ko Tere Vaadon Ka
Meri Raaton Ko Tere Khaabon Ka
Meri Neendon Ko Teri Baahon Ka
Mere Jazbon Ko Teri Chaahon Ka
Bahaki-Bahaki Si Kuchh Khataaon Ka
Khoobasoorat Se Kuchh Gunaahon Ka
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar

Apane Dilabar Ka Apane Hamadam Ka Apane Jaanam Ka Intazaar
Surkh Phoolon Se Mahaka Rasata Hai
Dil To Mera Magar Zard Patta Hai
Paas Aankhon Ke Sabz Manjar Hai
Dil Ka Mausam To Phir Bhi Banjar Hai
Mahaki-Mahaki Si Kuchh Hawaaon Ka
Bheegi-Bheegi Si Kuchh Ghataaon Ka
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Apane Baadal Ka Apani Baarish Ka Apane Saawan Ka Intazaar
Apani Dhadakan Ka Apani Saanson Ka Apane Jeene Ka Intazaar

Koi Badali Kabhi Is Tarah Aayegi
Pyaas Sadiyon Ki Pal Men Bujh Jaayegi
Tujhako Lauta Ke Meri Aagosh Men
Dekhana Vaqt Ki Nabz Tham Jaaegi
Aisa Hone Ke Kuchh Duaaon Ka
Umr Bhar Jo Milen Un Panaahon Ka
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar
Tere Aane Ka Tujhako Paane Ka Phir Na Jaane Ka Intazaar
Intazaar Intazaar Intazaar Intazaar
Posted 02 Aug 2005

valandrian says
bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127
bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127bd34127

bd34127
Posted 08 May 2018

Posted 18 Sep 2018

Posted 24 Oct 2018

Posted 12 Nov 2018

Reply to Topic