Forums
Poetry Cafe (URDU)
^-^DiL hAii Na
Reply to Topic
heart_hacker
Age: 30
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
Jab Teri Dhun Main Jia Kartay Thay Hum Bhi Chup Chaap Phira Kartay Thay Aankhoon Main Pyaas Hua Karti Thi Dil Main Toofan Utha Kartay Thay Loog Aatay Thay Ghazal Sunanay Ko Hum Teri Baat Kia Kartay Thay Sach Samajhtay Thay Terey Wadoon Ko Raat Din Ghar Main Raha Kartay Thay Woh Bhi Kya Din Thay, Tujhay Bhula Kar Hum Tujhay Yaad Kya Kartay Thay Kal Tujhay Dekh Kar Yaad Aya Hum Bhi Kabhi Mohabbat Kia Kartay Thay..........
Desi_MC
Age: 125
7142 days old here
Total Posts: 5111
Points: 0
Location:
Somalia, Somalia
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
app ko kiya howa jeee
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
SOCHA NAHIN ACHA BURA, DEKHA SUNA KUCH BHI NAHIN socha nahin acha bura dekha suna kuch bhi nahin manga Khuda se raat din tere siwa kuch bhi nahin dekha tujhay socha tujhay chaha tujhay pooja tujhay meri khata meri wafa, teri khata kuch bhi nahin jis per hamari ankh ne moti bichaaye raat bher bheja usay wohi kaghaz us per likha kuch bhi nahin ik shaam ki dehleez per bethay rahay woh der tak ankhon se ki batain, monh se kaha kuch bhi nahin do char din ki baat hai dill khaak main so jaye ga jab aag per kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahin ehsaan ki khushboo kahan, awaz k JuGnO kahan khamosh yadon k siwa gher main raha kuch bhi nahin
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
heart_hacker said: SOCHA NAHIN ACHA BURA, DEKHA SUNA KUCH BHI NAHIN socha nahin acha bura dekha suna kuch bhi nahin manga Khuda se raat din tere siwa kuch bhi nahin dekha tujhay socha tujhay chaha tujhay pooja tujhay meri khata meri wafa, teri khata kuch bhi nahin jis per hamari ankh ne moti bichaaye raat bher bheja usay wohi kaghaz us per likha kuch bhi nahin ik shaam ki dehleez per bethay rahay woh der tak ankhon se ki batain, monh se kaha kuch bhi nahin do char din ki baat hai dill khaak main so jaye ga jab aag per kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahin ehsaan ki khushboo kahan, awaz k JuGnO kahan khamosh yadon k siwa gher main raha kuch bhi nahin
By
Bashir Badar HH g aap bhi yahan a gaye
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
heart_hacker said: Jab Teri Dhun Main Jia Kartay Thay Hum Bhi Chup Chaap Phira Kartay Thay Aankhoon Main Pyaas Hua Karti Thi Dil Main Toofan Utha Kartay Thay Loog Aatay Thay Ghazal Sunanay Ko Hum Teri Baat Kia Kartay Thay Sach Samajhtay Thay Terey Wadoon Ko Raat Din Ghar Main Raha Kartay Thay Woh Bhi Kya Din Thay, Tujhay Bhula Kar Hum Tujhay Yaad Kya Kartay Thay Kal Tujhay Dekh Kar Yaad Aya Hum Bhi Kabhi Mohabbat Kia Kartay Thay..........
I think By
Nasir Kazmi
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Laug Aatay Thay Ghazal Sun'nay Ko
Hum Teri Baat Kia Kartay Thay
-------------------------------------------------
jis per hamari ankh ne moti bichaaye raat bher
bheja usay wohi kaghaz us per likha kuch bhi nahin
do char din ki baat hai dill khaak main so jaye ga
jab aag per kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahin
(Yeh Ghazal mainn Bohat Sunnta hoon..yeh dou shair meray favorite hainn )
Desi_MC
Age: 125
7142 days old here
Total Posts: 5111
Points: 0
Location:
Somalia, Somalia
poetry makes me sleepy
hhahaahah poor ma cousin
uss ko hamesha mujh sey shiqaayat hee rehti thi....
woh poems likh likh thakk jaati thi,,,,,,
hahahahaha
hahahahahahah
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said: Laug Aatay Thay Ghazal Sun'nay Ko Hum Teri Baat Kia Kartay Thay ------------------------------------------------- jis per hamari ankh ne moti bichaaye raat bher bheja usay wohi kaghaz us per likha kuch bhi nahin do char din ki baat hai dill khaak main so jaye ga jab aag per kaghaz rakha baqi bacha kuch bhi nahin (Yeh Ghazal mainn Bohat Sunnta hoon..yeh dou shair meray favorite hainn )
main ne aik baar ghazal suni thi ye wali, Jagjeet ki aawaz main, mujhe achi lagi thi..
