egoistguy4
Age: 123
7234 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmm pachtawa toba ka dosra naam hai dont worry ALLAH nay sub acha hi kia ho ga un khatoon and unki fmaily k sath......wel abt me yeh k puchtawa tu koi bhi nahin but dostoon yaroon and zindagi say shikayatein buht si hein lakin share nahin karoon ga sorry
shy_princess
Age: 123
7238 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
egoistguy4 said:

ego shukar tum nai doston sai jo shikayatein hain woh secret rukhi hain warna main tu samjh thi k ajj tu mairey watt laag jaye gi
zinozt
Age: 123
6528 days old here
Total Posts: 6
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wo kia hai k bouhat see aesi baten hoti hain jiss pay insan pashta ya karta hai aun ko karnay k baad meri zindagi main ek aesa kaam hai jo k main nay na chahtay hooway bhe kia kissi apnay k leay aur aus pay he mujhay pashtawa haiiiiiiiii k kash main wo na karta kash main kissi ko aansu saaf karnay kee dhun main na bhagta aur apni aankhen aansuon sau na bhar layta
zinozt
Age: 123
6528 days old here
Total Posts: 6
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shy_princess said:
mujhe tu dhaair sari batoun ka pechtava hai main boohut blunders marti hon per phir mujhey realise ho jata hai soo main theek kaar laitey hon
Waisay kia ye acha nain hai k hum aur aap sirf apnay keay hooway gunahon pay pashtaya karain kyun k baqi kaam jin pay hum aur aap pashtaya kartay hain wo to Allah ke emarzi say he hotay hain
cutefriend
Age: 38
7380 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
shy_princess said:
egoistguy4 said:
hmm pachtawa toba ka dosra naam hai dont worry ALLAH nay sub acha hi kia ho ga un khatoon and unki fmaily k sath......wel abt me yeh k puchtawa tu koi bhi nahin but dostoon yaroon and zindagi say shikayatein buht si hein lakin share nahin karoon ga sorry
ego shukar tum nai doston sai jo shikayatein hain woh secret rukhi hain warna main tu samjh thi k ajj tu mairey watt laag jaye gi
kiran
Age: 38
7669 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
han aise boohat si batain hain jin per baat main pachtawa hota hai aur mughey jis baat per sabse zayada pachtawa hai woh hai maine usse jate waqat roka kjun nahin aur ajj tak dhund rahin hon...
egoistguy4
Age: 123
7234 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shy_princess said:
egoistguy4 said:
hmm pachtawa toba ka dosra naam hai dont worry ALLAH nay sub acha hi kia ho ga un khatoon and unki fmaily k sath......wel abt me yeh k puchtawa tu koi bhi nahin but dostoon yaroon and zindagi say shikayatein buht si hein lakin share nahin karoon ga sorry
ego shukar tum nai doston sai jo shikayatein hain woh secret rukhi hain warna main tu samjh thi k ajj tu mairey watt laag jaye gi
shy_princess
Age: 123
7238 days old here
Total Posts: 2272
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ess raam khani main mujhey bhi shamil kaar loo bcoz mujhey aksaar bhai k paise mill jatey hain jo k mujhey wapis karney pardatey hain kyun ki maira bhai mujh sai chouta hai barda hota tu sarey paise rukh laitey
madgirl
Age: 123
6534 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nayi story???????????????????????yaani jhooti..........jhoot yani creativity................creativity yani presence of mind..................................presence of mind yani intelligence....................intelligence yani wisdom...........................wisdom yani apne aap ko aqalmand samajhna....................apne aap ko aqalmand samajhna yani..............................sab se bara bewaqoofffff