1
Mehbob ki galiyn say ana jana zarorat hai meri
Tang a gia phelon main yeh phelo ki rarhi lagana
Kabhi Sharma kar kabhi musakra kar wo daykhti hain
Or phir pesay day kar phel lay layti hain.
2
half frai unday kha kar ghar ki chaat par kod rahi thi
thak kar ghar ki chaat par layti jasay film main shilpa shety
3
tokri bhari anaron ki
kharidi hai 10 ki bechayn gay 12 ki
4
na din ko chaen na raat ko aram
younis fan younis fan
5
bari main bathi amrod paye khandi hain
aja meray balma maino namak hi phra ja.
6
koi meray konway say pani na bharay
sawari apnay saman ki khud hafazat karay
tumhe dekha tu yeh khayal aaya
paglooon k stock mein niya maal aaya
us ka rishta na honay ka sabab us ka abba tha
sab haryan they k aisa abba us ne kahan se labba yha
Apne chehre se ruswaiyoon ka ERROR to hatao,
janeman apne dil ka PASSWORD to batao!
Tere pyar ka E-MAIL mere dil ko lubhata hai,
par beech mein tere bhai ka VIRUS aa jata hai!