aa mera mola------ for victoms of zalzala

4958 views 38 replies
Reply to Topic
rao_buddy

Age: 124
Total Posts: 1046
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sabar bhi lazim
magar qayamat
aa mera mola
sunhara hathoon main bag la kar
zehan ka kacha zuban ka sacha
ya phool bacha
phir inn ki lashoon pa rooti maain
kahan ya jain
kisse bulayin
sabar bhi lazim
magar qayamat
ya apna pyaroon ki moot par
jhulmulaye chehra
ya pathroon main dhake hoe sab
bayaro bamadadgar lashan
ijar yadain ya talkh manzar
main kaisa dekhoon
ka mera moola
sabar lazim
magar qaymat
sisktee rooti hoe fizayin
ya gham main doobe hoe hawayin
ya bagharoon ka ajeeb manzar
ya sahma chehroon par hoo ka aalam
ya tera rozza se log sara
ya bhooka piyasa nidhal chehra
ya hasratoon ka sawal chehra
main kaisa dekhoon
ya dekhna bhi aazab thahra
ka mera moola
sabar bhi lazim
magar qayamat
Posted 16 Oct 2005

Reply to Topic