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
well main bi kabi kabi wo peotry post kerta hoon jo mujy achii lagy kis ki haii kon hai ikuch pata nahii chalta thx cousin ka khayal kerty na kan main kuch daal ker sun layty.. yup kasii kay pass wo petry haii "sach kahti thii jo ammi kahtii thii" song haii but dont know kis ka haii
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Your Wish...My Command mujhako yaqiin hai sach kahatii thiin jo bhii ammii kahatii thiin jab mere bachapan ke din the chaaNd men pariyaaN rahatii thiin ik ye din jab apanon ne bhii hamase naataa toD liyaa ik vo din din jab peD kii shaaKhen bojh hamaaraa sahatii thiin ik ye din jab saarii saDaken ruuThii ruuThii lagatii hain ik vo din jab 'aao khelen' saarii galiyaaN kahatii thiin ik ye din jab jaagii raaten diivaaron ko takatii hain ik vo din jab shaamon kii bhii palaken bojhal rahatii thiin ik ye din jab laakhon Gam aur kaal paDaa hai aaNsuu kaa ik vo din jab ek zaraa sii baat pe nadiyaaN bahatii thiin
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Remaining Ash'aar of the Ghazalkisi veraanay main tujh se mil kar dil main kya phool khila kartay thay ghar ki deewar sajanay k liye hum tera naam likha kartay thay wo bhi kya din thay bhula ka tujh ko hum tujhay yaad kiya kartay thay jab tere dard main dil dukhta tha hum tere huq main duaa kartay thay bujhnay lagta tha jo chehra tera daagh seenay main jala kartay thay apnay jazbon ki kamundon se tujhay hum bhi taskheer kiya kartay thay apnay aansu bhi sitaron ki tarah tere honton pe saja kartay thay cherdta tha ghum-e-duniya jab bhi hum tere ghum se gila kartay thay Aaj tujhay dekh k yaad aaya hey Hum sukhan-war bhi hua kartay thay (kuch sher correction k liye repeat kiye hain)
kiran
Age: 40
8258 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
us waqt ko kiya abb yaad kerna jab hum bhi hum hua kerte thai jab kuch bhi udaas na tha idher jab tum bhi tum hua kerte thai hanste thai hum subha or shaam jab dil bhi dil hua kerte thai
QUEEN VICTORIA
Age: 125
7929 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0
Location:
Lahore, Pakistan
good good sab log carry on
chitthi na koi sandais
jany woh konsa dais
jahan tum chalay gaye
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kon chala gya Pardain Malka g..
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
thank you very much new beau app nain mera bhaat bara kam ker diya haii thx na nice everyone
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
heart_hacker said: thank you very much new beau app nain mera bhaat bara kam ker diya haii thx na nice everyone
O jee tusi welcome jee...waisay Abhi yeh Complete nahin hay..Aur Shair bhi hainn.. I think...
Magar Complete kernay ka kaam Doc_Sam jee kay...Let UNN ko do Mukammal this Kaam
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
kiran said: us waqt ko kiya abb yaad kerna jab hum bhi hum hua kerte thai jab kuch bhi udaas na tha idher jab tum bhi tum hua kerte thai hanste thai hum subha or shaam jab dil bhi dil hua kerte thai
O jee Kiran jee...Aap nay Khud kahay hain yeh Shair issi behar mainn ya yeh waqayee issi ghazal kay shair hainn.,,
Agar aap nay kahay hainn tou it seems you are also good poetES.....make your Poetry topic jee...
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
QUEEN VICTORIA said: good good sab log carry on chitthi na koi sandais jany woh konsa dais jahan tum chalay gaye
Doctor Sam said: kon chala gya Pardain Malka g..
Pata Karao
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:
heart_hacker said: thank you very much new beau app nain mera bhaat bara kam ker diya haii thx na nice everyone
O jee tusi welcome jee...waisay Abhi yeh Complete nahin hay..Aur Shair bhi hainn.. I think... Magar Complete kernay ka kaam Doc_Sam jee kay...Let UNN ko do Mukammal this Kaam Dr Sam ko Zalim Samaj ne aaj kal kafi hud tak Poetry se duur rakha hua hey,
Kion k Dr Sam k next month papers hain,
ye to kabhi kabhi, Refreshment k liye..
Wese agar Lamba intazar ho sakta hey, to..
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said:
Doctor Sam said: kon chala gya Pardain Malka g..
Pata Karao Mujhe pata hey...
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
new_beau said: O jee Kiran jee...Aap nay Khud kahay hain yeh Shair issi behar mainn ya yeh waqayee issi ghazal kay shair hainn.,, Agar aap nay kahay hainn tou it seems you are also good poetES.....make your Poetry topic jee...
is ghazal k nahi hain, ye mujhe sure hey...
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Phir tou wohi baat hui na...JHo mainn nay aik aur Topic mainn Kahi hay...
Inn ko bhi wohi Beemaari hay
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
Doctor Sam
Age: 125
7418 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye yahan ....
new_beau
Age: 124
7868 days old here
Total Posts: 10168
Points: 0
Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
I think Yeh post Delete ker kay
"Bint-e-Hawwa hua keray koi"
Mainn post kero
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
oook new merii zindagi wigra daga hey eiko tanda tunda koyii nahii mery toty ker kay set dayndain eiko ginda gonda koyii nahii har koyii chunda hey kaliyan ko datdy phool noon chunda koyii nahii hon bas ker shaker rowan dii sadi dar koyii sunda koyii nahii
~Fragi~
Age: 43
8333 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
mashallah bazoook loogon jamah hain
heart_hacker
Age: 30
8159 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
jee
Reply to Topic